SmartCoin Se Loan Kaise Le : SmartCoin App Se Loan Apply Kaise Kare | SmartCoin App Se Loan Kaise Paaye | SmartCoin App Se Loan Kaise Milega

So namaskar bhaiyon kaise hai aap sabhi log ummid karta hoon aap log bhale acche honge khair aaj hum dobara se aa chuke hai aap sabhi logo ke bich jaha par hum baat karne waale hai ki aaj ke iss time par loan ki value kis tarike se badh chuki hai jii haa aaj ke iss time par aap log acche se jaante hai ki logo ke dwara kitne loan amount daily basis par liye jaa rahe hai aur log uss loan ki value amount se apna kaam bhi acche tarike se kar rahe hai..

Lekin jaise ki yah baat hum bhi jaante hai or aap bhi ki aaj ke time par loan amount ko uthana itna bhbi aasan nahi hai jitna sirf sunne mein lagta hai ki chalo loan le lete hai kyunki agar aap loan lene ke process ko deply study karoge to aapko ek baat acche se samajh mein aa jaayegi ki loan lene ke liye aapko wo saari details deni padti hai jitni details naa to aap kabhi property ko purchase karne jaayenge tab aapko pata lagti or naa hi tab jab aap kahi kisi ko loan amount khud apni taraf se dete ho..

Lekin specially aap ja kisi formal sector se loan  lene jaate ho specially aapse wo saare documents le liye jaate hai jab aap apni saari details ko acchi tarike se submit karte hai tab aapko bhi pata chalta hai uss wakt ki accha loan lene mein kya itni pareshani hoti hai lekin agar abhi hum iski chhodkar yah baat karte hai ki loan lene ke chalo humne formality saari complete kar dee ab baari aati hai lolan lene ki to kya ab wo hume mil jaayegi isska jawab hai itna bhi aasan nahi hai ki loan ke liye aap apni taraf se subkucch complete kar do to aapka loan approval instantly mil jaayega …

Kyunki aapne just kaam finish kiya hai apni taraf se naa ki unki taraf se to unki taraf se bhi jab tak approval status success show nahi kar jaata tab tak to aap rukiye please aese mein chaliye yah to baat ho gayi loan approval ki lekin ek baat aap log bhi acchi tarike se jaante honge ki sabhi logo ke paas wo saare documents available hi nahi hote hai jitna ki unko need hoti hai to ab baat aati hai ki aesa hota kyun hai..

Dekhiye sabse pahleto baat yah aa jaati hai ki mostly jo documents wagerah loan aply karne ke liye bank or jo official financial sectors mein maange jaaate hai wo pahli baat hote hio nahi it means reason yah hai ki mostly logi ke wo documents bane hi nahi hote aur doosri baat yah hai jinke hote bhi to unke loan approval ko reject yah bolkar kar diya jata hai ki your documents is outdated ya expired please update it or bhi bauhut saari baaateinn..

Aur agar aapne iss step ko follow kar liya to uske baad aap log bhi jaante hai ki loan koi bhi vyakti leta hai ki usko koi bada amount kisi ko chukana hota hai ya kisi occasion ke organization ke liye bhi yaa kisi bade kaam ko karne ke liye aese mein agar kaam bada hai to normal hi hai uss kaam ke liye amount bhi bahut zyada bada lagne waala hai lekin baat aati hai ki wakai mein jinko bada amount chahiye hota hai wo to chalo apply karte hai loan ke liye par jinke paas koi bada need nahi hota kya wo loan apply nahi kar sakte hai..

Dekhiye as a rules or validation ke hisab se aap chahe paisa 1 rupees ka lo ya 1 lakh ka loan is a loan lekin ye baat aap formal sector ko unke hisab se nahi samjha sakte just as a reason ki unke according loan amount hota hai bada to kya iss hisab se jin logo ko bada loan amount nahi chahiye ya fir jinhen unn loan ki zaroorat hi nahi hai jin logo ko sirf small amount ka short time ke liye loan chahiye kya wo log loan apply nahi kar sakte hai …

Iska jawaab hai bilkul haa aap log loan apply kar sakte hai or agar mai aaj ke iss time ki baat karta hoon to aaj jis tarike se digitalization se speed pakdi hai or logo ko sabhi hi field mein yaha par easy to access mil raha hai same usi  tarike se financial sector ko bhi bahut zyada easy to access form mein laya jaa raha hai ..

