SBI Personal Loan Kaise Le : SBI Se Loan Apply Kaise Kare | SBI Se Personal Loan Kaise Le | State Bank Of India Personal Loan

Namaskar bhaiyo kaise hai aap sabhi log ummid karta hoon ki bahut acche honge khair waapas aa gaye hai hum log ek nayi post mein jaha par hum log jaane waale hai ki aap log kis tarike se loan paa sakte hai lekin mai aap logo ko ek baat bata doo ki aaj ki iss post mein hum log jaane waale hai ki aap loag kis tarike se loan le paayenge khair baaki tarike to wo waakai mein alag hote hai lekin abhi mai baat karoo agar ki aap lg bank se loan le paayenge to pahle to aapko shyad meri baato par itni jaldi believe ho naa paaye lekin haa ye mai aapko aaj ki iss post par yahi baat clear karne waala hoon ki aap log bank se loan kaise le sakte hai ..

Ab yaha par bhi mai aapko ek baat batana chahta hoon ki loan ke bare mein aap log acche se jaante hai ki loan wo bhi specially bank loan aapko saaf samajh aa jaata hai ki aapko branch par jaakar loan lena hoga jiske liye aapko sabse pahle loan form fill karna hoga saath hi sabhi required documents ko attach karna hoga and then submit lekin aaj mai aapko ise thoda sa lag tarika batane wala hoon jis way mein aapko pata chalega ki aap loan to le sakte hai lekin aap online loan kaise le sakte hai online loan bole to ghar baithe aapl log loan kaise le sakte hai yahi mai aapko bataunga khair yah to raha humran method jaha par hum log process ko acche se samjhne waale hai ..

Lekin isse pahle aapka yah samjhna bahut zyada zaroori hai ki aap loan to le rahe hai yah pata chal gaya lekin aap loan bhi bank se le rahe hai to sabse bada sawaal yahi banta hai ki jo aap loan lenge wo kis bank se lene waale hai jii haa to mai aapko yahi batane waala hoon to sabse pahle mai aapko clear kar doo ki hum jo loan lene wale hai wo loan hum log SBI yaani ki state bank of Indian se aapko pata chall hi gaya ki hum log kis bank se loan lene wale hai saath hi ab mai aapko yah bata doo ki aap mein se bahut se log jaante hai ki SBI kya hai or kaise kaam karta hai lekin jin logo ko nahi pata mai bata doo ki SBI ek bank hai jo india ki top level banks mein aati hai ab yaha par baat aati hai ki SBI ka status sabko pta hai ki yah bank ek type ka government bank bhi hai to ab yah sawaal aaya hai ki kya hum log SBI bank se online loan le paayenge..

To iska jawaab hai jii haa bilkul le paayenge to abhi mai aapko bata doo ki aaj ki iss poore post mein hum log to baat hi yahi karne waale hai ki loan aap lohg SBI se kaise le sakte hai wo bhio online method lekin ab sabse badi baat yah aa jaati hai ki aap log loan to lenge sbi se samajh mein bhi aa gaya lekin loan lenge kon sa yah baat bahut hi important hai jaise ki aap yah baat jaante hai ki SBI aaj ki date mein india ki top level banks mein se ek hai to yaha par service features benefits yah sab hai jo aapko mite hai bahut hi wide aur bahut hi broad aese mein sabse badi baat yah aa jati hai ki hum konsa loan lena aapko sikhane waale hai to aapko mai bata doo ki aaj kli iss post mein hum log jaane waale hai ki aap log ..

SBI se personal kaise le sakte hai jii haa jaise ki aap yah baat acche se jaante hai ki aaj ki date mein logo ko do types ke loan ki sabse zyada need hoti hai sabse pahle to jaldbazi waala loan yaani ki instant loan jo ki jaldi approve ho jaaye baaki agar doosre loan ki baat kare to doosra loan hai personal loan iss loan ke bare mein hum log detail mein baat karne waale hai ki aap log iss loan ko kaise paa sakte hai aur wo bhi SBI bank se to aapko mai proper aaj ki iss post mein dedicated tor par batane waala hoon ki aap log SBi se kaise personal loan paa sakte hai aur wo bhi kis method se jo ki hai onlilne method yaani ki online service jaha par aapko kahi bhi jaane ki koi bhi need nahi hone waali hai ..

