Bank Of Baroda Business Loan Kaise Le : Bank Of Baroda Business Loan Kaise Apply Kare | Bank Of Baroda Se MSME Loan Kaise Le | BOB MSME (Mudra) Loan Kaise Le?

Hello bhaiyo

Kaise hai aap sabhi log ummid karta hoon ki bahut khush aur acche bhale honge to aaj ki yah post zyada khaas hone waali hai aur specially khaas unn logo ke liyehone waali hai jo ki iske bare mein aksar socha krte the ki kaise hoga aha se jugaad karenge jii haa to jaise ki aap sabhi logo ne title to post ki bekhubhi usko acche se read to khair kar hi liya hai to aaj ki iss post mein hum log isi ek topic ek aare mien discussion jo hai bahut hi deep yaani ki aap kah sakte hai ki hum log kaafi depth mein inn baato ko samajhne waale hai too aap logo se mai hamesha jo ki ek hi baat hai wahi ek baat jo hai mai again kahna chahoonga ki agar iss post o poora deep mein read kar liya hai aur jo mai samjhana chahta hoon aur agar wo baat aap log samajh gaye to aap itna samajh lijiye ki aaapka kaam aadha se zyada wahi ho gaya hai or aesa mai kisliye kah raha hoon kyunki mujhe pata hai iss bare mein aur ek baat jo ki hum log apni yah post abhi khair shuru karne waale hai lekin mai aap logo ko ek baat kahna chahoonga ki agar aapkokoi bhi vyakti kucch bhi samjhane ki koshish kar raha ho to zyada kucch nahi bas ek baari wo kya kahna chahta hai iss baat ko bas ek dafa samjh kar dekhiye kya pata aap jo samasya ka samadhan bahar dhoondhne ki koshish kar rahe ho aapko wo jawaab usi ke andar mil jaaye..

Haa jii to ab agar baat kare ki iss matter ke upar to jaise ki aap log yah baat aaj ke time par bahut hi acche se samjhte hai aur jaante hai ki jitni tezi se hare k chhij ki cost mein increase ho rahi hai usi tarike se aap log deh paa rahe honge ki humara currency apni value ko naa jaane khota hua saa dikh raha hai yaha par main baat yah hai ki sab kucch hamare saamne hai iske baad bhi hum kucch bhi nahi kar paa rahe ahi aur kucch naa kar pane ka main kaaran saaf baat hai inflation rate itni tezi mein increase ho rahi hai ki aap to kya koi bhi iss chhij ko nahi kar sakta aur itni inflation se paripoorn dunia mein aap dekh paa rahe hai ki students jo hai wo ab bhi ek hi chhij ki tayyari mein lage hue hai aur mai aapko sahi bataoo to aaj ki taarikh mein government jobs mein jo  aapko salary milti hai wo uss hisab se nahi hai jis hisab se aaj ke time par aapko chhijo ki kimat dekhne ko mil rahi hai ..

Ab aese mein kuch log sochte bhihai ki chhodo job wob ka chakkar hum to bass kuchh apna hi karenge aur sahi mein yah chij zyada better lagti hai mujhko as compare to jobs lekin kya lagta hai sirf kah diya or kaam ban gaya nahi ji sabse badi baat hi yahi hai ki aaj ke time par apna khud ka startup karna is a very difficult work ab mai iss chhij ko bilkul impossible nahi kahoonga because yah baat aap bhi jaante hai ki try karte rahe to defianately mil hi jaayegi lekin main baa tab yahi se shuru hoti hai ki hame kya karna chahiye just suppose kisi bande ko idea bhi aaya usne apne idea ko implement bhi kar liya lekin ab jaha mamla kharab hoga wo hoga paiso ka aapko bhi ye baat pata hai ki shuruaat mein koi bhi startup funding mangta hai kyunki aapko shuru mein apna koi business ho ya kucch bhi paisa apni taraf se invest to karna hi padta hai halanki aesa nahi hai ki log mana kar dete hai ki hum nahi karenge jabki baat yah hai ki problem yaha aati hai kimiddle class families walo ke paas paisa hota nahi hai kyunki unko bas khud ke need hi unki monthly salary se complete ho jaaye baaki to baat ki baat hai..

To ab aese mein baat aati hai ki karna kya chahiye aur ek baat  yah loan zaroor hota hai lekin aesa waala loan nahi hota ki aap log chahe to apne relatives se lekar uss chhij ko kar sakte hai to ab aese mein jo aapka loan amount hota hai uski raashi bahut zyada hoti hai aur aapko kya lagta hai ki aap log kisi se iss demand par jaao ki wo aapko loan isliye de ki aap log apna business startup shruru kar sake..