To in short baat karoo to aap loan amount le sakte ho jii haa aap log loan le sakte aur wo bhi in short small amount ka loan you will to take it aur baat jaane ke baad aapke jo mostly queries hote hai wo solve ho jaayenge jaha par aap log dhondhte the kik how to take online loan yaa fir how to apply loan online hindi mein baat kare to online loan kaise le or online loan apply kaise kare inn chhijo to mai clear karoonga aaj ke jo is post mein mai aapko bataoonga wo bataoonga ki aap log online app se loan kaise le sakte ho..

To jis application ke bare mein aaj hum iss post mein baat karne waale hai uss application ka smartcoin app ji haa aaj hum samrtcoin app ke bare mein hi baat karne waale hai jaha par mai aapko bataunga ki ap log smartcoin app se loan kaise lenge yaani ki smartcoin app se loan apply kaise kar sakte hai aur isi ke andar jo baaki ke queries aati hai ki smartcoin app se aapko loan kitna milega saath smartcoin app se lolan lene ke liye kon kon se documentation chahiye or aap mein se kon smatcoin app se loan le sakte hai to inn saari bato ko jaanne ke liye please post ko poora padhiye…

SmartCoin App Kya Hai?

To hum aage to khair bahut baat karenge smartcoin app ke bare mein jitna sab kucch upar aapko as a overview bataya gya hai wo bhi aapko bataunga lekin pahle hamara farz yah banta hai ki aap logo ko yah batayen ki what is smartcoin to aapko mai bata dena chahta hoon ki smartocoin app ek tarah ki aesi application hai jo valid tor par google ke play store par available hai or yah application ek tarike ki loan providing application hai ab hum baat kare to yah application aapko minimum to minimu amount dene ko tayyar hai as a loan ke roop mein…

Smartcoin App Se Aapko Kitna Loan Mil Sakta Hai?

To jaisa ki maine yah baat hamesha aap logo ko samjhayi hai or hamesha hi samjhate hue aaunga ki jo banks ya financial sectors ho chahe wo online ho ya offline wo aapko loan provide karwati hai to type of loan ke hisab se aesa koi bhi loan platform nahi hai jo aapko loan provide to karwata ho lekin without type because chhoti se chhoti level ki finance application bhale hi kyun naa ho unke paas atleast two types of loan available hota hi hai aesa hi smartcoin application mein bhi hai..

Halanki yaha par sirf aapko two type of hi nahi multiple type of loan milte hai lekin sabhi ko agar mai exaplain karne baitha to bahut bada article ban jaayega aese mein mai aapko sirf or sirf two main types of loan bataunga smartcoin application mein lekin aapko just as a samjhane ke purpose se mai aapko bata deta hoon ki aapko minimum to minimum or maximum loan amount kitna mil sakta hai..

So just as a numeric tor par dekhe aap to yaha par aapko 800 rupees se lekar 400000 rupees tak ka loan bahut hi pyar se mil sakta hai halanki yah jo amount ka number jo hai upar niche ho sakta hai because of the type of loan lekin itna aapko mil sakta hai without any doubt..

SmartCoin Instant Loan:- To ab hum baat karte haio to jaise ki aap log yah baat acche se jaante hai ki instant loan kya hota hai kyunki mamine aapko yah cchij abhut hi acche tarike se samjhayi hai lekin agar mai aapko yah again explain karna chahhoo to instant loan mein aap jo baat hum log upar kar rahe the ki aapko chhota amount bhi yahan par yaani ki instant loan ke tor par mil sakta hai smartcoin application ke andar to yaha par instant loan ke andar aapko loan amount chhota milta hain or loan aapko minimum interest rate par mil jaata hai..

To numeric rate ke tor par hum baat kare to yaha se jo aapko loan amount milne ki starting hai wo aapko minimum 800 rupees se aap smartcoin application se instant loan le sakte hai..

SmartCoin Personal Loan :- Ab hum baat karne waale hai ki aap log samtcoin application se loan wo bhi personal lan kaise le sakte ho to iska jawaab hai jii ha aap log yaha se personal loan ke liye bhi apply kar sakte hai kyunki jaise aap log jaante hai ki big loan amount personal loan mein hi provide kiya jaa sakta hai naa ki instant loan kyunki waha par bhi koi bhi loan amount provide karwana as a instantly ek limit mein hi dee jaa sakti hai to agar hum baat karte hai personal loan lene ke benefits ki to yaha apr aapko loan amount zyada mil jaata hai saathi saath wo loan amount aapko log duration ke lye mil jaata hai..

