Hii dosto,
Kaise hai aap sabhi log mujhe
ummid hai kiap log bahut khush honge aur bhale change honge aaj ki yah post aap
logo ke liye bahut khaas hone waali hai aur wo kisliye hone waali hai iss
sawaal ka jawaab aapko aaj ki iss post mein bilkul dekhne ko mil jaayega aur
aap log kah sakte hai ki aaj ek iss post ki help se aapke kitne bade samasya ka
samaadhan aapko milne wala hai lekin haa aaj ki yah post mai aap logo ke liye
likh raha hoon specially or khas tor middle class families waalo ke liye jaise ki
aap log yah baat jaante hai ki aaj ki taarikh mein logo ke paas kaam hai to log
kaam kar ke kama bhi rahe hai lekin mai aap logo ko bata doo ki uss kaam se
logo ka kewal yaani ki sirf or sirf ghar hi chal raha hai aur iska main kaaaran
kahi na kahi hai yah hai ki logo ke paas kaam wahi hai lekin humare desh mein
jis raftaar se inflation rate badh raha hai uski ek akeli ki rafter itni tez
hai ki log kaam to kar rahe hai lekin unke poore kaam ka akela yah sirf
mehangai khaa jaati hai uske baad logo ke paas bachta hai sirf sirf apne daily
ke kharche poore karne or wo bhi itne short mein kharch karna padta hai ki logo
ke paas or koi choice hai hi nahi..
Ab iss chhij ke alawa log
sochte hai ki log kahi na kahi se loan lekar apne kaam ko better kar sakte hai
uske baad wo income generate karke wo loan ko chuka denge or ek had tak logo ki
yah baat galat nahi hai ki wo loan lekar kaam kare lekin yaha par bhi problem
iss chhij ki aa ja rahi hai ki unke paas specially middle class families waalo
ke paas loan ki proper jaankari nahi hai ab aap log kahenge yah kya baat hui
mujhe detail mein pata hai ki hume loan kaha se lena chahiye kuchh samay ke
liye mai aapki baat se agree bhi kar jaata lekin jo fact hai so hai aur iss
baat ka main proof yah hai ki aap logo ne hamesha dekha hoga ki koi bhi wealthy
people jo ki loan leta hai aapke dimag mein kabhi yah baat nahi aati hai use
koi loan kyun deta hai aur zaroori nahi hai ki jaha se aap log dekh sake ki wo
sirf ek akeli jagah se loan leta ho nahi aesa bilkul nahi hai aur wo isliye
kyunki koi bhi wealthy people jab koi loan leta hai itni jagah se loan leta hai
ki aap soch bhi nahi sakte uske paas loan lene ke itne saare saadhan hote hai
ki poochiye mat haalanki loan lena ka same saadhan aapke paas bhi wahi rahta
hai jo unke paas rahta hai lekin problem pata hai kya hai problem yah hai ki
unhen uss method us loans ke bare mein acche se knowledge hoti hai lekin aapko
nahi isliye bahut baar aesa hota hai ki aap log loan to le lete hai lekin aap
log aese sectors se loan nahi lete hai jaha par aapko aapka loan lena aasan
pade aur uss loan ke andar bhi jitney fundamentals hai wo bhi aapko aasan pade
lekin aesa hota nahi hai aur isliye nahi hota kyunki..
Sabse pahle aap sabhi logo ko
lagta hai ki hum jaise logo ke liye loan lene ke liye kucch hi saadhan hai
jaise ki banks ya to relatives agar bank ne loan de diya to thik aur agar nahi
diya to koi baat hi nahi hai relatives se to loan le hi sakte hai aur mai sahi
batata hoon sirf yahi cchhij jo hai aap galat kar dete hai haalanki yah galat
nahi hai ki aap bank se loan naa le lekin bank ke alawa jo aapke paas secondary
option hai wo galat hai aur yah baat mai kis basis par kah raha hoon ki aap log
iss baat ka andaza bhi nahi laga sakte ki jo loan amount aap log apne relatives
se lete hai uss loan amount par aapko kitna byaz pay karna padta hai yah baat
pata hia aap logo ko to mai aap logo ko bata dena chahta hoon ki jitna loan aap
log whaa se lekar uska loan byaz pay karte hai naa utne mai aap log banks se
double loan lekar utna byaz pay kar sakte hai …
And mujhe lagta hai ki aap
mein se bahut se logo ko yah baat almost pata hai aur kahi na kahi unke iss
baat ka jawab yah hota hoga ki loans ke liye to wo log bhi bank mein approval
daalte hai lekin koi naa koi kaaran ki wajah se unka loan reject kar diya jaata
hai and ek moment aesa aa jaata hai logo ke paas ki unke paas mzboori ban jaati
hai kaam karne ki to koi baat nahi a bap logo ko iss baat ki tension lene ki
koi bhi need nahi hai aur wo isliye kyunki aaj ki iss post ke andar hum log same
yahi baat karne waale hai ki aap log kaise loan le sakte hai aur sabse kamaal
baat yah hone waali hai ki jo mai aapko tarika batane waala hoon yah ek aesa
tarika hone waala hai ki aap logo ko kahi bahar jaane ki koi need nahi hone
waali aapka laon apply implementation ka jo work hai poora aapka baithe baithe
compete hoga..
