Namaskar bhaiyo,
Kaise hai aap sabhi log ummid karta hoon ki sabhi log khush honge aur apne apne gharo mein honge aaj ki yah post baht hi zyada kamaal ki hone waali hai aap sabhi logo ke liye kyunki aaj ki iss post ke andar aap log janonge ki aap log kaise instant personal loan aap log kaise le sakte ho jii haa to isi ke liye aaj ki iss post ko hum log tayyar kar rahe hai basss aapko aaj ki iss post mein
bataye gaye jitney bhi steps and
process bataye jaaye aapko un sabhi ko follow karna hai and jaise hi aap bataye
gaye sabhi steps ko dhyan se follow kar lenge to aap log instant personal loan
ko bade hi aaasani se le sakte hai to aaj ki iss post ke andar hum log jaanne
waale hai ki aap log CashE Loan App se loan kaise le sakte hai or saath hi aap
log CashE Loan App se loan apply kaise kar sakte hai…
CashE Loan App Kya Hai?
To sabse pale aapka yah
jaanna zaroori hai ki aakhir CashE Loan App kya hai to mai aap logo ko bata doo
ki CashE Loan App ek laon providing service application hai jo ki aap logo ko
loan provide karwati hai yah loan application saal 2016 mein aayi thi aur usi
time se yah logo ko loan provide karwa rahi hai baat kare agar to yah
application se loan lena aapke liye ek dam safe and secure hai kyunki yah application
RBI and NBFS ke under guidelines mein work karti hai..
CashE Loan App Se Aapko Kitna Loan Mil jaata
Hai?
To ab hum baat kare ki jaise
ki aap log jaan chuke hai ki CashE Loan App kya hai to abhi hum log agar baat
kare ki aap logo ko iss loan app CashE Loan App se aapko kitna loan mil jaata
hai to sabse pahle mai ek baat bata doo ki kyunki yah loan app hai aur iss ke
andar bhi aapko kaafi saare loan ke types milenge isi wajah se aapko mai sabhi
to nahi bata sakta lekin mai aapko ek loan types ka zikr zaroor karoona jo ki
hia ki aap log CashE Loan App personal loan kya hai aur yaha se aapko
kitna loan mil jaata hai to aese mein
baat kare ki aapko CashE Loan App se kitna loan mil jaata hai to aapko yaha se
9000 se lekar ke 3000000 tak ka loan mil jaata hai..
CashE Loan App Personal Loan :- To jaise ki maine aap logo se upar kaha bhi
tha ki aap logo ko mai iss loan app ke sabhi points ke bare mein to nahi bata
paunga lekin haa mai aapko ek loan ka types zaroor bataunga jo ki hai CashE
Loan App Personal Loan to jaise ki aap sabhi log yah baat acche se jaante hai
ki CashE Loan App personal loans mein aaapko loan ka amount yah aapko kaafi
zayda mil jaata hai isi ke saath aapko loan ka duration yah bhi aapko kaafi
zyada mil jaata hai…
To yaha se aapko 50000 se
lekar ke 100000 tak ka personal loan easily mil sakta hai..
CashE Loan App Se Loan Lene Par Kitna Byaz Dena
Padta Hai?
To abhi hum log jaise ki baat
kar hi chuke hai ki aap logo ko CashE Loan App se kitna loan mil jaata hai to
abhi hum yah baat karne wale hai ki loan apply ka hi ek hi bahut hi zyada bada important
facts hai wo hai loan ka interest rate to baat kare agar ki aapko yaha se loan
lene par kitna byaz dena padta hai to yah mai aapko just example basis par
kyunki hum logo ne personal loan ka zikr kiya hai to yaha se loan lene par
aapko monthly 2.76% tak ka interest rate pay karna pad sakta hai..
CashE Loan App Se Loan Aapko Kitne Dino Ke Liye
Milta Hai?
To baat kar chuke hai hum log
ki aap log ko yah bhi pata chal chuka hai ki aap log CashE Loan App se kitna
loan le sakte hai aur uss loan par aapko byaz kitna dena pad sakta hai ab aese
mein sabse zyada zaroori baat yah aa jaati hai ki aap log CashE Loan App se
loan lene pr aapko loan milta kitne dino ke liye hai kyunki yah bhi zaroori hai
to aapko mai bata doo ki yaha se loan lene par aapko kam se kam 3 months se
lekar ke 2 saal tak ka time mil jaata hai….
CashE Loan App Se Loan Kon Kon Le Sakta Hai?
To ab hum baat karenge ki aap
logo mein se kon kon CashE Loan App se loan le sakta hai to yah saari chhije
mai aapko point wise bataunga.
1.
Sabse pahle aap ek Indian residential
hone chahiye..
2.
Aapki kam se kam 23 saal age
honi chahiye..
3.
Aapki monthly earning 15000
honi chahiye..
4.
Aapke paas sabhi documents
hone chahiye..
5.
Aapka ek bank ac jiska cibil
score thik hona chahiye…
CashE Loan App Se Loan Lene Ke Liye Documents?
To abhi hum log jaante hai ki
abhi aap log CashE Loan App se loan apply karne ke liye aapko konse documents
dene honge…
1.
Sabse pahle aapko eKYC
documents dena hoga (Aadhar Card, Pan Card)
2.
Isi ke saath aapko address
verification documents (E-Bill)
3.
Ab next mein aata hai aapka
occupation documents (Salary Slip, Pay Slip)
4.
Aur last mein aapke bank ac
ka picchle 6 months ka bank statement..
CashE Loan App Se Loan Kaise Le/ CashE Loan App
Se Loan Kaise Apply Kare?
To abhi jaante hai ki aap log
CashE Loan App se loan kaise le sakte ho ya CashE Loan App se loan kaise apply
kar sakte ho..
1.
To aapko sabse pahle CashE
Loan App ko google play store se install kar lena hai..
2.
Iske baad aapko apne mobile
number se signup kar lena hai..
3.
Home page aane ke saath hi
aap logo ko apni personal and professional details daalni hai aur fir required
documents upload kar dene hai..
4.
Fir aapko apna loan amount
select karna hai and duration and form ko poora fill kar dena hai..
5.
Iske baad aapko last mein ek
Esign and selfie upload karke application request p[ar click kar dena hai..
6.
Ab aapka loan in a 24 hours
ke andar aapke bank ac mein aa jaayega..
Kya Sikha?
To dosto aaj humne jaana hai
ki aap log kaise CashE Loan App se loan kaise le sakte hai aur sath hi aap log CashE
Loan App se loan kaise apply kar sakte hai..
Ummid hai ki aapko yah post
pasand aayi,koi sawaal ho to comment mein pooche…
Dhanyavaad
0 Comments