To yah baat aap bhi jaane hai ki baat complete karne se pahle hi aapko no ka sign mil jaayega aur bade bade financial sector ki aap baat karo to aesa nahi hai ki aap log waha jaakar loan nahi le sakte hai bilkul aap le sakte ho lekin baat yah aa jaati hai ki jo aap loan amount aap lenge sabse pahle aapko apne document verification wo sab aur pahli baari mein kisi private sector waale financial service se laon lene mein aati hai mushkikle to ab saaf sidhi baat kik kya kiya jaaye..

To mai aapko iss chhij ka simple sa solution bataoo to aaj ki taarikh mien jo platforms aapke amount ko save and secure karke rakhte hai banks ab wo aapko kucch aesi services de rahe hai ki agar aap log chah rahe hai apna kucch karna to aapko business loan ki service jo hai bank khud ba khud hi provide karwa raha hai to aaj ki iss post mein hum aese hi ek naam chinh bank yaani ki baat karne waale hai ki aap log bank of baroda se kaise loan le sakte hai jii haa aaj ke iss post mein aapko mein yahi batane waala hoon ki aap log bank of baroda se business loan kaise le sakte ho aur saath hi aaap log kaise bank of baroda se business loan apply kar sakte ho in short kahoo to aap log .

Bank of baroda business loan kaise le sake hai or aap log bank of baroda business loan kaise apply kar sakte hai aur wo saari chhije mai aapko step by step clear karoonga to please aap log iss post ko poora read kare..

Read Also :- CashInYou Loan App Se Loan Kaise Le | CashInYou Loan App Se Loan Kaise Apply Kare | CashInYou Loan App Se Personal Loan Kaise Le | CashInYou Loan App Se Personal Loan Kaise Apply Kare

Bank Of Baroda Business Loan Kya Hai?

To mai aapko yah pahle hi clear kar doo ki mai aapko definitely explain karke batane waala hoon ki aap log kaise online yaani kia aap log kaise Bank Of Baroda Business Loan kaise le sakte hai saath hi aap Bank Of Baroda Business Loan iss loan ko kaise apply kar sakte hai lekin isse pahle mujhe aapka introduction karwana bahut zaroori hai ki jisse aap logo ko pata rahe ki aap log laon kis platform se aur kaha se apply karne waale hai..

To sabse pahle mai aapko yah bata doo ki yah koi service wagerah nahi khud pa khud ek bank hai jiska naam hai bank of baroda aap log jaante hai iss bank ko iss bank mein bahut saare logo ke accounts bhi honge to jaise ki aap yah jaaante hai ki har ek bank mein laon service ka ek section hota hai or iss loan ke service section ke andar kaafi loan dikhte hai aapko isi ko aap log kah sakte hai ki aap ko bank of baroda officially tor jo hai aapko business loan provide karwata hai bilkul jii haa to aaj ki iss post mein hum log isi ek concept ka explanation karne waale hai..

Aapko mai bata doo ki bank of baroda ek private bank sector hai lekin yah bank government of india ke rules and regulation and RBI ke guidelines ke andar kaam karta hai isliye aapka yaha se loan lena ek dum safe and secure hai..

Bank Of Baroda Business Loan Kitna Amount Tak Ka Loan De Sakti Hai?

To ab yah baat sabse important pad jaati hai ki jab aap log kahi se  bhi kisi bhi jagah se loan le rahe hai to yah baat factor karti hai ki aapko uss jagah se kitna loan mil sakta hai to mai aapko yaha par iska bata doo sabse pahle to jaise ki aap log yah baat jaante hai ki bank of baroda is a india international bank to jab itna bada tag itne saare branches to aap log samajh sakte hai ki inhone loans wagerah ke liye kitne type of sectional nikale honge aur unhi types of section ke under aata hai aapka yah Bank Of Baroda Business Loan to ab agar baat kare ki aapko bank of baroda maximum kitne amount tak ka business loan provide karwa sakti hai to mai aapko bata doo ki yaha par aapko maximum 10lakhs tak ka business loan mil jaayega..

Aur again ki aapka business kis type ka hone waala hai yah uss par bhi nirbhar karta hai..

Bank Of Baroda Business Loan Se Loan Par Kitna Interest Rate Dena Padta Hai?

