PayMe Loan Se Loan Kaise Milega – PayMe Loan App Se Loan Apply Kaise Kare | How To Get Loan From PayMe App | PayMe Loan App Se Loan Kaise Le

Dosto jaisa ki aap or mai dono log yah baat jaante hai ki aaj ki iss date mein paise ki most important kya value hai hamari daily life mein agar hum baat karte hai jiske paas paisa hai aap ek baar uski lifestyle ko dekhiye aur jiske paise nahi hai uski  bhi dekhiye pahle kabhi yah baat kahi jaati thi ki iss dunia mein stay karne ke liye hamare pass main roop se royi kapda aur makan chahiye lekin yah baat top thik hai lekin aaj ki iss daur mein aap log ek naya naam aur add kar sakte hai jiska naam hai paisa jiske paas ye aaj nahi hai wo apna jivanyapan behtar tarike se nahi kar paata hai..

Khair ab hum agar baat karte hai paise kya hai kya hota hai to yah baat shayad mujhe batane kik koi zaroorat nahi hai lekin haa mai ek baat zaroor kahoonga ki please aap log paise ki value ko samjho aur save karna  sikho jitna jyada aapne ise savekiya aur invest kiya to aane waale wakto mein yahi paisa aapki life ko bade hi accche dhang se survive kar sakti hai..

Khair aaj hum jaanenge ki jaise ki aap log yah baat jaante hai ki paise ke liye log kaam karte hai matter nahi karta ki wo kaam kaisa hai just because isliye kyun ki iss dunia mein acche log bhi hai aur bure log bhi hai isliye sabke paise kamane ke apne apne alag alag maayne bhi hai lekin agar aap baat karte ho ek middle class family ki to mai aapko ek chhij acche se clear kar doo ki middle class family mein bhale aapki job kitni acchi ho aap kitne  acche hi post par ho inn short aapke monthly salary bhale kitni hi acchi kyun naa ho aapko paise ki dikkat kahi na kahi pad hi jaati hai aur iss baat ka koi coincident fact nahi hai just because middle class family ki income se zyada uske expenses hote hai aur yahi ek kaaran hai jiski wajh se use apne family ke daily expenses ko complete karne ke liye kai factors par kaam karna padta hai jaise ki agar aap baat kare ki yaa to wo koshish karta hai ki wo apne expenses ko kam kar le lekin yah chhij karna bilkul possible nahi ho paata kyunki wo pahle se hi apni shirt listed expenses se apni life survive kar raha tha aur upar se expenses kam, karne ki baat se uska aur kucch ho nahi sakta hai aur wo jo need expenses hai wo to bane hi rahne hai..

Jab yah baaty pata chalti hai to log try karte hai ki unki salary me incresement ho jinse unke kharche coverup ho paaye lekin yah baat bhi just ek sapne ki tarah hota hai ki aapko suddenly apne kaam mein promotion mil jaae aur ek or fact yah bhi hai ki jis type ka aapka kaam or salary rahta hai usi hisab se aapke kharche hote hai aur yah saari hi baat aadmi ko pata chal jaati hai ki inn sari chijo mein mera koi zor nahi chal sakta to uske paas ek last option rahta hai jisko wo apne life mein implement karta hai jise aap or mai loan kahta hai or yah bhi fact hai koi bhi person loan apne mann se nahi leta kahi na kahi yah saari chhije mazboori mein hoti hai kyunki  uss time insaan ke paas or koi chara bachta nahi hai..

Lekin main baat shuru hi yahi se hoti hai ki jaise ki aapko yah baat pata hai ki waise officials tor par loan regulate karne ka adhikar sarkar ne surf financial sectors and government and private bank sectors ke haath mein diye hai ki aap log kisi bhi person ko loans provide karwa sakte hai lekin unofficial tor par bhi ese bahut se sources hote hai jaha se aapko loan mil jaata hai lekin unofficial or official loans par aap agar differences karne baithenge to bahut zyada samay lag jaaega lekin mota moti mein aapko bataoo to suppose karo pahla ghata aapka yah hoga ki aapko unofficial tor par liye jaane wale loans officials loans ke mukable jaldi to mil jaaega lekin us jaldi milne wale loan par jo aapka interest rate banega wo itna high banega jiski koi limitations nahi hai..

