Bank Of India Home Loan Kaise Le / Bank Of India Home Loan Kaise Apply Kare?

Hello everyone
Kaise hai aap sbhi i wish acche honge toh aaj mai aapko home loan ke baare me bataungi ki kaise aap sbhi bank of india se home loan ke skte hai bina kisi problem ke wo bhi km interest rate per to yah saari chijen janne ke liye iss article ko poora end tak padhte rahiye..

Bank Of India Home Loan Kya Hai?

Hum sbhi jaante hai ki aaj ke time me khud ka ghar hona kitna jaruri hai jis ke liye hrr vyakti chahta hai ki uske paas khud ka apna ghar ho aur wo uske liye din raat mehnat krta hai lekin fir bhi kafi saari dikkate aa jati hai jiise poora krne ke liye bank of india jo hai wo logo ko home loan dilwati hai jiise wo apna spna poora kr ske.

Bank Of India Home Loan Advantages?

1.Capital appreciation
2.Tax benefit
3.low interest rate
4.long tenure time to repayment

Bank Of India Home Loan Amount?

Bank of India ka home loan amount jo hai wo minimum:na, maximum 57lakh rs tk ka hai itna loan amount deti hai.

Bank Of India Home Loan Interest Rate?

Ab baat kre interest rate pe toh ye 7.40% jo hai bank of india ka interest rate hai jo ki baki banko ke mukabale mein km hai.

Bank Of India Home Loan Tenure?

Bank of India home loan tenure ki baat karenge toh iska time limit jo ki bank khud rakhti hai apne hisab se wo hai 30 years tk ka hai.

Bank Of India Home Loan Processing Fee?

Iski processing fee jo hai wo minimum 1,500 maximum 20,000 itni aur charges jo hai wo 0.25% for individual ke liye hai.

Bank Of India Home Loan Documentation ?

Identity proof:-

pan card

passport

voter id card

driving license.

Address or residence proof:-

Recent copy of utility bill such as telephone bill

electricity bill

water bill

gas bill

aur ek copy aadhar card, passport, driving license.

Bank Of India Home Loan Eligibility?

1.Age 21 se 70 ke bich ho.
2.Aap jaha bhi kaam kar rahe wha 3 saal ka experience hona chahiye.
3.Aapke paas aapke housing ki construction and land property honi chahiye
4.Aapko sabse pahle khud 10-20% advance expense karna padega.

 

Bank Of India Home Loan Kaise Le? / Bank Of India Home Loan Apply Kaise Kare?

Pahle toh aap online hii home loan ke liye apply kar sakte hai.
Warna aap offline bhi apply kar sakte hai

iske liye aapko apne near ke bank mai visit krna hoga

aur waha jakr form ko fill krna hoga aur apne sath le gye documents ko attach krke waha summit krna hai.uske baad aapka loan verified ho jayega aur approval bhi mil jayega.

Conclusion ?

Aaj ke iss article mein humne dekha ki aap sabhi kaise Bank of India se home loan le skte hai aur uske liye kaise apply kr sakte hain.ummid hai iss article aapko saari baatein samjh aa gyi hogi.

Aashish Kummarr

About AashishKummarr

Check Also

HDFC Bank Mudra Loan Kaise Le? | HDFC Bank PMMY Loan Apply Online? | HDFC Bank e-Mudra Loan?

Hello friends, So,kaise ho aap sabhi log ummid karti hoon acche bhale honge toh aaj …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

x