Saath bhi jaise ki aapko yah baat pata chalne waali hai ki aap log state bank of india yaani  ki sbi se loan lenge wo bhi personal loan to aapke yaha par sawaal ajate hai jaise ki aap log SBI se loan kaise lenge isi ke saath SBI se personal loan kaise lenge or isi ke depth mein chalte chale to SBI se loan kaise apply kare or SBI se personl loan kaise apply kare in depth SBI se loan lene ke liye kon se documentation legenge and SBI se loan kon kon le sakta hai and kitna loan amount aapko as  a loan mil sakta hia SBI mein aur jo proper validation hoti hai ki aise kya kaaran hai jo ki hum SBI se hi loan le aur jo baaki ke aapke sawaal honge unn sawaalo ke in depth answer aapko aaj ki iss post mein mil jaayenge…

SBI Kya Hai?

I know I yah sawaal aap mein se bahut se logo ko thoda sa ajib lag raha kyunki sahi baat hai ki aaj ki iss date mein SBI ko kon nahi jaanta dunia bhar india ke mostly logo ki baat ki jaaye to india ki mostly population ka account hai SBI mein lekin kyunki yah mera kaam hai to mujhe to batana hi padega to mai aapko mai bata doo ki SBI ek bank hai jii haa yah ek official bank hai iski baat kare to to yah bank do pahloo par work kartio hai in short yah ek private bank bhi hai or saath hi saath yah ek government bank bhi hai agar baat kare to rules and regulations ki to mai aapko bata doo ki RBI ke under guidelines and regulations ke andar kaam karti hai SBI aur aaj ki date mein job hi aapko facilities ya services ya government services aapko chahiye hote hai yah aapko provide karti hai..

Aap log  kah sakte hai ki india ki moostly population ka aadha jansankhya ka saving account sirf or sirf sbi mein aapko dekhne ko mil jaata hai agar mai baat karoo to waise to aapko SBI mei kaafi loans ke types dekhne ko mil jaata hai or aage bhi bahut se aese loan services hai jinko agar maine explain karna chaloo rakha to aap logo ke liye yah post itni badi ho sakti hai jiski koi bhi had nahi hai isliye mai aapko bata doo ki aapko aaj ki iss post mein mai sirf or sirf dedicately bataunga SBI personal loans ke bare mein aur agar aapko baaki ke type of loans par bhi detail explaination chahiye to aapke liye ek detail post jaldi aa jaaegi comment mein batayayiye….

SBI Se Kitna Loan Mil Sakta Hai?

To abhi mai aapko ki kyunki hum sirf detail mein baat kar rahe hai SBI personal loans ke bare mein nahi to agar aap ko mai bataoo kitne types ke aapko type of loan mil sakte hai sbi se saath hi uss loan types par aapko kitna loan amount mil sakta hia uske liye yah post bhi badi ho sakti hai saath hi jo content hoga wo bhi bahut hi broad ho jaayega lekin mai aapko bata doo ki yaha par specific agar aap yah jaanna chahta hia ki aapko kitna loan mil sakta hai to uske liye aapko types of loan o detail mein samjhna hoga saath hi agar mai yah baat karoo ki kisi ek specific ki to uske liye mai aapko yahi bata raha hoon ki aap log SBI se personal loans kitna le sakte ho lekin mai aapko bata doo ki personal loans ke andar bhi kitne saare broad types aa jate hai like instant personal loan aur lon time personal loans aur bhi aese broad se topic hai jiske bare mein shaayad aapko aur mujhe aaj bhi pata nahi hai lekin koi baat nahi mai aapko accurate data to nahi de paaunga lekin mai aapko yah zaroor bata sakta hoon ki aapko yaha se approximately kitna loan amout mil sakta hai SBI se personal loan..

To dosto aapko SBI se personal loans ki baat kare to yaha se aapko minimum 20 laks tak ka yaani ki yaha se aapko 2 miliion rupees mil sakte hai as personal loan SBI se and again mai aapko dohra doo ki yah accurate data nahi lekin jo price range hogi wo isi ke middle mein hogi…

SBI Se Loan Aapko Kitne Dino Ke Liye Milta Hai?