Doosra yah ki unofficial loan lene par aapko security wagerah door ki baat wo bass aapko loan provide karwate hai aapko yah bhi nahi pata hota ki jo vyakti aapko loan de raha hai yah amount aaya kaha se hai aur kya iska aage chalkar nuksaan ho sakta hai kai sari baatein iss topic par lekar lekin ek side dekhe to yaha se bhi loan lena maximum logo ki mazboori hi hoti hai kyunki jab official sectors kisi na kisi type ka problem dikha kar jab batate hai ki yah problem ki wajah se aapko loan provide nahi karwa sakte to logo ki mazboori bann jaati hai ki wo unofficial sectors se paise as a loan le aur fir umofficial sector ke trap mein fas jaate hai basically official sector mein logo ke paas loan taking opportunity kahi jyada hotehai jaise ki wo bank se loan le kaise le sakte hai iske alawa wo apne pan card se loan kaise le sakte hai apne aadhar card ke laon kaise le paate hai iske alawa koi koi to voter id card se bhi loan kaise le sakte hai esi baatein search karti hai but fact bhi yahi hai ki yah official sector log aaye din aksar google par search karte hai ki online loan kaise milega to chalo aaj isi se sambnadhit mein aap sabhi logo ko happiness news de deta hoon aur wo happiness news yah hai ki ab aapko loan ke liye kahi bhagam dodi karne ki koi zaroorat nahi hai saath hi saath aapko kahi bahar jaane ki koi zaroorat nahi hai aapko loan millega auir wo ghar baithe hi mikega ji haa aur wo kaise milega matlab aako ghar baithe online loan kaise milega yahi bataooonga aaj ki iss blog post par jaha par hum baat karne wale hai

Ek online application ke bare mein aur ghabrayiye mat yah ek certified finance application hai jaha se aap ghar baithe lako rupay loan online le sakte ho jii haa to jis app ke bare mein mai baat kar raha hoon yah Indian app hai sabse badi aur sabse khas baat yahi ho gyi ab agar mai bat karoo ki iss app ka naam kya hai to dosto iss app ka naam hai payme loan app ji haa iss app ka naam ki tarah hi iska kaam hi hai to aaj hum janenge ki payme loan app kya hai, payme loan app aapko kitna loan deta hai, payme loan interest rate kitna hai, payme loan app se loan apply kaise kar sakte hai (how to apply loan from payme loan app), payme loan app se loan lene ke liye kya kya documentation ki need hoti hai, payme loan app kitne dino ke liye laon deta hai aur baaki jitni bhi queries hongi wo saari hum aaj ki post mein karenge..

Read Also :- CashInYou Loan App Se Loan Kaise Le | CashInYou Loan App Se Loan Kaise Apply Kare | CashInYou Loan App Se Personal Loan Kaise Le | CashInYou Loan App Se Personal Loan Kaise Apply Kare

PayMe Loan App Kya Hai?

Dosto jaisa ki upper ke overview mein maine acche se clear kar hi diya tha lekin main aapko bata dena chahta hoon ki iss app kaa naam hai payme loan app aur jis tarike ka iska naam hai same wahi iska kaam bhi hai yaani ki yah application aapko loan provide karwati hai

Sabsae pahle mai ek baat bata doo payme loan app ek Indian online financial platform jaha se aap log online loan le sakte ho yaha se loan lene se aapke paas main benefit yah hota hai ki aapko payme loan app se loan lene ke liye kahi bhi bahar jaane ki koi zaroorat nahi hai..

Iss loan app yaani payme loan app ko india mein 29 may 2017 ko launch kiya gaya tha aura b tak iss application ke downloads google play store par 10 lakh (1million) users hai aur day by day jaise iss app ki downloading and active users ki sankhya din pratidin badh rahi hai usi hisab se logo ka trust bhi payme loan app ke liye badh hi raha hai..

