Kotak Mahindra Bank Home Loan Kaise Le? / Kotak Mahindra Bank Home Loan Kaise Apply Kare? | Kotak Bank Se Loan Kaise Le? | Kotak Bank Se Loan Apply Kaise Kare?

Hello Guys,

Kaise hai aap sabhi log ummid karta hoon sabhi log bahut acche honge aur aaj ki yah post aap sabhi log kaafi behatrin hone waali hai jiska kaaran hai aaj ki yah post jii haa Aaj ki iss post mein hum logo baat karne waale hai ki agar aap log home loan lena chahte hai to kis tarah se aap log bahut hi aasani se home loan le sakte hai it means aap log aaj janoge ki kaise aap log home loan apply kar sakte hai aur kis bank se to bank hai kotak mahindra bank se…!!

Kotak Mahindra Bank Home Loan Kya Hai?

To baat karte hai ki aakhir kotak mahindra bank home loan kya hai to mai aapko bata doo home loan ka normal meaning yah hai ki aap logo ko kisi jagah par ghar banana chahate hai with land property aur ghar ka kharch alag to uska poora cost ka 90% aapko as a loanil jaayega jo ki aapko bank degi aur wo bank hai kotak mahindra bank..!!

Kotak Mahindra Bank Home Loan Benefits?

To sabse pahle baat karte hai ki aakhir aapka iss bank se home loan lene ka faayda kya hai..

Affordable interest rate..

Highest loan amount for home

Quick disbursal

Long tenure duration for repayment home loan

Flexible and floating interest rate both..

Get 85-90 percent cost of via home loan

You can get 7.75% interest affordable rate of your home loan

Kotak Mahindra Bank Home Loan Kitna Milta Hai?

To agar baat ki jaay ki aap logo ko kotak mahindra bank se home loan kitna amount tak ka mil jaayega to aapko bata doo ki jab bhi aap log kotak mahindra bank se aapko 18 lakh rupees se lekar ke 56 lakh above tak kq loan mil jaata hai aur yah loan amount prefer karta hai aapki profile status ke according..

Kotak Mahindra Bank Home Loan Kitne Tenure Time Ke Liye Milta Hai?

To baat kare ki jab aap log kotak mahindra bank se loan lete hai to loan aapko kitne samay ke liye mil jaata hai aur baat kare ki kitna to yah aapke depend karta hai profile ke according but agar round figure kaha jaaye to aapko yaha se loan ka repayment time 20-30 years tak ka mil jaata hai…

Kotak Mahindra Bank Home Loan Interest Rate?

To agar ab sabse important chhij ki baat kare jo ki yah hai ki jab aap log kotak mahindra bank se home loan lete hai to aap logo ko loan kitne percent interest rate means aapke loan ka byaz dar kya hoga to aapko bata doo ki aapke kotak Mahindra Bank ki home loan ki shuruaati byaz 7.75% interest rate se shuru ho jaayegi..

Kotak Mahindra Bank Home Loan Eligibility?

To baat karte hai ki aap mein se kon kon kotak mahindra bank se home loan le sakta hai to aapko bata doo ki

Aap ek indian residential hone chahiye..

Aapki age kam se kam 18 years honi chahiye

Saath hi aapki maximum age 65 years honi chahiye

Saath hi aap ek salaried hone chahiye

Aur ya aap ek self employed bhi ho sakte hai in short aapke paas income source fix hone chahiye..

Aapki credit score, cibil score saath hi sabhi process clear aapke loan approval mein plus point bann sakta hai..

Koi bhi vyakti home loan le lekin yah required hai uski age 25000 per month honi chahiye

Agar vyakti kisi company as a private salaried person hai to uski education Required batchelor degree tak honi chahiye..

Kotak Mahindra Bank Home Loan Documentation?

Basic documentation honi chahiye jaise ki eKYC documents like Aadhar Card, Pan Card, Voter ID Card, Driving Licences, Passport etc..

Saath hi mai aapka address proof like Aadhar Card, Pan Card, passport, ration card, electricity bill, telephone bill etc..

Bank statement of minimum 6 months ago of your existing bank account..

Saath hi agar aap ek self employed hai to aapke previous 1 year ka ITR hona chahiye..

Aur aap ek salaried person hai to aapke paas form 16 required hai ya salary slip

Aur aapka signature proof with your 2 Passport Size photograph..

Saath mein apne land and construction ka project report bhi..

 

Kotak Mahindra Bank Home Loan Kaise Le? / Kotak Mahindra Bank Home Loan Kaise Apply Kare?

Online Method:-

To sabse pahle aapko Kotak Mahindra Bank ke site par visit karna hai waha par aapko loan section par click karna hai..

Waha par aapko home loan ka option bhi milega simply aapko uspar tap karna hai..

Ab aapka agr account hai kotak mahindra bank mein yo already login bhi kar sakte hai nahi to aap simply aapko apply now ke link par click karna hai..

Theb aapko ek form milega wo just details form hai usko fill karne ke baad kotak Mahindra Bank ki customer team aapse contact karegi aur home loan apply ke proper procedure bata degi…

Offline Method:-

To aapko sabse pahle apne kotak Mahindra Bank ke nearest branch par visit karna hai..

Then aapko waha par home loan application form ke liye approch karna hai..

Then aapko jo documents bataye gaye hai use collect karke bank jaakar ke sabhi application form mein dikhayi jane waali field ko bharna hai then

Documents attached kar dena hai .

And submit kar dena hai..

Ab aapka kotak Mahindra Bank Home loan apply ho chuka hai..

Conclusion?

To dosto aaj ki iss post mein hum logo ne jaana hai ki aakhir aap log kaise kotak mahindra bank se home loan le sakte hai aur saath hi kaise aap log kotak mahindra bank se home loan apply kar sakte hai ..

Ummid karta hoon ki aapko yah post pasand aayegi..

Dhanyawad

Aashish Kummarr

About AashishKummarr

Check Also

HDFC Bank Mudra Loan Kaise Le? | HDFC Bank PMMY Loan Apply Online? | HDFC Bank e-Mudra Loan?

Hello friends, So,kaise ho aap sabhi log ummid karti hoon acche bhale honge toh aaj …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

x