Namaskar dosto,
Kaise hai aap sabhi log ummid karta hoon ki bahut khush honge aur
kushal mangal honge to aaj ki iss post mein hum log kucch kaam ki baat karene
aur jaise ki yah baat aap logo ke liye bahut zyada sepcioal aur khaas ho
jaayegi aur wo isliye kyunki aaj ki is post mein hum log baat karenge ki aap
logo ne apne ghar ke bare mein kabhi socha hai jaise ki aap mai se bahut sare
logo ne iss bare mein kabhi na kabhi socha hoga ki kitne saare log aese hai jo
gaaon se shahar isliye aate hain ki wo yaha par aakar kaam karenge aur kaam
karne ke baad woe k na ek din apna khud ka ghar bhi le lenge lekin ek minute..
Jitna yas aasan lag raha hai
kya waakai mein utna aasan hai aur iss sawaal ka jawaab hai ji nahi yah jitn
aaasan dikhta hai utn aasan hai nahi aur wo isliye kyunki jaise ki aap log yah
baat jaante hai ki aap yah cities mein kaam karne aate hai aur yaha ke bare
mein aapko pata hai ki yaha cities mein logo ke jo business chal rahe hote hia
unhen ghar lene mein kaafi samay lag jaata hai to sochiye aap log to aa bhi
isliye rahe hai ki aap log job ka kaam karke ek na ek din aap khud ka ghar bhi
le loge..
Accha yah baat to hum bilkul
abhi aane waale samay mein karenge ki jaise aap log yah baat jaante hia koi bhi
vyakti apna ghar kisliye kharidna chahta hai ya kyun lena chahta hai iska koi
to ek fundamental reason hota hoga to mai aapko bata doo ki iske kai saare
kaaran hote hai jisme kayi kaaran to aapke samne aese bhi hote hai like wo
thode se aapko sophisticated se lagte hai jaise aap log kisi jagah par rent par
rahte ahi aur aap log ek noukaripesha log hai to aapko yah baat acche se pata
hogi ki kabhi kabhi aesa ho jaata hai ki jab aap log kahi par rahte hai aur
because aap job karte hai to aapko ayh
baat pata hogi ki koi bhi banda bahut kam aesa hota hai ki wo banda time par
apna room rent de de aur wo isliye kyunki musibatein same uske paas bhi hoti
hai to aese mein insaan kare kya to mai aapko bata doo ki kabhi kabhi jo ghar
ka owner hota hai wo kucch ek aat do baatein suna kar jaata hai and ofcourse
yah baat aap bhi jaante hai ki kisi bhi vyakti ko gaali sunna pasand nahi hai
to aese kai aur kaaran hota hai jiski wajah se banda sochta hai ki abhi to ab
khud ka ghar lena hi padega lekin mai aap logo ko ek baat batani chahta hoon ki
thodi hi der ke liye sahi..
Lekin jo business karne waala
vyakti hai chalo wo to kucch pal maan ke chalo ki wo to le bhi le ghar fasta
hai yaha apr middle class family wala aadmi ki wo kaha se le ghar abhi aap kah
sakte hai ki kyun ek middle class family waala aadmi kyun nahi le sakta hai
loan aur iske kayi saare karan hai sabse pahla kaaran yah hai ki business karne
waale vyakti ke paas to chalo contact hai wo apne contact ke according kaam kar
sakta hai lekin agar hum baat karte hai middle class family waale bande ki to wo
banda to khud hi kahi par job karta hai to contact to door uska to rent pay ho
jaaye wahi badi baat hai to aese mein insaan kare kya..