Saath hi ek baat aur clear kar doo ki yah ek proper finance application hai jaha se aapko guaranteed loan milta hai to yaha par aapko kai types ke loan dekhne ko milega jaise ki personal loan, instant loan, business loan aur bahut saari esi loan facilities jo ki aapko iss payme loan app ke andar hi dekhne ko milne wala hai..

To jitne bhi aapke queries honge  jaise ki payme loan app se loan kaise milega, payme loan app se loan kaise le (how to get loan from payme loan app), payme loan app se loan approve kaise kare,  payme loan app interest rate kitna hai, payme loan app kitna loan deta hai, payme loan app se instant loan kaise le, payme loan app se personal loan kaise le aur baaki jitni bhi quereies hogi wo niche saari solve out karne waala hoon

PayMe Loan App Se Loan Lene Ke Faayde?

·     Sabse pahli baat to yah hai ki yah poora process poori tarah se online hoga jiski wajah se aapko kahi jaane ki koi zaroorat nahi hai saara kaam aapka ghar baithe online hoga simple one click of smartphone application..

·     Doosra ki yaha se aapko kai type ke loan facilities hai deeply understand karne ke liye aapko payme loan app ke bare mein detail mein janna hoga but in a spmile way kahe to yah dono types jo hai wo aapke payme loan app ke instant loan and payme loan app ke personal loan  app se related hi hai

·     Ek main beneifit yah hai ki yaha se aap jo loan amount lenge aap chahe to uss poore process ko customization ke basis par kar sakte hai yaani ki aapko job hi loan amount chahiye aapko simpe apne hisab se waha par aapko fillup karne ke baad aapke saamne aapka main result automatic appear hona shuru ho jaaega..

·     Yaha se aapko loan amount extra mil jaata hai jiske basis par aappko alag alag do char loan amount lene ki zaroorat nahi padti sirf aur sirf wk single loan aap high amount ka le lete hai to aapka waha se bhi kaam bann jaata hai.

·     Aur last but not the least ki yaha par jo aapko kisi bhi type ka additional cost pay nahi karna hota hai aapse legal money loan charges ke alawa not any charges will charge in these applications..

PayMe Loan App Se Kitna Loan Le Sakte Hai?

To agar baat aati hai payme laon app ke bare mein batane ki aap yaha se kitna loan amount utha sakte hai to sabse pahle mai aapko ek baat bata doo ki jis tarike se aap kisi bhi financial sector se loan apply karne ke liye jaate hai thik usi tarah se yah bhi ek online financial sector platform hai jo aapko loan provide karwata hai to jaisa ki yah baat aapko bhi pata hogi ki kisi bhi financial sector apni ek amount dene ki  limitations hoti hai ki iss amount se zyada ka loan wo aapko provide karwa nahi sakte hai thik usi tarah se agar mai payme loan app ki baat karoo to iski bhi ek amount giving limitations hai jiske daayre mein rahkar yah aapko loan provide karwata hai..

Lekin ek baat ki exception hai yaha par aur wo yah hai ki baaki loans platforms ki tarah payme laon app aapko various type of loans provide karwata hai jiske andar personal loans bhi aata hai aur instant loan bhi aur ek hota hai long duration  loans to inn sabhi loans ke types ke saath inke amounts inke interest rate aur saath hi inki deadline bhi alag hoti hai to agar hum bat karte hai ki instatntly loan ki to…

PayMe Loan App Se Instantly Loan Kaise Le?

To aapko simple words mein mai aapko bata deta hoon ki payme loan app se aapko instantly 5000 rupees se lekar 30000 tak ka loan amount amount aap logo aaram se instantly provide karwaya jaa sakta hai payme lan app ki taraf se aur iss par lagne wala interest rate aur deadline wo aage bataoonga..

PayMe Loan App Se Personal  Loan Kaise Milega?