Ab dekhiye yah baat to aap or mai acche se jaante hai ki aaj ki date mein agar aap kahi se loan le lete hai to aap jaante hai ki aapko jo loan amount provide karwaya jaata hai bhale aap wo jo loan hai kisi bank se loan online financial services se lo ya kisi financial sector se aap jo loan lete hai uss loan amount aapko milne ke saath hi saath aapko loan amount repay karne ki bhiek mohlat yaani ki time diya jata hoga aur wo loan uss time ke under pay karna hota hoga kyunki agar aap apne uss liye hue loan ko time se pay nahi kar paaye to aapke uss loan amount ko aapko uss loan amount ke saath hi saath aapko extra amount bhi charge karna padta hai ab aese mein agar hum baat kare ki jab aap sbi se loan lete hai to aapko loan payment karne ka kitne time mil jaata hai in short deadline to jaise ki maine aapko pahle bhi yah baat batayi hui hai ki apa jo loan lete hai uss loan amount par yah baat depend karti hai ki aap jo loan lenge uss loan ka amount par aapko deadline kitni mil jaati hai and the second things is that..

Ki aapne jo loan amount liya hua wo loan kis types ke loan par aata hai second deadline aapki waha set hojaati hai lekin agar mai aapko sirf or sirf information purpose se batane ki koshish karoo to aapko SBI ke personal loans parn mminimum 67 days se lekar ke aapko 343 days tak ka aapko time mil jaata hai depend karta hai ki aapka loan amount kita hai…     

SBI Se Loan Ka Interest Rate Kitna Pay Karna Padta Hai?

To abhi hum aa chuke hai interest rate waalil baat par and as you know jaise ki aap yah baat jante hai ki SBI ho ya fir or ho koi or yaha par aap jo unse loan lete hai aur wo jo aapse apne diye hue looan amount par jo byaz banate hai usi se financial sectors waalo k asli income walhi se hoti hai ab agar baat kare ki aapko kitna interest rate pay karna padta hai to sabse pahli cchij interst rate har ek bank ka alag alag hota hai ab har ek bank ka interest rate type of loan ke hisab se alag alag hota hai ab types of loan ke andar bhi jo aapko loan amount milta hai uss loan amount ke hisab se sabka interest rate alag alag hota hai agar simple bhasha mein batane ki koshish  kare to yahi kahna chahta hoon ki aapke dwara liye gaye amount par interest rate kitna aapko pay karna padega iss baat ka jawaab aapko loan lete wakt sirf aapko details hi bata sakti hai …

Lein aapko fikar karne ki koi bhi zaroorat nahi hai just because kyunki agar aapko information basis ke liye yah janna hai ki aapko SBI se personal loan lene par kitna percent interest rate pay karna padega to yah mai  aapko exact data to nahi par haa mai aapko approx data zaroor bata sakta hoon..

To agar baat kare ki SBI se personal loan par banne waale loan amounr ki interest rate ki to yaha par aapko minimum 9% se lekar ke 18% tak ka aapo interest rate pay karna pad sakta hai yearly…

SBI Se Loan Kon Kon Le Sakta Hai?

To yaha par mai aap logo ko details mein wo eligibility or criteria ko describe kar deta hoon jisse aapko yah pata lag sake ki kon kon vyakti SBI se loan le sakte hai or content ke perception par kahe SBI sep personal loan kon kon le sakta hai..

1.   To sabse pahle agar apako SBI se loan chahiye bhale wo kkoi sa bhi loan ho to iske liye aapke paas sabse pahle  SBI mein koi bhi account hona chahiye…

2.   Next yah criteria ya eligibility hai SBI se loan lene ki kii aapki age yaani ki umar jo hai aapki 21 saal minimum honi chahiye aur zyada se zyada 56 years.

3.   Next point yah hai ki aapke paas wo sabhi documents hone chahiye jisse aapki eKYC ko complete kiya jaa sake iske liye aapko apni personal identity ke sabhi documents apne saath rakhne hai..

4.   Next jo point hai wo yah hai ki aapke paas koi na koi occupation zaroor honi chahiye or aapki loan criteria ke hisab se aapki salary bhi usi hisab ki honi chahiye..

SBI Se Loan Lene Ke Liye Documentation:-

To ab mia aapko batane waala hoon ki jab aap log sbi se loan lene ke liye jaayenge matlab ki loan apply karne ke liye jaayenge to aapko kon kon se required doccumenations ko waha par uplodad karni hogi aur mai bata doo ki yah documentation sirf personal loan ke liye nahi sabhi loan lene ke liye required hai….

1.   Sabse pahle aapke paas aapke sabhi personal documents honi chahiye wo sabhi personal identity honi chahiye jisse aap ki personal verification ko kiya jaa sake iske liye aapke paas (Aadhar Card, Pan Card) etc de sakte hai..