Dekho ek aur baat mai aap
sabhi logo ko batana chahta hoon ki aap kahi kaam bhi karte hai to pahli baat
job karne waala banda to kaise kharid sakta hai ghar wagerah to aese mien aap
logo ne tension nahi leni hai bilkul bhi aur wo isliye kyunki mai aap logo ko
bata doo ki aesa bahut baar hota hai ki aapne kahi se kisi se udhaar liya ho
aur kyunki use urgent mein aapko udhaar pay karna hota hai isliye aap kahi aur
se use loan lekar uss bande ko dekar ke aap log finalize karte ho same chhij
aap ghar lene ke mamle mai bhi kar sakte ho aur wo kaise mai aapko abta doo ki
jaise aap log loan lete hai waise hi aap log ghar kharide ke liye bhi to loan
le sakte hai abhi aap mein se kucch log kahenge ki normal kaam karne jaaye
usmein to log dete hi nahi hai loan ghar kharidne ke liye kaha se le sakte hai
loan to aapko tension lene ki koi bhi need nahi hai aur wo isliye kyunki aap
logo ne home loan ke bare mein suna hai are bilkul suna hoga to aap log uss
process ko use kar sakte ho as a loan lene ke liye to aapko abhi karna kya hai
poora blog post read karnahai aur mai abhi aapko bataoo ki aap log kaha se
lenge home loan isliye sabse pahle mai hi clear kar doo ki aaj ki iss post mein
aap log aapko batayenge ki aap log union bank se kaise le sakte hai home loan
iska matlab mai aapko aaj ki iss post mein detailed mein yah baat batane waala
hoon ki aap log kaise union bank se kaise home loan le sakte hai saath hi aap
log kaise union bank se home loan kaise le sakte hai with aap og union bank se
home loan apply kaise kar sakte ho yah saari baat mai aapko batane waala hoon
aaj ki iss post mein aur isse aap log kaise deeply karne waale hai yah bhi mai
aap logo ko aaj ki iss post mein hi bataunga to aap logo ko zyada na sochte hue
krna yah hai ki iss post ko poora proper read kare isse aapki mostly samasya ka
samdhaan nikal jaayega..
Union Bank Home Loan Kya Hai?
To mai aap logo ko sabse
pahle yah baat confirm kar doo ki hum
log definitely yah naat janne waale hai ki aap log kaise Union Bank Home Loan
kaise le sakte hai saath hi aap log kaise Union Bank Home Loan kaise apply kar
sakte hai to basically mai inn saari hi bato ko aap logo ko batunga lekin yah
bhi batana aapke liye abhut zyada needed ahi ki aap log yah loan kis jagah se
le rahe hai aur kya yaha se aapka home loan to kya koi bhi loan lena kya safe
hai to iss chhij ko hum log detailed mein janenge ..
To sabse pahle mai ek cchij
xlear kar doo ki yah jis jagah se hum loan le rahe hai jis aap or mai home loan
bhi kahte hai yah loan hum log jis jagah se le rahe hai yah loan aapke liye
bahut zyada beneficial ho sakta hai or wo isliye kyunki jaise ki aap yah baat
jannte hai ki union bank ek official bank hai you know that and the second
thing yah ek better financial place bhi hai jaha se aap log loan le sakte hai
to jaha tak baat rahi home loan ki to jii haa aapko union bank ek home loan bhi
provide karwa sakta hai and iska reason yah ahi ki aap log yah baat jaante hai
ki kisi bhi bank ya financial platform ke paas agar se loan ki services hoti
hai agar wo aapko loan provide karwa rahi hai to yah chhij to simple hai ki
uske paas koi ek loan ki service to hone se rahi uske paas kaafi aese types ke loan
dekhne ko mil jaate hai …
To usi mein se aapko ek loan.
Ka types dekhne ko mila hai jiksa naam hai home loan to iske bare mein hum log
definitely jaanenge lekin mai aap logo ko bata doo ki union bank jo hai yah ek
both government and private dono sectors waali bank hai lekin iss bank ke saare
guideline jo hai bhaarat sarkar ke rules and regulation ke under work karti hai
ab mai aapko yah baat bata doo ki jo RBI ke rules and regulations hoti hai usi
ke basis par aapka union bank kaam karta hai and mai aapko bataoo to jaise ki
aaap log yaha se home loan lete hai to yah aap logo ke liye proper safe and
secure hone waala hai …
Union Bank Home Loan Kitna MIlta Hai?
Aur ab yah sawaal kaafi logo
ke mind lmein kabhi se chal rahe honge ki jo aapki union bank jo aapko home
loan provide karwa rahi hai to yah jo aapko home loan dekhne ko mil raha hai
aapko union bank ki taraf se yah aapko kitna mmil sakta hia kyunki logo ke
andar curiosity hoti hai janne ki to mai aap logo ko bata doo ki jaise aap logo
ne dekha hoga ki jo union bank hai ya fir union bank hi kyun jitne bhi yeh
financial sectors hai jo aapko loan service provide karate hai to yah chhij aap
logo ne notice kari hogi wo unke paas kaafi saare loan ke types available rahte
hai iske basis par wo aapko loan provide karwate hai ab saaf aur simple baat
hai ki agarloan ke types alag alag hai to normal hai ki loan amount bhi jo hai
wo aapko alag hi dekhne komilega same funda yaha par home loan ke scene mein
bhi aapko dekhne ko milega yaha par aapko jo loan hai wo aapko 2 types ke home
laon mil jaate hai aur isko mein deeply explain karoonga lekin jo pahle main
baat aa rahi hai ki kitne maount tak ka aapko home loan mil sakta hai to mai
aap logo ko bata doo ..