To jaise abhi maine aapko upar bataya payme loan app se instantly aapko kitna loan milega abhi ek aur main baat batane hai aur wo yah hai ki payme loan app se aap personal loan bhi le sakte hai kyunki upper ki overview mein maine aapko bataya tha instant loan ke saath saath yah aapko personal loan bhi provide karwata hai to agar personal loan ki amount value ki baat karte hai payme loan app se aapko yaha se 2 lakh rupees se lekar 5 lakh tak ka aaram se personal loan provide ho sakta hai aur iss personal loan par lagne wala interest rateaur baaki deadline wagerah ki information aapko niche milegi…

PayMe Loan App Interest Rate Kitna Lagega?

To jaise ki maine upar bataya ki aapko payme loan app se kitna loan milega aur kitne amount tak ka aur sabhi loans ke alag alag various types ke according aapko loan amount milta hai aur agar baat karte hai ki ab payme loan app se milne wale loan par kitne amount tak ka interest rate lagega to yaha par mai aapko ek baat bata doo ki jis tarike se loan ke types alag alag hote hai usi ke hisab se uska amount alag alag hota hai thik usi tarah se usi loan amount par lagne wala interest rate bhi alag hota hai kyunki depend karta hai ki loan amount ki duration kab tak ki hai..

To agar simple saadhi bhasha mein baat ki jaaye to aapko payme loan se instant loan ka  interest rate lagega maximum to maximum 5-13% ke anadar iss bich mein aapka loan duration matter karta hai..

Thik usi tarah se payme loan app personal loan interest rate alag hota hai kyunki yaha par aapko loan amount zyada milta hai saath hi yaha aapko time duration zyada diya jaata hai isliye yaha par aapko maximum personal loan interest rate 35% tak ka pay karna padta hai..

PayMe Loan App Kitne Time Ke Liye Loan Deta Hai?

To abhi upar hamne interest rate ke bare mein jaana jo ki lagta hai payme loan app se loan  lene ke baad lekin ab hum yah baat karenge ki loan to hamne le liya hame uska interest rate bhi pata lag gya lekin interest rate mein bhi loan duration matter karta hai ki aapko loan kitne samay ke liye diya jaa raha hai aur usi timeperiod aur amount ke hisab se aapka interest rate banta hai to chaliye abhi mai aapko bata deta hoon ki payme loan app se laon lene ke baad aapko loan wo kitne time mein return karna hoga saath hi types of loan ke saath..

PayMe Loan App Instant Loan Duration?

To yaha par aap agar payme loan app se loan lete hai to jaise ki aap upar jaan  hi chuke hai ki aapko do types of loan yaha par dekhne ko mil jaati pahla instant loan yaha par jo amount ki value  hoti hai wo zyada nahi hoti because wo payme loan app ke instant loan ke method se liya hota hai isliye yaha par aapko loan duration time kam milta hai..

 

PayMe Loan App Personal Loan Duration?

Isi same tarike se payme loan app personal loan ka bhi kaam karta hai job hi vyakti yaha se loan amount leta hai use zyada loan amount milta hai zyada interest rate ke saath mein aur agar yah dono chhije hi embrace hai to iska matlb ki iska time limit duration zyada hoga…

PayMe Loan App Se Loan Apply Kaise Kare?

·     Sabse pahle aapko apne smartphone ko haath mein lena hai iske baad aapko apne android smartphone ke menu bar par click karke google play store application mein jaana hai

·     Waha jaane ke baad aapko google play store ke search button par click karna hai click karne ke baad aapko waha par type karna hai payme loan app then search karna hai

·     Search result aa jaaega aap logo ke saamne aap dekh paayene ki apko waha par payme loan app dikh raha hoga simple aapko use apne phone mein install karna hai

·     Install ho jaane ke baad usko apne phone mein open karna hai

·     Application open hone ke baad aapko waha par sabse pahle apne mobile number se registration karna hoga

·     Registration hone ke baad apni saari basic details daalni hai apne bare mein.