Agar hum smartcoin application ki personal loan ki baat kare to aapko yaha se personal loan amount jo aapko mil sakta hai aur jo aap log aply kar sate ho wo aap 50000 rupees se lekar 400000 rupees tak ka kar sakte ho..

SmartCoin App Se Kitne Dino Ke Liye Loan Milta Hai?

Ab hum aapko yah batane waale hai ki suppose karo ki aapne kahi se bhi loan apply kiya aapka loan approved bhi ho gaya lekin sabse badi baat yah aati hai ki aap loan le kitne din ke liye le rahe ho saath hi aapko loan amount provide kitne dino ke liye kiya jaa raha hai..

Khair baaki financial sector ki to mai aapko bata nahi sakta hoon lekin  mai aapko smartcoin application ki to zaroor hi bataunga ki aapko yaha se loan kitne dino ke liye mil sakta hai or again mai aapko jo yah information as a accurate to nahi bata paaunga kyunki job hi loan duration milti hai aapko jab aap log loan apply karte hai to uss waqt aapko type of loan and the loan amount ke hisab se aapko loan duration provide kii jaati hai..

To ab hum baat karte hai ki smartcoin app se aapko loan kitne dino ke liye mil sakta hai to aapko mai inform kar dena chahta hoon ki yaha se aapko jo loan amount minimum duration 2 months it means 60 days se lekar aapko 6 months around 180 days ke aaspaas mein dekhne ko mil jaati hai….

SmartCoin App Se Loan Lene Par Aapko KItna Interest Rate Dena Padta Hai?

To abhi humne just baat ki thi ki aapko loan amount jab aap log lete ho to aapko wo loan amount kitne dino ke liye mil jaati hai or mai agar baat karta hoon ab next important point ki aur wo yah hai aapko jo loan amount milta hai wok is interest rate ke hisab se aapko mil jaata hai matlab ki aapke loan amount par kitna byaz lag raha hai aapko agar yah baat pata hai interest rate waalil tab to bahut acchi bat hai or agar nahi pata hai to pata karke loan le kyunki isme insaan bada ganda fas jaata hai..

Khair hum smartcoin ki baat kar rahe the to mai to aapko mostly samrtcoin ke bare mein hi bataunga ki aapko loan yaha s ekis byaz dark e according mil jaata hai matlab ki kis interest rate ke hisab se to aapko mai clarify kar doo ki yaha se aapko minimum 0% interest rate se lekar maximum 30% tak ka interest raste lag jaata hai or hamesha ki tarah kahna chahonga ki interest rate bhi aapka loan of type aur loan amount par depend karta hai…

SmartCoin Se Hi Loan Kyun Le?

To waise dosto waise iss sawaal ka jawaab mai aapko chahoo to eh hi line mein  de sakta hoon par kyunki mere paas iss sawal ke ek hi nahi balki multiple jawaab hai to mai uss jawaab ko clarify karna chahoonga..

1.   Sabse pahle sabse khaas baat ki yaha se matlab ki smartcoin application se loan lene par aapko bahar jaane ki kahi bhi koibhi zaroorat nahi hai aap ghar baithe hi yaha se loan apply kar sakte hai..

2.   Next point yah hai ki smartcoin se loan lene par aapko minimum amount bhi as a loan mil sakta hai smartcoin application ki madad se..

3.   Next point yah hai ki yaha se aapko kam interest rate mein bhi loan mount mil jaata hai..

4.   Yaha se loan lene par aapko sabse log duration yaani ki loan amount ko pay karne ke liye jo deadline hai wo bahut lambi mmil jaati hai..

5.   Iske baad jo agal point yah hai ki jab bhi aapko yaha par apna loan amount or uska interest rate pay karna hoga aapke paas muiltiple optons hai ki aap jis bhi method se chahe loan amountpay kar sakte hai..

6.   Next point yah hai ki yaha se loan amount lene ke liye aapko koi lambi documentation jama nahi karwani hoti yaha par aapko loan amount kam documents mein bhi mil jaata hai..

SmartCoin Se Loan Kon Kon Le Sakta Hai?

Mai aapko yah baat point wise clear karne ki koshish karooonga..

1.   Sabse pahle to aapko agar smartcoin application se loan lena chahte hai to aap ek Indian residential yaani ki bharat ke niwasi hone chahiye..

2.   Agla yah hai ki yaha se loan pane ke liye aapke paas wo sabhi human verification documentation honi chahiye jo ki smartcoin application mein loan lete waqt required hote hai..