Ki yaha union bank se jo apko
Union Bank Home Loan milega wo maximum amount aapka 30 lakh tak ka hoga..
Union Bank Home Loan New Home – Ab iss types ke home loan mai kya hai ki
aapko jo loan amount hai wo aapko milta hai proper 30 lakhs ka lekin baat yah
hai ki iss chhij ke liye unki hoti hai ek terms and conditions jinko aapko
manna hota hai to yaha par agar aap naye ghar lene ke liye home loan apply
karte ho to possibility hain ki aapko 30 lakhs tak ka loan mil sakta hai..
Union Bank Home Loan Repair House – Ab yah ek doosre type ke home loan mein iski
ginnti hogi aur wo isliye ki iss tyoe ke Union Bank Home Loan mein aapko loan
amount 12-15 lakhs tak ke aaspaass ka
mil jaata hai aur faayda yah hota hai ki ap ismein apne purane ghar ki marmmat
karwane ke liye iss types ke home loan ko apply kar sakte ho..
Union Bank Home Loan Kitne Dino Ke Liye Mil
Jaata Hai?
To abhi jaise ki aap logo ko
bhi baat pata chal chuki hai ki aap log le rahe hai home loan and normal baat
yah hai ki yah bhi ek types ka oan hi hai to jaahr si baat hai aapko loan lene
ke baad loan ko waapis karna hota hai to iss bich mein aap jitne dino ke liye
loan apne paas rakhte hai yah loan ka ek time deadline diya jata hai ki iss
time period se pahle aapko iss loan ko pay karna hota hai use kahte hai loa
duration aur ab agar baat kare home loan ke time period and time duration ki to
mai aap logo ko bata dena chahta hoon ki jaise aap log yah baat jaante hia ki
sabhi loan ke types alag hote ahi sabhi loan ke apne amounts alag hote hai isi
same tarike se jo hai sabhi loans ke deadline bhi alag alag hoti hai to aese
mein agar mai aap sabhi logo ko bataoo ki aap Union Bank Home Loan mein aapko
kitna samay mil jaat ahi..
To mai aapko ek baat clear
kar doo ki upar maine aap sabhi logo ko loan ke 2 types basically Union Bank
Home Loan ke 2 types ke home loan ke bare mein hum logo ne discussion kiya tha
jaha par jo loan ak amount hai wo aap logo ko alag alag dekhne ko mila hoga agr
baat karte hai ki usi Union Bank Home Loan ke timem period ki to aapko bata
doo..
Union Bank Home Loan new home
waale mai aapko 30 years ya fir usse bhi zyada ka time period mil jaata hai
matlab ki time duration and the secondly baat kare
Union Bank Home Loan
repairing house waale plan ami aapko loan ka amount bhi kam dekhne ko mila hoga
saath hi saath yaha par aapko jo loan time ka duration hai yah bhi aapko dekhne
ko mil jaata hai lagabhag 15 years ya isse bhi kam ke aaspass..
Union Bank Home Loan Se Loan Lene Par Kitna
Interest Rate?
To abhi aap logo ko yah
batana bhi bahut zyada zaroori hai ki aap bhale home loan le rahe hai lekin jo
aapko home loan hai ye bhi to ek types ka loan hi hai aur koi financial sector
ya koi bhi bank aapko loan kyun provide karwata hai use aesi kya padi hai ki
aapke paas ghar hai ya nahi hai use to apne se hi matlba hai or hota hai or
reality chech bataoo to jii haa yah baa tab bhi applicable hoti hai aur wo
isliye kyunki aap log jaante hai ki koi bhi financial sector ho ya oi bhi bank
hai ya fir job hi aapko loan service provide karwata hai uska loan dene ka
maksad yah nahi hota hai ki aap log apne ghar meinr ahoy a kucch bhi karo
simple sa funda yah hota hai ki uss akele ki chhij se benefit main hota hai un
loan dene waale sectors ka aur unka main munafa hota hai aapke dwara pay kiye
jaane waale interest rate se ..