To sabse pahle mai aapko ek chhij clear kar doo ki jaise ki aap yah baat kaante hai ki aap jaha kahi se bhi loan le liiye lekin aapko wo jo loan amount hai uss par interest aapko pay karna hota hai kyunki wahi ek kaaran bhi hota hai jiski wajah se jo financial sectors waale hai unki revenue unhi se hoti hai aur aapko mai clear karke bataoo to kyunki aap jaha kahi se bhi loan le aapko interest to har yaani ki sabhi loan amount par pay karna padta hai to ab mai aapko bataoo ki aap jaise kahi se like aap instant loan lete hai uss instant loan aapko interest kam pay karna padta hai usi tarike se aap personal loan lete hai uss par jo aapko interest hai wo thoda sa zyada pay karna hota hai ab baat kare business loan ki to yaha to waise bhi aapko loan amount kaafi zyada milta hai to aap log samajh sakte hai ki aap ko jo interest hai wo kitna pay karna hota hoga..

Agar hum baat kare Bank Of Baroda Business Loan ki to yaha par ho aapko loan ka interet hai wo aapko yearly basis par 16% ka interest rate aapko pay karna padta hai…

Bank Of Baroda Business Loan Se Aapko Kitne Dino Ke Liye Milta Hai?

To mai aapko batana chahta hoon ki aap kisi bhi jagah loan lene jaayenge to aapko yah baat pata hoti hai ki uss loan amount par aapko jo deadline milti hai wo aapko kitne samay ke liye mil jaata hai to yaha oar agar mai baat karta hoon to aap log isse samajh sakte hai ki aapko jo loan yaha se milega wo kitne dino ke liye mil sakta hai to yaha par sabse pahle mai clear kar doo ki aapko jo loan amount ki duration jo dee jaati hai wo aapko loan types ke according dee jaati hai jaise ki aap yah baat jaante hai ki aapko jo loan milta hai yaha se kai saare types ke according milta hai and the usi types ke andar jo hai aapko loan deadline dekhne ko milti hai usi ke hisab se ..

Khair yaha par hum log baat karte hai ki business loan lene par aapko uss amount ko repay karne ke liye kitna time lag sakta hai to mai aapko clear kar doo ki yaha jo aapko loan duration milti hai like aap personal loan lete ahi to aapko pata hai waha par aapko jo loan duration hai wo mil aati hai lekin wahi chhij aapko instant loan mein dekhne ko nahi milta reason kya hota hai kyunki laon ki amount kam hoti hai usi hisab se agar hum log business loan ki baat kare to aapko yaha par jo loan milta hai uska amount aapko zyada mil jaata hai jispar aapko time bhi milega..

Baat kare agar Bank Of Baroda Business Loan ki aap yaha se kitne samay ke liye loan ko le sakte hai to aam baat hai ki aap yaha se loan ko lenge to aapko loan ka duration time bhi zyad mil jaaya karegi.. like aapko 12 months se lekar ke 36 months is like 3 years ke liye..

Bank Of Baroda Business Loan Kon Le Sakta Hai?

To mai aapko bata doo ki yaha se matlab ki Bank Of Baroda se business loan lene ke liye aapke paas kya kya eligibility honi chahiye ye mai aapko point wise clear karta hoon..

1.   Sabse pahle to jisko bhi yaani jis bhi person ko Bank Of Baroda Business Loan chahiye uske paas bank of baroda ka active account hona chahiye..

2.   And then jisko bhi Bank Of Baroda se business loan apply karna hai uski kam se kam jo minimum age hai wo 21 saal honi chahiye aur zyada se zyada 56 saal..

3.   Next jinko bhi Bank Of Baroda Business Loan chahiye uske paas wo sabhi documents hone chahiye jisse uss person ki eKYC aani personal document se use verify kiya jaa sake..

4.   Bank Of Baroda Business Loan lene ke liye aapke paas aapke kaam sambandhit database yaanni ki documents hone chahiye like business documents…

5.   Bank Of Baroda Business Loan se loan lene ke liye agar aapke paas koi addition documents hai like TAN no. ya or kucch bhi to waha par upload aap log kar sakte hai..

Bank Of Baroda Business Loan Lene Ke Liye Documents?

To ab main baat aati hai ki aap log agar bank of baroda se Bank Of Baroda Business Loan lena chahte hai to aapke paas wo konse required documents hone chahiye jisse aap log loan le sake hai..

