Hello guyz,
Kaise hai aap sabhi log ummid
karta hoon ki sabhi acche honge aur apne gharo mein honge aaj ki yah post kuch
alag hone waali haio and yahb baat mai kiliye kah raha hoi iska ek bahut bada
reason hai aur reason hai aaj tak aapne ktne saare loan providers ko dekha hoga
jo aapko loan dete the aur kitno ke to reviews maine hi bahut kiye hai jaise ki
bahut saare aese mobile loans ke bare mein maine aap logo ko bataya hai ki jin
mobile app se aap log loan le sakte hai to baat kare sabse pahle loan lene ki
to mai aapko bata doo ki aaj ki post mein agar aap log tour travel ke liye
jaana chahte ho to uske liye bhi aapko loan mil jaata hai jii haa to aaj hum
yah saare kaam make my trip app se karne wale hain aur jaanne waale hai ki
log make my trip se loan aply kar sakte hai…
Make My Trip App Kya Hai?
To sabse pahle aapka yah
jaana bahut zaroori hai ki aakhirkar Make My Trip kya hai and iske baad mai
aapko bataunga ki aap log yaha se Make My Trip se loan kaise apply kar sakte
ho..
To dosto iss app ka naam hai Make My Trip jo ki
basically ek tours and travels services wali official
application hia aur baat rahi jaha tak tak loan lena aapka yaha se safe hai ki
nahi to yah application se aap log bade hi aaram se loan le sakoge kyunki Make
My Trip RBI ke sabhi guidelines ko follow karti hai to aap log le sakte hai
loan yaha se bina kisi risk ke..
Make My Trip Se Kitna Loan Milta Hai?
Dekho ab mai agar aap logo ko
bataoo ki yaha par aapko kafi types ke loan mil jaate hai sirf numeric basis
par 1-2 nahi hai lekin mai mostly 2 ko hi cover karoonga kyukim log isi ke bare
mein zyadatar poochte hai..
Make My Trip Travel Loan :- to jaisa ki maine aap logo ko bataya tha ki
jo Make My Trip yah ek tour and travel providing app hai to pahla loan hi hai
iska yahi jaha par aap logo ko agar ghoomna hai aur agar aapke paaas abhi paise
nahi hai to aap log travel loans le sakte hai Make My Trip travel loan ki help
se yaha se aapkop travel loan milta hia takriban 1 lakh ke aasapas ka…
Make My Trip Personal Loan :- to jo doosre tarike ka loan jo hai ye ek
type ka personal loan service hai jo ki aapko bank ya kisi official platform se
jo aap lene jaate ho uska hai aur baat kare iski toh yaha se aap personal loan
le sakte hai Make My Trip personal loan ki help se aur aap takriban se 30 lakh
tak ka loa n le sakti hai..
Make My Trip Se Loan Kitne Dino Ke Liye Milta
Hai?
To jaise ki agar yah sawal
aap logo ke dimag mein bhi kaafi samay se ghoom raha tha to mai aap logo ko
bata do ki jab kabhi bhi aap Make My Trip se ya another kisi platform se loan
lete hai to aapko loan amount den eke saath use ek fix date se pahle waapis bhi
karna hota hai..
Baat kare agar Make My Trip
ki to yaha se aapko jo loan hai wo milta hai kam se kam 120 days se lekar ke 36
months tak ke liye..
Make My Trip Se Loan Lene Par Kitna Byaz Lagta
Hai?
To abhi baat karte hai ki aap
agar make my trip se loan lete hai to aap par kitna percent byaz jo hai aapko
uske saath dena padta hai to mai aap logo ko bata doo ki maine aapko 2 types ke loan bataye hai to dono ki duration
date ke saath interest rate bhi alag hai lekin aap example basis par jaanna
chahe to..
Aapko Make My Trip se 36% tak
ka maximum interest rate dena pad sakta hai..
Make My Trip Se Loan Kon Kon Le Sakta Hai?
To abhi mai aapko bataunga ki
aap mein se kon kon Make My Trip se loan le sakta hai kya eligibility ya kya
criteria hai uska point wise..
1.
Sabse pahle to aap ek Indian
residential ho jiski age 21 saal ya isse zyada ho..
2.
Aapke paas sabhi eKYC related
documents hone chahiye.
3.
Aapke paas koi na koi
occupation hona chahiye..
4.
Aapke paas active bank
details honi chahiye..
Make My Trip Se Loan Lene Ke Liye Kon Se
Documents Dene Honge?
To mai aapko yah bata deta
hoon ki ab jab aap log loan lene ke liye jaaoge to waha par mostly saari
details fill karte wakt aapko apna required documents bhi dena hota hai..
1.
Sabse pahel documents mein
aapko apni eKYC documents dene honge like (Aadhar Card, Pan Card)
2.
Iske alawa jo next documents
dene honge aapko wo hoga aapka residential proof jiske liye aapko (Electricity
Bill , Rent Details)
3.
Next jo document honi chahiye
aapke paas wo aapke occupation se related ( Form 16, Pay Slip)
4.
Aur last mein aapko apna bank
ac ka picchle 6 months ka bank statement deni hogi…
Make My Trip Se Loan Apply Kaise Kare/ Make My Trip Se Personal Loan Kaise Apply Kare/ Make My Trip Se Loan Kaise Le?
1.
Aapko apne phone ke google
play store par jakar install kar lena hai Make My Trip app..
2.
Iske baad ise open karke apne
phone number se karna hai sign up.
3.
Then aapko basic details dene
ke baad aapko jaana hai tour and service option usme..
4.
Loan option mein personal
loan choose karke amount and time duration daalkar karna hai proceed ..
5.
Then required documents ko
kar dena hai upload ab aapka application request mein hai if your loan is
approved to aapka loan amount aapko 24 hours ke anadar aapke bank ac mein hoga.
Kya Sikha?
To aaj humne jaana hai ki aap
log Make My Trip se loan kaise le sakte hai in the sense aap log Make My Trip
se loan kaise apply kar sakte hai aur is baat ki depth mein jaaye to humne jana
hai ki aap log Make My Trip se personal loan kaise le sakte hai aur kaise Make
My Trip se personal loan kaise apply kar sakte hai..
Koi sawaal ho to comment mein
pooche..
Dhanyavaad..
0 Comments