To mai agar baat karoo to
aapko Union Bank Home Loan lene par jo aapka byaz dar hota hai wo aapka 12%-14%
tak ka hota hai..
Union Bank Home Loan Kon Kon Le Sakta Hai?
To abhi mai aapko yah chhij
clear karne waala hoon ki aap mein se kon kon jo hai wo union bank se loan le
sakte hai or sath hi Union Bank Home Loan bhi le sakte hai kya eligibility kya
criteria hai sab discuss karenge..
1.
To sabse pahle agar aap logo
ko union bank se loan cahiye wo home loan ho ya kisi bhi types ka loan ho uske
liye sabse pahle aapke paas union bank ka ek active bank account hona chahiye..
2.
Next agar aap logo ko union
bank se aap logo ko loan chahiye to aapki kam se kam age 21 saal honi chahiye
aur zyada se zyada 56 saal tak ki..
3.
Next ki jo aapko union bank
se loan apply karna hai to aapke paas sabhi mendatery documents hone chahiye
jise aapki eKYC ko complete kiya jaa sake..
4.
Agar aap logo ko union bank
se Union Bank Home Loan chahiye to iske liye aapke paas home related sabhi
documents hone chahiye..
5.
Agar aap logo ko union bank
se loan lena hai to aapke paas koi na koi occupation zaroor hona chahiye jisse
aap log ko jo hai uss loan amount ko repay kar sake..
Union Bank Home Loan Lene Ke Liye
Documentation?
To agar baat kare Union Bank
Home Loan loan apply karne se pahle aapko wo kon kon se required documents hai
jo aapko jama karwane honge Union Bank Home Loan lete wakt:-
1.
To sabse pahle document ki
baat kare to sabse pahle yaha par aapko personal verification complete karwani
hogi jiske liye aap log apne (Aadhar Card, Pan Card, Voter ID Card) de sakte
hai..
2.
Next jo documents hai wo
chahiye address verification ke liye iske liye aapke paas (Eelctricity Bill,
Rent Paper) de sakte hai..
3.
Nexty jo documents hone
chahiye kyunki aapko Union Bank Home Loan chahiye isliye aapko ghar se related
documents bhi aapko upload karwani hogi..
4.
Fir aata hain aapka
occupation verification iske liye aap jo hai ap jis jagah kaam karte hai uski
verification needed hoti hai isliye aapko ( Form 16, Salary Slip) deni hogi.
5.
Last mein aata hia aapka bank
ac ka statement picchle 6 months ka..
Union Bank Home Loan Kaise Apply Kare?
1.
Sabse pahle aapko apna phone
ya laptop lena hai aur sidha apko apna browser open karna hai..
2.
Browser open karne ke baad
aapko Union Bank ki official site par visit karna hai ..
3.
Iske baad aapko apne
registered mobile no. se waha par login hona hoga..
4.
Login ho jaane ke baad aapa
homepage open ho jaayega homepage khul jane ke baad aapko waha side bar par
click karna hai..
5.
Waha apr aaapko loan ke menu
bar par click arna hai fir aapko home loan waala option select kar lena hai
iske baad..
6.
Aapko Union Bank Home Loan ka
ek form aayega ismein sabhi basic details aapko fill kar deni hai iske baad ..
7.
Last mein aapko apna ek eSign
or photo upload karke request application par click kar dena hai..
8.
Iske baad aapki application
ko review mein lekar ke aapki details check karne ke baad total verification ke
baad aapka .
9.
Loan amount aapke bank ac
mein aa jayega..
Kya Jaana?
To finally dosto humari aaj
ki yah blog post samapt hui jaha par aaj hum logo ne jaana ki aap olg kis
prakar se home loan le sakte hai or kaise aap log home loan apply kar sakte hai
aur kyunki baat ghar kharidne ki thi to ek trusted bank bhi chahiye tha jisse
aap loan le sake it measn home loan to fir hum logo ne liya union bank ko ji
haa aur iske baaare mein aapko saari details mil jaayegi jaise ki aap log Union
Bank Home Loan kaise le sakte hai sath hi aap log kaise Union Bank Home Loan
kaise apply kar sakte hai…
Mujhe ummid hai ki aapko yah
blog post pasand aaya koi sawaal ho to comment mein poocho..
Dhanyvaad..
0 Comments