Namaskar dosto
Kaise hai aap sb log asha krti hu ache honge aaj ke iss article mein mai aapko batane waali hoon ki ICICI Bank personal loan ke baare mein ki kaise hum icici bank se personal loan le skte hai bina kisi problem ke aur yeh bhi jaan payenge ki ICICI Bank humhare liye kitna profitable hai.
ICICI Bank Personal Loan Kya Hai?
Table of Contents
Personal loan ek esi credit suvidha hai jo aap sbhi ki fanicial zarurato ko poora krne mein madat krti hai isliye iska laab uthaya ja skta hai loan lene ke liye aapko koi security deposit nahi krni padti jisse personal loan lene mai koi dikkat nahi hoti aur aap personal loan ko lene ke baad aap uska use as a domestic use or personal finance ke tor par kar sakte hai..!!
ICICI Bank Personal Loan Benefits?
Icici bank personal loan ka benefit yeh hai ki aap yaha koi limitation nahi hai loan lene ke liye aur aapne jitna apply kra hai utna hii milega aur loan lene ke liye aapko koi security deposit nahi krni padti hai aur jaise hii aap loan le liye apply krte hai toh aapka kuch hii minute mein ya kuch hii samay mein aapka loan process ho jata hai.
ICICI Bank Personal Loan Amount?
Ab hum baat karte hai loan amount ki ICICI Bank kitna loan provide krwati hai icici bank 50,000 rupees se 20 lakh ke bich humhe personal loan provide krwati hai icici bank personal loan ko chukale ka time 12 se 60 months ka time deta hai.
ICICI Bank Personal Loan Interest Rate?
ICICI Bank ka personal loan interest rate 10.75% to 19% per annum se shuru hoti hai hai aur yeh logo ko personal loan provide krwata hai jisse aapko loan lene mai koi paresani na ho.
ICICI Bank Personal Loan Tenure?
Ab baat krte hai icici bank ke tenure pr ki kitna time deta hai wo paise ko wapas krne ka icici bank 60 months tk ke tenure ke sath km loan processing charges ka benefit uttha skte hai.
ICICI Bank Personal Loan Processing Fee?
ICICI Bank personal loan processing fee 2.50% itni hai ye amount baki banko ke mukabale bahut km hai aur asan bhi.
ICICI Bank Personal Loan Documentation?
ICICI Bank personal loan documents ki jiski humhe loan lene ke liye jarurat padegi wo hai
Passport,
driving license,
pan card,
voter ID card
residence ke tor par:-leave and licence agreement,
utility bill, passport
2 passport size photograph or
latest 3 months bank statement in sbki jarurat padegi.
ICICI Bank Personal Loan Eligibility?
ICICI Bank personal loan ki eligibility ye hai :-
1.Age 23-58 itni ho.
2.monthly salary 30,000 honi chahiye.
3.km se km 2 saal ka experience ho
4.aapke paas sabhi ekyc documents hone chahiye
5.aapke paas aapka employement proof hona chahiye
ICICI Bank Personal Loan Kaise Le / ICICI Bank Personal Loan Apply Kaise Kare?
1. Pahle aapko online registration krna hoga agar aap internet banking access karte hai to nhi toh aapko fir apne pass ke hii bank mai visit krna hoga.
2. Aur waha jakar aapko personal loan application form lena hoga ye form aapko bank manager ya bank employees se le sakte hai
3. Aur usme di gyi chijo ko acche se fill krna hoga aur apne sath jo documents aap lekr jayenge usse form se attached krke waha summit kr dena hai.jaise hii verification process poora hoga tb jakr aapko loan approved ho jayega.
Conclusion ?
Jaisa ki aaj ke iss article mai maine aapko bataya ki kis tarike se hum icici bank se personal loan le skte hai aur wo bhi bina kisi pareshani ke.asha hai aapko iss article mein meri baat samajh aa gyi hogi.
Aashish Kummarr