Hello guyz,
Kaise hai aap sabhi asha
karta hoon ki bahut khush honge aur healthy hoge aaj hum waapis aa chuke hai
apne ek naye post mein aur yaha apr aaj ke iss post ke andar hum baat karne
waale hai ek naye topic ke upar halanki topic to purana hai lekin jo ways hai
woe k dam naye hai jaha par agar hum log baat kare ki jaise ki aap log yah baat
jaante hai ki aaj ki taarikh mien logo ko loans ki kitni zyada zaroorat hai aur
yah jo zaroorat hai yeh din par din badhti hi
jaa rahi hai jaha par hum log baat kare naye ways yaha pr hum aap sabhi
logoko bata de ki logo ko loans ki need itni zyada pad rahi hai ki mai aapko
bata doo kilog jo hai wo loans pane ke liye kisi bhi tarike ke apnane ko tyyar
hai jii haa jaha parmai aap logo se clear karoo yah baat to jaise ki aap sabhi
yah baat acche se jaante hai ki loans aapko bahut si jagaho se mmil jaata hai
jaise ki sabse pahle aap or mai dono hi jaante hai ki jo aapka loan hai aur jis
par log sabse zyada trsut karte hai like kisko banks ko log banks ko bahut
zyada preferred karte hai jaise ki aap sabhi yah baat jante hai ki jo aapko
loan lene ke liye pahla koi bhi banda jo aapko loan lene ke liye suggestion
dega sabse pahle aapko kahega ki aapko loan lena hai to aapko bank jaana
chahiye..
Secondly agar baat kare ki doosre
kisi aur jagaho ke bare mein to doosre jagaho ke liye log aapko kahenge ki kisi
financial sectors se jaakar ke aapko loan le lena chahiye waha par aapko loan
ke kaafi saare services mil jaate hai or sahayd kam byaz dar par aapko loan mil
jaaye.
Iske alawa jaise ki aap bhi
jaante hai ki jaise jaise india digitaize hota jaa raha hai waise waise jo
aapko finance se related jitni bhi chhije hai like loan ya finance to usse
related aaj chhije itni aasan ho chuki hai ki log easy to access kar sakte hai
fir chahe unko loan lena ho ya kucch or kaam ho to aese mein logo ke saamne aaj
ki taarikh mein itne options hia ki wo jaha se chahe waha se loan le sakta hai
aur wo bhi online ek aesa naya tarika jaha se aapko loan pane ke liye kahi
jaane ki bhi zaroorat nahi hai ..
Aur mere khyaal se or bhi
aese kayi saare financial sectors hai jaha se aapko loan ml sakta hai or loan
mil kya sakta hai log loan le rahe hai or lete bhi hai lekin mai aapko ek main
baat batana chahta hoon iss field ka aur wo yah hai ki aaj jitney humare saamne
option hai naa loan lene ke log chahe to apni zindgi ki aadhi musibat aese
services ko use karke hi khatam kar sakti hai lekin log karte kya hai aap log
bhi jaante hai jo agar mai aap logo se middle class families ke bare mein baat
karoo to aap log bhi jaante hai ..
Ki jo middle class families
hai unke liye yah chhije pahli baat ki ya to possible hi nahi hai aur doosra
yah hai ki agar unhen aap kisi bhi tarike se yakin dila bhi do to wo kahte hai
ki yah tarika valid na hia legal naa hai aaapko isse related 10 baatein
samjhaate hai lekin khud koi ek baat manne ko tayyar nahi hote ki ek baar aese
places se loan lekar dekhe to sahi lekin nahi unke liye loan matlab bank or
kucch nahi or kahi na kahi yahi ek kaaran bhi ban jaata hai logo ka jaha apr
log kahte hai ki nahi loan matlab banks or wahi jo wealthy people hota hai uske
liye loan ke itne saare option hote ahi ki wo loan ko try bhi kar leta hai apna
kaam bhi kar leta hai aur wahi par log sirf sochte rahte hai to aese mein ab
aap log soch rahe honge ki hume ya karna chahiye..
To koi baat nahi apko kisi
bhi types ki pareshani lene ki koi zaroorat nahi hai kyunki aaj ki iss post
mein mai aapko aesa way batane waala hoon jise follow karke aap loan le bhi
sakte ho aur jaise ki middle class families mein iss chhij ko lekar baat hoti
hai ki unhen jo loans hai banks se lena chahiye to mai aaj aaapko jo way bata
raha hoon wo way hai hi yeh ki aap logo ko loan milega banks se hi jo ki ek
kaafi trusted bank bhi isi ke saath jaisa ki maine aapko bataya ki india
digitalize ho raha hai yaani jab saara kaam ghar baithe ho sakta hai to bahar
kyun jaana to iss akeli chhij ke bare mein bhi bataunga bass aapko karna kya
hai aapko iss post ko poora read karna hai kyunki aap log iss post ko poora
read karenge tabhi aapko sabhi step samajh mein bhi aane waale hai..