2.   Next jo aapke paas documentation honi chahiye wo honi chahiye aapke paas aapki rresidential proof jisse aapki location identity ko verify kiya jaa sake iske liye aap ( Electricity Bill, Rent Agreement) de sakte hai..

3.   Next jo documents hone chahiye aapke paas wo hone chahiye aapke paas aapke occupation se related jisse aap logo ki kaam ki jaankari wo verify kar sake iske liye aap (Form 16, Salary Slip) de sakte hai..

4.   And jo final documentation honi chahiye aapke paas wo honi chahiye aapke paas bank account ki statement picchle 6 months ki aapko apni bank account ki statement deni hogi….

SBI Se Loan Kyun Le?

Ab ye sawaal bahut zaroori ban jaata hai aap sabhi logo ke liye ki hum itne saare kaam itne sare process wagerah aapko sabkucch bata rahe hai lekin sawaal yah aata hai ki hume ki SBI se hi loan kyun lena chahiye iske liye mere paas kaafi answer hai jo mai point wise doonga..

1.   Sabse pahle ki yaha se aapko loan isliye lena chahiye kyunki abhi mai jo aapko saare loan lene ke process bta raha hoon use implement karne ke liye aapko kahi bhi bahar jaane ki koi zaroorat nahi hai..

2.   Next aapko yaha se loan isliye lena chahiye kyun ki yaha par aapko loan amount zyada mil jaata hai..

3.   Aur agla jo pint banta hai wo yah banta hai ki aapko yaha se loan isliye lena chahiye kyunki yaha par aapko diye jaane waale laon amount par jo deadline hai wo zyada time ki mil jaati hai..

4.   Next jo point hai jiski wajah se aapko yaha se loan lena chahiye wo yah hai ki yaha par aapko loan amount par jo interest rate hai wo kam dena padta hai….

5.   And final jo point hai wo yah hai wo yah hai aaapke dwara liye gaye loan amount ko aap log bahut hi aasani se pay kar sakte hai jiske liye aapko kaafi saare payment methods mil jaate hai..

6.   And aakhiri mein aapka yaha se loan lene ka saara process online hone waala hai to aapka loan approved hua hai ya nahi iski jaankari bhi aapko online mil jaati hai..

SBI Loan Apply Kaise Kare / SBI Personal Loan Apply Kaise Kare?

1.   Sabse pahle kyunki hum yaha se loan lene ka saara process online karne waale hai to aapko karna yah hai ki aapko apni laptop screen ya mobile par aapko apna browser open karna hai..

2.   Iske baad aapko waha par SBI ke official site par visit karna hai..

3.   Site par visit karne ke baad aapko waha par login hona hoga..

4.   Login hone ke liye aapko login with mobile number waale option par click karna hai click karne ke saath hi aapko waha par aapko apna registered mobile number daalkar login hona hai..

5.   Iske baad aapko waha par aapke saamne homepage khul jaayega waha par aapko loan waale option par click karna hai click karne ke saath hi…

6.   Aapko waha par personal loan select karna hai yah option select karne ke saath hi aapko waha par loan amount and deadline set  karke process karna hai..

7.   Fir required documentation ko upload karna hai wo karne ke baad aapko request application par click karna hai..

8.   Ab aapka request jaa chuka hai loan ke liye if you are eligible to aapka loan approved hote hi 24 hours mein aapke paas aapka loan aapke bank account mein aa jaayega..

Kya Sikha?

To aaj humne sikha ki kis tarike se aap log online loan le sakte hai or aesa nahi hai ki maine kisi app ke bare mein bataya ho aapko maine bank se loan kaise le yaani ki bank se loan apply kaise kare wahi bataya hai lekin maine aapko yah bataya hai ki aap  SBI se loan kaise le sakte hai saath hi SBI se loan apply kaise karenge aur baaki ki yah poora process online bataya hai to aapko maine yah clear kiya hai ki aap SBI se online loan kaise lenge or SBI se online loan kaise apply karenge..

Ummid hai ki aapko yah post pasand aayi hogi kucch sawaal ho to comment mein zaroor pooche..

Dhanyavaad..

About AashishKummarr

Check Also

HDFC Bank Mudra Loan Kaise Le? | HDFC Bank PMMY Loan Apply Online? | HDFC Bank e-Mudra Loan?

Hello friends, So,kaise ho aap sabhi log ummid karti hoon acche bhale honge toh aaj …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

x