To aage badhne se pahle mai
aap logo ko bata dena chahta hoo ki jis loan lene ke tarike ke bare mein hum
log baat kar rahe hai wo poora method online hone waala hai jii haa wo poora
method aapka online hone waala hai aur hum aapko ek application hai jiska naam
hai paysense jii haa aaj ki post ke maadhyam se hum aapko batayenge ki kaise
aap log paysense ke maadhyam se loan le sakte hai aur isi ka mai aapko ek
overview dena chahoonga ki jaise ki aap log aaj ki iss post mein jaane waale
hai ki paysense app se loan kaise le saath hi paysense app se loan apply kaise
kare aur bhi bahut si jaankari hum log aaj ki iss blog post ke maadhyam se
discuss karne wale hai aap logo se nivedan hai ki aap log is post ko pora end
tak read kare…
PaySense App Kya Hai?
To age hum aapko yah zaroor
batane waale hai ki aap log kaise PaySense App ke dwara aap log loan le sakte
hai aur kaise aap log PaySense App se loan apply kar sakte hai lekin yah saari
baatein discuss karne se pahle mai aapko batana chahta hoon ki aap log jis
platform se loan lene waale hai mera matlab tha ki jis platform se aap log loan
apply karne waale hai sabse pahle aapko uss methods ke bare mein detail mein
pata honi chaiye to mai aapko bata doo.
Ki iss application ka naam
hai PaySense App yah ek loan providing online service platform hai jaha se aap
log loan apply kar sakte hai badi hi aasani se jii haa iss application ke
review mein chale to iss application ko saal 2016 mein launch kiya gaya tha Aur
saal 2016 se aaj tak mein iss application ke 5 million se zyada downloads
complete ho chuke hai jii haa to iss baat se aap log andaza laga sakte hai ki
yah application kitne kaam ki hai dimag mein sawaal yah bhi aa raha hoga ki kya
hume loan lena chahiye PaySense App se matlab safe and secure hai yaa nahi to
mai aapko bata doo ki yah jo paysense application hai ye bhaarat sarkar ke
rules and regulation ke tahat kaam karti hai matlab ki RBI ke guidelines ke
under to aap yaha se loan safely le sakte hai…
PaySense App Aapko Kitna Loan Deti Hai?
Ab yah jo sawal hai ek
important sawaalo mein se isliye ek ban jaati hai aur wo isliye kyunki sabse
pahli baat ki aap kisi bhi jagah yaa kisi bhi loan platform se aap log loan
lete hai to aapko yah baat pata hoti hai ki wo loan company aapko kitna loan de
sakti hai aur same isi tarike se har ek platform paer hota hai baat rahi
PaySense App ki to mai bata doo ki koi bhi loan platforms ke paas multiple
types of loan ki services rahti hai jisse wo loan alag alag deti hai aur loan
alag alag hota hai iska saaf matlab hai ki uss loan ka jo amount bhi hota hai
wo alga hota hai..
Baat rahi PaySense App ki o
mai aapko bata deta hoon ki yaha par bhi aapko loan ke kayi saare types dekhne
ko mil jaate hai aur uss loan types ke according baat ki jaaye to aapko jo laon
hai wo PaySense App mein bhi alag hi milta hai baat rahi overall jaane ki to
yah bhi maia aapko bata deta hoon ..