To sabse pahle iss post ko
start karne se pahle mai aapko bata doo ki jo banks se aap sabhi log loan lene
wale hai uss bank ka naam hai federal banks jii haa iske bare mein aap logo ne
definitely suna hoga to mai aapko bata doo ki aapko aaj ki iss post mein mai
bataunga ki aap log kaise federal banks se loan kaise le sakte ahi kaise wo
federal banks se loan apply kar sakte hai kaise aap log federal banks se online
loan apply kar sakte hai or saath hi mai ye jo saara process hai wo online hone
waal hai to chaliye apne iss post ko shuru karte hai..
Read Also :- Kotak Mahindra Bank Se Loan Kaise Le : Kotak Mahindra Bank Se Loan Apply Kaise Kare | Kotak Mahindra Bank Se Instant Personal Loan Kaise Le : Kotak Mahindra Bank Se Instant Personal Loan Kaise Apply Kare
Federal Bank Kya Hai.?
Mujhe pata hai aap mein se
bahut saare logo ko iss sawal ka jawaab bahut pahle se hi pata haiaur mai aapko
bata doo ki mai aapko definitely batane wala hoon ki aap log kaise federal
banks se loan le sakte hai or kaise aap log federal banks se loan apply kar
sakte hai lekin yah saari chhijen batane se pahle mai aap logo ko bata doo ki
jis platform se aap log loan le rahe hai wo kaisa hai aapke liye safe and
secure hai ya nahi..
To hum baat kar rahe hai
federal bank ke bare mein to mai aap sabhi logo ko bata doo ki aap log in
future jis jagah se loan apply karne waale ho uska naam hai federal bank and
federal bank ke bare mein aap log jaante hai ki aur agar nahi jaante hai to mai
aapko bata doo ki federal bank ek official bank hai waise toyah ek private bank
hai lekin mai aap logo ko bata doo ki yah federal bank hai jo yah bharat sarkar
ke guideline ke andar kaam karta hai or aapki information ke liye mai bata doo
ki RBI ke rules and regulation sabhi ko follow karta hai federal bank to iss
baat se aap andaza laga sakte hai ki yaha se aapke liye loan lena ekdam safe
and secure hai..
Federal
Bank Se Aapko Kitna Loan Mil Sakta Hai?
To sabse pahle mai aap logo
ko yah baat clear kar deta hoon jo ki mai aapko hamesha hi kahta hoon ki jop
aapka loan hai wo aapko kisi bhi bank se kitna mil sakta hai iska exact aap log
amount pata tab hi kar sakte ho jab aap log loan lene jaaoge to aese mein mai aap logo ko bata
doo ki kisi bhi loan providing platforms ho ya koi bhi jo aapko loan service
provide karwata ho unke paas loan den eke kayi saare methods hote hai aur kayi
saare ways hote hai jiske sabhi rules and regulation ke tahat aapko loan mil
jaata hai to jaise ki..
Aap jaante hai ki loan kea
lag alag types hote ahi same usi tarike se alag alag loan ke types ke hisab se
aapko jo loan amount milta hia wo bhi alag alag milta hai aur baaki ke chhije
bhio factors karti hai..
Ek baat aur ki yaha par aapko
kaafi saare types of loan hai jisko agar mai explain karne gaya to yah post
bahut bada ho jaayega aur itna bada jiski koi bhi had nahi hai lekin mai aapko mai n personal loan ke bare mein
zaroor bata dooga aur kyunki mai personal loan ko explain karoo isse pahle mai aapko
ek chhij clear kar doo ki yaha par instant loan jaisa kucch bhi nahi hai kuch
bhi nahi hai matlab kucch bhi nahi hai baaki yaha par personal loans ke kayi
saare option milte hai baaki mai bataoonga aapko ek hi ke bare mein..
To sabse pahle aapko bata doo
ki sabse zyada aapko highest amount jo hai wo milta hai personal loans mein hi
fir uske baad aapko chhijen alag dekhne ko mil jaati hai..