3.   Iske baad next point yah hai ki aapke paas occupation identity or verification complete karwane ke liye sabhi documents ho or aapke paas kaam hona chahiye jisse aap loan amount ko lo to pay bhi kar sako..

4.   Last point yah ahi ki aapke paas aapka active bank account hona chahiye jisme required hone par minimum 6 months ago ki bank statement maangi jaa sakti hai..

Visit : https://wee.bnking.in/c/ZDhlMzg3

  

SmartCoin App Se Loan Apply Kaise Kare?

To ab mai aapko batane waala hoon ki aap log smartcoin application se loan apply kaise kar sakte ho..

1.   Sabse pahle aapko apne phone ko haath mein lena hi or open karna hai open karne ke baad apko uske menu bar ko open karna hai..

2.   Menu bar open karne ke baad aapko google play store naam ki application mein jaana hai or waha jaane ke baad aapko

3.   Search button par click karna hai google play store ke iske baad aapko waha par type karna hai smartcoin aur yah type karne ke baad aapko karna hai search..

4.   Iske baad aapke samne application aa jaayegi application aane ke baad aapko use apne phone mein install kar lena hai jab install ho jaaye..

5.   To iske baad aapko use ipen karna hai or waha par jo aapka mobile number hai wo waha par daalkar otp aane ke baad aapko process button par click karna hai..

6.   Then aapko apni bhasha select karna hai the location ki aap india se hai..

7.   Iske baad aapko apni formal saari basic details jo bhi waha par required hai wo sabhi de deni hai..

8.   Sabhi details den eke baad aapse waha par job hi required documentation maange aapko wo waha par upload kar deni hai..

9.   Upload karne ke baad aapko waha par top par loan preference ka option dikhega aapko uspar click kar dena hai click karne ke baad

10.   Aapko jis type ka loan chahiye wo loan type amount of loan and deadline set kar deni hai..

11.   Or fir request application par click kar dena hai…

12.   Agar aapka loan approve ho jaata hai to aapka status success show kar dega fir aapko waha se 24 hours ke andar jo aapka loan amount hai wo aapke bank account mein aa jayega..

SmartCoin App Se Loan Lene Ke Liye Documentation:-

To ab mai aapko bataunga ki smartcoin application se loan lene ke liye aapko kon kon se required appliocation waha par submit karwani hogi…

1.   To sabse pahle aapko yaha par apna human identity verification ko complete karwana hoga jiske liye aap yaha par apne (Aadhar Card, PanCard, VoterIDCard, Passport) se verification complete karwa sakte hai..

2.   Next jo verification hai wo complete karwani hogi aapko residential address verification iss verification ke madhyam se aapke location ko verify kiya jaata hai iske liye aap ( Electricity Bill, Rent Agreement) se verification complete karwa sakte hai…

3.   Next verification hota hai aapka occupation verification iss verification ke andar yah baat pata lagayi jaati hai aap kaam karte hai ya nahi or karte hai to uska id proof iss verification ko karne ke liye aap (form 16, pay slip, salary slip) de sakte hai as a document..

4.   And jo last point hai wo yah hai ki yaha par aapko apna active bank account ka status verify karwana hoga iske liye aapko abhi se picchle 6 months ka bank statement dena hoga…

Kya Sikha?

To finally dosto humara aaj ka blogn post khatam ho gaya jaha par hum logo ne jaana ki kis tarike se aap yaha se online loan le sakte ho uss loan ko yaani ki online loan ko apply kar sakte ho aur online loan mein bhi humne jaana ki kis tarike se aap jo hai online loan mein application se loan apply kar sakte hai aur application mein bhi humne jana ki kis tarike se aap log smartcoin app se loan kaise le sakte hai, smartcoin app se aap loan kaise apply kar sakte hai, smartcoin application se aap log kitna loan le sakte hai , smartcoin app se loan lene par aapko kitna interest rate dena padega, kitne tak ka loan amount aap log smartcoin application se le sakte ho aur documentation mein kya kya chahiye …

Inn saari baato ko humne apne aaj ke iss post mein complete explain kiya hua hai kucch sawal ya sujhav ho to comment karke zaroor pooche..

Dhanyavaad

About AashishKummarr

Check Also

HDFC Bank Personal Loan Kaise Le? | HDFC Bank Personal Loan Kaise Apply Kare? | HDFC Personal Loan Apply

Hello friendsKaise hai aap sb aaj ke iss article mein mai aapko batane waali hoon …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

x