To aapko jo PaySense App
milta hai yaha se aapko kam se kam 5000 rupees se lekar ke 500000 rupees tak ka
loan mil sakta hai…
PaySense App Instant Loan :- Ab pahli baat jaisa ki maine aapko yah baat
upar batayi ki kis tarike se aap logo o PaySense App se alag alag loan amount
milta hai usi tarike se PaySense App instant loan ki baat kare to yaha par aapko
loan turant bhi milta hai ab wo kaise to jaise ki aap yah baat jaante hai ki
instant loan ke andar jo hai aapko loan milta hai kam lekin uss loan ka benefit
yah hai ki aapka loan amount turant approved ho jaata hai iss types ke loan par
aapko kisi bhi type ka koi byaz nahi dena padta hai ..
PaySense App se aapko jo
instant loan hai yah aapko kam se kam 5000 rupees se lekar ke 20000 rupees tak
ka loan aapko PaySense App loan app se instantly mil sakta hai..
PaySense App Personal Loan:- Ab jaise ki aap log yah baat jaante hai ki
aapko yaha par kayi types ke loan ke services dekhe ko mil jaate hai same usi
tarike se yaha par aapko personal loan bhi mil jaata hai or persoanl loan kaa
faayda kya hota hai aap log bhi yah baat jaante hai ki yaha se personal loan lene
mai aapko main jo benefits hota hai wo hota hai loan amount ka jo kia apko
zyada dekhne ko mil jaata hai doosra yah hai ki aapko personal loan chukane ka
time jo hai wo aapko zyada mil jaata hai..
Baat karte hai ki agar aap
PaySense App se personal loan lete hai to aapko kitna loan mil sakta hai to
aapko bata doo ki aapko 500000 rupees tak ka personal loan aapko yaha par mil
sakta hai…
PaySense App Se Aapko Kitne Dino Ke Liye Loan
Mil Jaata Hai?
To ab agar baat kare ki aap
log jab PaySense App se loan lete hai ya aap log kahi se bhi loan lete hai to
yah baat aapko pata hoti hai ki aap log loan le to rahe hai lekin wo loan aapka
validate kab tak ka karta hai matlab ki aap log jab loan lete hai to aapko loan
uss platform se milta kitne samay ke liye hai to mai aapko bata doo ki har ek
loan service platform ki jo loan lene ki facility hoti hai aur ho terms and
condition alag hoti hai usi types se jab aap log kahi se loan lete hai to aapko
ek time duration jise aap log deadline bhi kah sakte hai yah bhi aapko dee
jaati hai ki jo aapko loan amount provide kiya jaa raha hai uss loan amount ko
aap logo ko kitne samay mein waapis karna hai ab jaise ki mai aapko bata doo ki
har ek kooi loan platform ki jo loan duration hai wo uske loan type par depend
karti hai like ki aapko instant loan par aapko kam time milta hai jabki aapko
personal loan par zyada to yah iss hisab se ..
Baat rahi ki aapko PaySense
App par loan amount ki duration kab tak
ki mil jaati hai to aapko yaha par 12 months se lekar 36 months tak ke liye
loan mil jaata hai..
PaySense App Se Aapko Loan Ka Interest Kitna
Pay Karna Padta Hai?
To abhi mai aapko bataoo
interest rate ke bare mein lekin isse pahle mai aapko ek baat bata doo ki jo
byaz hai wo kisi bhi loan mei ek aham bhoomika nibhata hai aur isi basis par
aapko pata lagta hai ki aap ke dwara liye jaane waale loan amount ka byaz aapko
kitna pay karna padega..
Baat rahi agar PaySense App
ki to iska mai batane se pahle ek baat clear kar doo ki yaha par aapka jo loan
ka interest rate hota hai wo type of loan ke hisab se alag alag rahta hai ..
Jaha tak baat kare loan ki
interest rate ki to wo aapki 12% se lekar ke 33% tak ki hoti hai PaySense
Application par…
To mai yaha par aapko kaafi
points count karwa sakta hoon kyu ki iss sawaal ka mere paas koi ek jawaab nahi
hai iske liye mai aapko point wise clear karoonga..
1.
Sabe pahla karan jisse aapko
PaySense Application se hi loan lena chahiye aur wo yah hai yaha iss app se
loan apply karne se lekar ke loan pane tak ka poora process online hai…
2.
Next jo point hai wo yah hai
ki aapko yaha se loan isliye lena chahiye kyunki yaha se aapko loan turant mil
jaata hai..
3.