Federal Bank Personal Loans:-
Agar baat kare federal bank ki personal loans ki service ke bare mein to jaise
ki aap log yah baat jaante hai personal loans mein aapko pata hai personal
loans ke bare mei n to aapko mai bata doo personal loans ke bare mein ki jo
personal loan mein aapko loan amount zyada dekhne ko mil jaata hai aur iss type
ke loan amount mein aapko jo loan duration hai yah bhi aapko zyada time ka mil
jaata hai jismein aap log iss loan amount ko aasani se chuka sakte hai ..
To agar baat kare federal
loan ki to yaha par 25 lakhs tak ka aapko personal loan mil sakta hai aur baki
ke details maine aapko bata hi dee..
Federal Bank Se Aapko Kitne Time Ke Liye Loan
Milta Hai?
To sabse pahle mai aapko ek
baat clear kar doo ki aap kisi bhi jagah se aap log loan lete hai uss loan amount ki baat ki jaaye to
jaise ki apa yah baat jaante hai ki aap loan kahi bhi kisi platform se bhale le
lo aap fact ye aata hai ki jo bhi aap loan amount lete hai uss loan amount ka
duration kucch baato par depend karta hai ki jaise ki sabse pahle ki aapne loan
liya kaha se doosra yah padta hai ki qaap jo loan le rahe hai wo kis types ke
loan mein uski count ho rahi and the last thing jo bhi loan amount le rahe hai
uska loam amount kitna bada hai aur kitna chhota yah iss baat par fact karta
hai ki aapka loan duration kitna hoga lekin mai aapko bata doo ki jaise aap
instant loan lete ahi uss par jo aapko loan amount milta hai wo kam hota hai
aur isi wajah se aapko uss loan ka duration zyada nahi milta same type yaha apr
bhi hai job hi aapko loan amount personal loan mein receive hota hai kyunki
uska loan amount aapko instant ke mukable zyada dekhen ko milta hai iss wajah
se jo aapka loan duration hai wo aapka zyada ka mil jaata hai..
To jaise hum log baat akre
agar federal loan ke bare mein aur agar baat kare personal loan ki timing ki to
kyunkik jaisa ki aapne dekha ki yaha par aapko loan amount zyada ka mil jaata
hai isliye aapko loan duration zyada mil jaata hai numeric tor par dekhe to
aapko 2.5 years ke liye aapko duration mil jaata hai..
Federal Bank Se Aapko Loan Ka Kitna Interest
Rate Dena Padta Hai?
To abhi jaise ki aap log
jaante ahi ki hum log loans ke basically last m,ode par pahunch chuke hai jaha
par agar hum log baat kare to yaha par aapko koi bhi financial sector jo aapko
loan provide karwati hai to aap ek chhij kabhi na kabhi sochte honge ki koi bhi loan aapko koi kyun provide karwata
hai dekhiye isme double benefit hota hai jaise ki aap yah jaante hai ki koi bhi
financial sectors ya bank aapko loan provide karwati hai to uspar aapse kucch
na kucch byaz liya jaata ahi uss byaz se hi inn main financial sectors ki
revenue generate hoti hai to abhi hum agar baat kare federal bank se loan lene
par aapkop kitna byaz dena padega to mai aapko bata doo ki sabhi lolan ke types
ke alag alag hone ki wajah se un loan ka amount alag hota hai aur kyunki loan
ka amount alag hota hai isi wajah se jo loan ka interest rate ahi wo bhi alag
hota hai to sabhi loan plans ka aap log ek hi interest rate nahi bata sakte
hai..
Aur naa mai aapko sabhi loan
ka ek hi interest rate bata sakta hoon kyunki plans alag hai types alag hai to
agar baat kare ki jaise ki humne personal loan ki baat kari to uss par aapka
kitna byaz banta hoga..
To mai bata doo ki yaha par
maximum interest rate jo hai wo aapka 13% se upar nahi jaata hai..
Federal Bank Se Loan Kon Kon Le Sakta Hai?
To ab mai aapko yah batane
waala hoon ki aap mein se kon kon jo hai wo federal bank se laon le sakta hai
or loan apply kar sakta hai aakhirkar kya eligibility ya kya criteria hai uss
chhij ka to iske liye aapko mai yah baat point wise clear karoonga..
1.
Jis kisi ko bhi federal bank
se loan chahiye sabse pahle to uska federal bank mein koi na koi account hona
chahiye..
2.
Second ki baat kare to jis
kisi ne bhi Federal Bank se laon chahiye uske paas sabhi eKYC documents hone
chahiye bina iske loan possible nahi ho sakta hai..
3.