·     Sari basic details fill up karne ke baad aapko waha par apni documentation ko upload karna hai jo jo documentation waha par required hai

·     Iske baad aapko waha par option dikhenge 3 jaha par aap chaho to payme loan instant loan option hoga or payme loan personal loan option hoga and then custom loan option hoga

·     Jis bhi type ka loan chahiye simple aapko uss par click kar dena hai

·     Click karne ke baad aapki loan application request review mein chali jaaegi review mein jaane ke baad

·     Aapko call ya sms ke zariye bata diya jaaega ki aapka loan approve ho gya hai ya nahi hua

·     Agar hogya hoga to loan amount aapke bank ac mein 24 hours ke andar transfer ho jaaega

·     Aur agar kisi reason se nahi hua hoga to wo aapko reason mention kar denge..

Note*- Documentation ki saari details post mein hi hai to dhyaan se padhe..!!

PayMe Loan App Documentation?

To dosto jaisa ki abhi upar aapko sabhi chhijo ka acche se overview maine de diya hai ki kya loan hai kitn aloan milega kon kon loan le sakta hai kitna interest rate par milega sabb kucch to ab baat karte hai ki payme loan app se loan apply karne ke liye konse aapke pass required documents hone ki zaroorat hai jisse aapko loan  mil sake.

To basicly yaha par liye gaye saare documentation aapke verification purpose se liya jaaega..

·     Sabse pahle to yaha par aapki human idenetity verification karwayi jaaegi jiske liye aapko apne personal documents ko yaha par upload karna hoga apki human idenetity verification aapke paas ( Aadhar Card, Pan Card, Passport, VoterID Card) inn sabhi se aap apni human identity verification karwa sakte hai..

·     Doosra ki ab human identity verification ke baad aapko apna residential verifivation karwana jaha par aap sabhi log rahte hai uski ek location verification bhi bhut required hoti hai to agar mai documents ki bataooo to yaha par (Electricity Bill, Aadhar Card, Rent agreement) yah documents se aap apna residential verification karwa sakte hai..

·     To ab last verification ki baari aayi jise aap log occupation verification bhi kahte hai yaha par aapke paas jo kaam hai uski details ko verify karwana padta hai iske liye aap jis jagah par kaam karte hai waha ki identity card ya fir salary slip or bank statement se verification karwa sakte hai..

PayMe Loan App Se Kon Kon Loan Le Sakta Hai?

·     Sabse pahle aap ek bharat ka naagrik honi chahiye aap Indian resident hone chahiye jisse aap ek legal resident of India ke hone se aapko saare features milenge yaha ke..

·     Loan lene ke liye aapki age requirement 18 saal se zyada honi chahiye aur maximum age limit aapki 56 years honi chahiye yah age limit required hai.

·     Aapke paas koi occupation hona chahiye jisse aap liya gya loan uss kaam se chukka sakte hai aur aap uss kaam ko karte hue ek purane vyakti hone chahiye …..

·     Minimum aapke paas aapke kaam ka 6 mahine aur maximum 3 years ka experience hona chahiye work experience hona zaroori hai

·     Aur kam se kam aapke paas kaam wo hona chahiye jisse aap monthly earning 15000 mahine ke salary honi chahiye iska matlab aapka occupation wo bahut important hai..

Aaj Hamne Kya Sikha?

To aaj ki iss post mein hamne jaana ki aap log kaise payme loan app se loan apply kar sakte hai (payme loan app se loan kaise milega) (how to get loan from payme loan app), iske saath hi yah bhi jaana hia ki payme loan app se loan apply kaise kare, payme loan app se kise loan milega, payme loan app se kitne amount tak ka aap loan paa sakte hai, payme loan app aapko kitna loan deta hai, payme loan app se loan lene ke liye documentation konsi honi chahiye, payme loan app ka loan interest rate kitna hota hai.

Aur baaki bahut kucch hamne iss post mein padha ummid hai ki aapko yah post accha laga hoga dhanyavad yaha tak post ko padhne ke liye…

Dhanyavaad

About AashishKummarr

Check Also

Canara Bank Education Loan Apply Kaise Kare? | Canara Bank Education Loan 2023

Namaskar sathiyao, Kaise hai aap sabhi log ummid karti hu badiya honge toh aaj ke …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

x