Bandhan Bank Business Loan Kaise Le? / Bandhan Bank Business Loan Kaise Apply Kare? | Bandhan Bank SME Loan Kaise Le? | Bandhan Bank Se Loan Kaise Le? | Bandhan Bank SME Loan Kaise Apply Kare?

Welcome Guyz,

Kaise hai aap sabhi log aaj ki iss post mein hum log baat karne waale hai business loan ke baare mein to jaisaa ki aap sabhi log jaante hai business loan aapko bahut sare banks ke through mil jaata hai aur saath hi alag alag financial private platform ke through bhi lekin aaj ki iss post mein hum log Business loan banks ke through lene ke upar baat karne waale hai jo ki bank ka naam hai bandhan bank to bandhan bank se aap log bhi business loan Lena chahte hai to iss post ko poora read kare..!!

Bandhan Bank Business Loan Kya Hai?

To mai aapko bata doo ki Bandhan Bank ek officially banking financial platform jo ki proper banking facilities ke behalf par work karta hai jis tarah se aap log alag alag banks mein paiso ko save karte hai saath hi use paiso ko aapke banks as a interest aapko pay karta hai same bandhan bank ka work bhi wahi hai aur sabse most important jo ki aapko business loan Lena hai aap kaise bandhan bank se lenge aap yah janne waale hai …

Bandhan Bank Business Loan Lene Ke Benefits?

Quick response from the bank about your loan

Attractive interest rate

Long tenure business loan

Highest amount of business loan taken by individuals, firm etc..

Bandhan Bank Business Loan Kitna Milta Hai?

To agar baat kare ki aapko bandhan bank se business loan kitna amount tak ka mil jaata hai to aapko bata do ki bandhan bank small enterprises level ke saath saath term loan par bhi beleive rakhta hai isliye aapko yaha se 1 lakh rupees se lekar ke 25 lakh rupees tak ka loan mil jaata hai..

Bandhan Bank Business Loan Kitne Interest Par Mil Jaata Hai?

To baat kare ki aap logo ko bandhan bank se business loan lene ke baad jab aap log loan lenge to aapko pata hona chahiye ki loan aapko kitne per annum interest par mil raha hai to aapko bata doo ki aapko 15.90%-19% per annum interest ke according aapko business loan milta hai..

Bandhan Bank Business Loan Kitne Tenure Ke Liye Milta Hai?

To aapko bata doo ki jab bhi aap log bandhan bank se business loan lenge to aapko jo loan repayment ka duration hai wo aapko loan flexible tenure ke hisab se 4 years ke liye mil jaata hai..

Bandhan Bank Business Loan Processing Fee?

To jab bhi aap log bandhan bank se business loan apply karenge to aapko loan apply ke waqt processing fee bhi pay karni padti hai jo ki aapko 2% aapke loan ka pay karna padta hai including other tax .

Bandhan Bank Business Loan EMI Bounce Charge?

To bata doo ki kisi bhi loan ko lete waqt aapko uska byaz bhi pay karna padta hai aur agar emi kisi bhi karan se pay nahi kiya to extra charge denna padta hai jo ki yaha par bhi applicable hai to bata doo aapko 300 rupees under 10 lakh rupees tak ke loan 500 rupees above 10 lakh rupee pay karna padta hai..

Bandhan Bank Business Loan Eligibility?

To aap ek indian residential hone chahiye

Saath hi aapka account bandhan bank mein hona chahiye aur current account ho to aur bhi badhiya..

Aur jo bhi koi vyakti Business loan lena chahta hai usko minimum age 23 saath hi maximum age 65 honi chahiye..

Saath hi jisko bhi business loan Lena hai wo ek self employed ya koi professional ya fir jo bhi aap work karte hai wo hona chahiye jiski professional work experience maximum 2 years honi chahiye..

Aur agar aap 10 lakh tak ka loan lete hai to iss case mein aapko duration 3 saal ka milega..

Bandhan Bank Business Loan Documents?

Aapke paas sabhi eKYC documents hone chahiye jaise Aadhar Card, Pan Card, Voter ID Card, Driving Licences etc .

Aapke paas address proof hona chahiye jaise ki passport, telephone bill, electricity bill, etc..

Jo bhi aapka primary account hai uska minimum 12 month ka bank statement..j

Trade license

Business registration documents

Business vintage and residential stablish documents

Business financial statements like ITR, Balance sheet etc..

GST registration documents

GST return from past 12 months

 

Bandhan Bank Business Loan Kaise Le? / Bandhan Bank Business Loan Kaise Apply Kare?

Offline Method:-

Bandhan Bank Business Loan lene ke liye aapko sabse pahle jo bhi aapke documents hai..

Like eKYC documents and personal information documents included your business loan documents sabhi ko lekar aapko bank mein jana hai

Apne nearest bandhan bank ke branch mein jaane ke baad aapko apne objective clear karte hue small finance business loan application form ke liye approch karna hai.

Then aapko application ke sabhi filed ko fill karna hai and sabhi documents ko attached kar dena hai..

Online Method:-

Bandhan Bank Business Loan ko lene ke liye aapko bandhan bank ki official site par visit karna hai..

Then agar aap internet banking access karte hai to aapko login karna hai nahi to aap mobile no. se logon kar sakte hai

Then aapko menu bar par click karna loan ke section par small finance business loan par click karna hai..

Then again sign in uske baad personal information and business loan related information and then jo bhi documents required hai usko upload karna hai..

Bass ab loan amount tenure choose karna hai..

And aapka loan apply ho chuka hai..

Conclusion?

To aaj ke iss incredible post mein humne jaana hai ki aap log kaise bandhan bank se business loan kaise le sakte hai saath hi kaise ap log bandhan bank se business loan apply kar sakte hai usi se related info iss pore article mein hai..

Ummid karta hoon ki aapko post pasand aayi

Dhanyawad..

Aashish Kummarr

About AashishKummarr

Check Also

HDFC Bank Mudra Loan Kaise Le? | HDFC Bank PMMY Loan Apply Online? | HDFC Bank e-Mudra Loan?

Hello friends, So,kaise ho aap sabhi log ummid karti hoon acche bhale honge toh aaj …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

x