Third thing ki baat kare to
wo hai aapki minimum age aapki 21 saal honi chahiye aur zyada se zyada 75 saal
bas..
4.
Aapke paas koi na koi
occupation zaroor hona chahiye jisse aap log jo Federal Bank se loan lenge
ussko repayment kar sake..
Federal Bank Se Loan Lene Ke Liye Documenatation?
To abhi mai jaise aapko yah
batane waala hoon ki just suppose aap logo ne federal bank se loan ke liye
apply kar diya lekin Federal Bank se loan lene ke liye jo sabse zaroori
documentation maange jaate hai wo kon se honge yahi baat mai aap logo ko batane
waala hoon aaj ki iss post mein..
1.
Sabse pahle to aapko Federal
Bank se loan lene ke liye mai bata doo ki yaha par sabse pahle aapko apna
personal verification complete karwana hoga jsike liye aap apni eKYC documents
submit karne honge jaise ki (AadharCard, Pan Card) etc de sakte hai..
2.
Doosra jo aapko documents
submit karna hoga wo hoga aapka residential address documents jisse apki
location identity ko chevk kiya jaa sake
iske liye aap (Electricity Bil,) de sakte hai..
3.
Next jo aapka documentation
hoga wo hoga aapke kaamse related aapko apne kaam ki verification karwani hogi
iske liye aapko apni occupation identity ko verify karwna hoga (Form 16, Salary
Slip) de sakte hai..
4.
Last mein jo aapki
documentation hai wo chahiye hogi aapki bank ki picchle 3 months ki details or
saath hi uski bank statement wo aapko as a amount receiving dena hoga..
5.
Last mein aapko apni passport
size 2 photos or eSign..
Federal Bank Se Loan Kaise Le?/Federal Bank Se Loan Apply Kaise Kare
To abhi mai yah poori process
detail wise clear karne waala hoon jaha par mai aapko samjhaunga ki kaise aap
sabhi log Federal Bank se loan apply kar sakte hai wo pooori process and poori
steps aap logo ke saamne hi honge to chaliye shuru karte hai..
1.
Sabse pahle aapko apna phone
laptop koi bhi ek electronic device apne paas rakhna hai fir aapko kya karna
hai..
2.
Un devices ke browser ko
aapko open karna hai aur federal bank ki jo official site hai matlab ki unki jo
official webisite hai waha apr aapko chale jaana hai and waha pr jaane ke baad
aapko ..
3.
Federal Bank ki official site
par pahuchne ke baad aapko waha sabse pahle sign in karna hoga jiske liye bank
mein jo aapne apna registered mobile number submit kiya hai wahi aapko dena
hoga..
4.
Iske baad aapko Federal Bank
ki website par aap log apne mobile number se login ho jaayenge iske baad aapko
home page show hoga..
5.
Federal Bank ka homepage aa
jaane ke baad aapko waha par loans ka option dikh raha hoga uss par aapko tap
karna hai uss par tap karne ke baad.
6.
Aapko loan ke type ko select
karna hia iske baad apna loan type select karke next press karke
7.
Aapko ek form aa jayega
Federal Bank ka loan form hai iski saari details ko aapko fill karna hai fill
karne ke baad jaise hi aap next akrenge..
8.
Aapko waha par apni required
documentation upload kar deni hai..
9.
Documentation upload ke baad
last mein aapko eke Sign karke submit form par click kar dena hai..
10.
Ab aapka application submit
ho chuka hai ab aapko ek verification ke liye call aayega wo aapko pickup karna
hai and eKYC complete karne ke baad
11.
24 hours mein loan amount
aapke bank account mein aa jaayega..
Kya Sikha?
To aaj ki iss blog post mein
hamne sikha ki aap kis tarike personal loan le sakte hai or baat personal loan
ki bhale ho rahi hai lekin m,aine aapko ek detailed bank ka bhi review diya hai
aur wo sabhi important tarike mention kiye hai jisse ki aap sabhi log loan le
sakte hai to aapki kaafi queries o hamne aaj ki iss post ke maadhyam se khatam
kliya hai like ki aap log kaise personal loan le sakte hai personal loan kaise
apply kar sakte hai or bank ke hisab se dekhe to aap log Federal Bank se kaise
loan le sakte hai kaise ap log Federal Bank se loan apply kar sakte hai or
jaise ki personal loan ki baat hui to aap log kaise Federal Bank se personal
loan kaise apply kar sakte ahi inn saari chhijo ke bare mein humne jaana mujhe
ummid hai ki aapko yah post pasand aayi hogi..
Dhanyavaad…
0 Comments