1.   Sabse oahle aapko Bank Of Baroda Business Loan lene ke liye aapke paas khud ka eKYC documents completely hone chahiye jisse aapke human identity ko verify kiya jaa sake iske liye aap log apne (Aadhar Card, Pan Card) de sakte hai

2.   Next jo aapke paas required documentation honi chahiye wo honi chahiye aapke paas aapke kaam ke related ki aap jaha kaam karte the uska information yani documents uske liye aap ( Salary Slip, Pay Slip) de sakte hai..

3.   Ab baat aati hai next documentation ki to aapke paas aapka business ke sabhi documents hone chshiye unko aapko valid prrof karna hai ki aap yah loan business ke liye le rahe hai..

4.   Next jo documents hone chahiye aapke paas wo aapka residential address proof / business address proof hona chahiye iske liye aap apna ( Electricity Bill, Rent Aggreemnet) de sakte hai..

5.   Next aapke paas koi addition documents like TAN No. GST No. ya etc kucch bhi ho to wo aap as a documentation submit kar sakte ho..

Bank Of Baroda Business Loan Se Hi Business Loan Kyun Le?

Ab yah jo sawaal hai yah aapke dwara man mein aaye sawaaalo mein se ek zaroor ho sakta hai kyunki aaj ki iss post ko hum detailed mein complete kar rahe hai to batane ka maksad yah bhi hona chahiye ki aesa wok on sa reason hai jiske behalf par aapko yahi se business loan lena chahiye..to mai yah baat aapko point wise clear karne ki koshish karoonga..

1.   Sabse pahle Bank Of Baroda Business Loan se loan lene ka pahla benefit yah hai ki yaha par loan pane ke do methods hai pahla to yah hai ki aap branch jaakar le sakte hai and the second and jo mai apni post mai bhi bata raha hoon jo ki hai online method to aapke paas choice hai ki aap kahi se bhi loan apply kar sakte hai..

2.   Second thing yah hai ki Bank Of Baroda Business Loan lena ek official bank ke through hai or iss bank ki baat kare to yaha se loan aap safe and secure way se le bhi sakenge kyunki yah india ke top level banks mein se ek hai..

3.   Yaha se aapko Bank Of Baroda Business Loan isliye lena chahiye kyunki sabse zyada business loan amount sabse kam interest par aapko yaha se mil jaata hai…

4.   Bank Of Baroda Business Loan se loan lene ke baad aapke paas wo kai saare options hai jinse aap iss loan amount ko chuka sakte ho kafi zyada yaha par aapko payment methods mil jaate hai..

Bank Of Baroda Business Loan Kaise Apply Kare?

To ab mai aapko batane wala hoon ki aap log kaise Bank Of Baroda Business Loan apply kar sakte hai poora process aapko detail wise clear karoonga mai ..

1.   Sabse pahle aapke paas ya to aapka phone ya laptop koi ed device hona chahiye iske baad

2.   Aapko uss device mein apna browser open kar lena hai then aapko iske baad

3.   Aapko Bank Of Baroda ki official website par visit karna hai or haa yah baat yaad rakhna hai ki aapke paas Bank Of Baroda ka active account hona chahiye..

4.   Fir aapko uss site ke login portal par click karna hai or waha par apne register mobile number and the customer id ke through login  kar lena hai..

5.   Then aapko home page show karega waha par aapko loan ka section show karega fir aapko business loan select karna hai fir aapko

6.   Ek form milega usmein aapko sabhi detail fill up kar deni hai aur last mein ek aapko eSign bhi kar dena hai..

7.   Then waha par jo jo required documentation ki need ho use waha par upoad kar dena hai..

8.   Iske baad aapki loan request jaa chuki hai ab aapko 24 hours wait karna hia if your loan will approved to aapko loan aapke account mein receive ho jaayega..

Kya Sikha?

To dosto finally aaj ki iss post mein hum logo ne sikha ki aap logo kaise business loan le sakte hai matlab aap log business loan kaise apply kar sakte hai aur isi ke depth mein hum jaaye to humne sikha ki aap log kis tarike se Bank Of Baroda Business Loan kaise le sakte hai or aap log kaise bank of baroda se Bank Of Baroda Business Loan apply kar sakte hai isko hume detail mein samjha hai..

Ummid hai ki aapko yah post pasand aayi hogi …

Dhanyavaad  

About AashishKummarr

Check Also

HDFC Bank Mudra Loan Kaise Le? | HDFC Bank PMMY Loan Apply Online? | HDFC Bank e-Mudra Loan?

Hello friends, So,kaise ho aap sabhi log ummid karti hoon acche bhale honge toh aaj …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

x