Next point jiski wajah se
aapko PaySense App se laon lena chahiye aur wo yah hai ki yaha se loan lene ke
baad aapo ise chukane ke kayi saare payment method mil jaate hai..
4.
Aapko PaySense Appse loan
pane ke liye zyada kisi documentation ki need nahi hoti hai aur wo isliye nahi
hoti hai kyunki yaha se aapke documents turant verify kiye jaate hai..
5.
PaySense App se loan pane ke
liye aapko kisi bhi type ki koi bhi cibil score wo sab nahi dikhana hota..
PaySense App Se Loan Kon Kon Le Sakta Hai?
To abhi mai aapko saari
baatein point wise clear karne waala hoon ki kaise aap log jo hai PaySense App
se loan kon kon le sakta hai aakhirkar kya wo criteria ya eligibility hai jisse
aap log PaySense App se loan le sakte hai..
1.
Sabse pahle jis kisi bhi
vyakti ko PaySense App se loan lena hai uski residential country india honi
chahiye..
2.
Jis kisi bhi vyakti ko
PaySense App se loan chahiye uske paas sabhi wo personal documents hone chahiye
jisse uss vyakti ki personal verification ko complete kiya jaa sake..
3.
Or bhi other validate
documentation hona chahiye..
4.
Jis kisi bhi vyakti ko
PaySense App se loan chahiye uski kam se kam 21 saal age honi chahiye or zyada
se zyada 56 saal ..
5.
Jinko bhi PaySense App se
loan chahiye unke paas occupation hona bahut zyada zaroori hai kyunki usi se
verify hoga ki aap ko loan milega ya nahi..
PaySense App Se Loan Lene Ke Liye
Documentation?
To abhi mai aapko point wise
clear karne waala hoon ki aap logo ko PaySense App se loan lene ke liye kon kon
se documents hone chahiye jisse ap log PaySense App se loan apply kar sake..
1.
To sabse pahle aapke paas
sabhi eKYC personal documents hone chahiye jisse aapki personal verification ko
complete kiya jaa sake iske liye aapke paas (Aadhar Card, PanCard, Voter iD
Card) de sakte hai…
2.
Next jo hai aapke paas
residential prrof hona chahiye jisse aapki location identity ko verify kiya jaa
sake iske liye aap ( Rent agreement , E-Bill) De sakte hai..
3.
Next jo aapka verification
hota hai wo hota hai apke kaam se related yaani ki aapka occupational
verification iske liye aap apni (Form 16, Pay Slip) de sakte hai..
4. Last mein jo hia aapke paas aapka ek active bank account hona chahiye jisse aapko loan amount waha par mil sake aur aapo uss bank account ka picchle 6 months tak ka bank statement bhi dena hoga.
PaySense App Se Loan Apply Kaise Kare?
To abhi mai aapkop batane
waala hoon ki aap log kaise PaySense App se loan apply kar sakte jii haa to
apko mai wo sabhi steps batane waala hoon jise follow karke ap loan paa sakte
hai..
1.
To sabse pahle aapko apne
phone ka menu bar open karna hai fir aapko google play store open karna hai aur
waha par aapkop search bar par click karna hai..
2.
Search bar par click karne ke
baad aapko waha par type karna hai PaySense App aur result aane ke baad install
button par click kar dena hai..
3.
Then aapko install hone ke
baad uss application ko apne phone mein open karna hai or sabse pahle aapko apne
mobile number se registration kar lena hai .
4.
Then aapko apni basic details
fill kar leni hai fir aapko apni sabhi required documemtation ko waha par
upload kar deni hai..
5.
Fir aapko apna loan type
select kar lena hai fir aapko loan amount and duration choose karke
6.
Ek selfie aur ek eSign karke
request application par click kar dena hai..
7.
If you are eligible to aapka
loan amount 24 ghanto ke andar aapke bank account mein aa jaayega..
Kya Sikha?
To dosto humara aaj ka yah
blog post khatam hua hai jaha par aaj humne sikha ki aap log kaise PaySense App
se loan le sakte hai how to get loan from PaySense App app or kaise aap log
PaySense App se loan apply kar sakte hai or isi ki sabhi baarikiyo o details ko
hum sabhi logo ne aaaj ki iss blog post mein completely samjhaya hai ummid hai
ki aapko yah blog post pasand aaya hoga ..
Agar koi sawaal ho to comment
mein pochiye..
Dhanyavaad
0 Comments