Aur mere bhaiyo,
Kaise hai aap sabhi log ummid
karta hoon ki sabhi mere dost aur bhai log khush honge aur bahut swasth honge
to aaj ki yah jo post hai again hai aap sabhi logo ke bich mein jaha par aaj hum log jis topic ke upar baat
karne waale hai wo saare topics hamesha aap abhi logo ke saamne raha hai aur
hamesha hi aap logo ke bich mein rahega to aaj hum log dobara se baat karne
waale hai loans ke bare mein jii haa loans jaise ki aap sabhi log acchi tarike
se jaante hai ki humare desh mein kitni zyada unemployment hai matla ki
berojgari logo ke paas kaam hi nahi hai aur logo ke paas kaam naa hone ke
kaaran aaj ki date mein aap log dekhoge
to aapko wo saare log nazar aayenge jo bhookhe mar rahe hai aur shayad se yah
saari baatein mujhe batane ki koi bhi need nahi thi waise lekin mai aap logo ko
bata doo ki yah job hi baatein bata raha hoon yah saari batein sach hai aur iss
sach ko aap log bhi jaante hai..
Agar facts ke hisab se saari
chhijo ke bare mein jaana jaaye to aap log jaan paayenge ki world ki sabse kam
kimat yani sabse kam rate ka jo mehantan jise hum log wage rate ya fir jise
bahut se log dihadi bhi kahte hai sabse kam kimat ki apne desh mein hai apen
desh mein kisi bhi substitute work ko karwane ke liye sabse kam amount pay kiya
jaata hai aur aesa nahi hai ki sabse kam wage rate hai to log karne se inkar
kar dete honge aur jiska jawab hai nahi yaha par agar mai specially baat karooo
india ki to india ki wage rate ka aesa hisab kitab hai ki jis price mein logo
ne kah diya ki bhai aapko hum iss iss kaam ko karne ke liye itna itna amount
pay karenge to aesa nahi hai ki log uss price range ke upar koi bhi
obligation karte hai agar aesa aap
sochte hai to bilkul galat sochte hai just because india mein iss chhij ke upar
koi bhi obligation hai hi nahi logo ko jitna amount pay kar do wo usi mein
khush hai..
Ab aap mein se bahut se log
kah rahe honge to usme galat kya hai to mai aap sabhi logo ko bata dena chahta
hoon ki mujhe iss baat ya kisi bhi aesi koi bhi baat se obligation naa thi aur
naa hogi lekin sach bataoo bura lagta hai yah cchij ko dekhkar agar mai aap
logo ko zyada bada examplr naa dekar sirf facts basis par iska answer dena ka
try karoo to iss sawal ka just itna sa jawaab hai ki jiss kaam ke liye humare
india mein just 1-3% amount pay kiya jaata hi wahi same kaam agar kisi bahar ke
desh mein ho to aap log jaakar ke ek baaari just dekh len aap log just shock ho
jaaoge iss chhij ko dekhkar ki jitna india mein ek padha likha inseam 1 month
ki salary uthata hai naa utna hi amount uss person ko 1 time mein pay kiya
jaayega jitni mehnat wo yaha karta hai fark yah bhi hai ki bahar ke desho mein
log literate bahut zyada hai aur aese mein sab log waha par physical work se
zyada smart work karte hai apni brain ke help se lekin wahi india mein yah
chhij nahi hai aur aese mein logo ko kyunki unki need ke according amount milta
hai nahi aur kyunki ghar aur families unki bhi hai aur aakhirkaar ghar unko bhi
chalana hota hai to aese mein logo ke paas survive karne ke liye amount hota
hai nahi aus isi wajah se unko kahi na kahi se lena padta hai loan lekin aesi
baat nahi hai ki unko loan bhi bade aaram se mil jaate hai iska jawab bilkul
naa hai loan lene ke liye bhi unhen
pareshaniyon ka saamna karna padta hai or loan lene ke baad bhi aur wo aese
kyunki aap log jaante hai ki official sector se loan paana sabke liye aasan
baat nahi hoti hai sabke liye to mai kya hi kahoo mostly tor par middle class and
lower class families ke liye..
Kyunki unhen banks wagerah aur
baaki ke sector se or bhi financial bank se jo loan nahi de paate hai unhen due
to some reason unke liye kya option hota hai kyunki ab unhen kaise nbhi karke
loan chahiye bhi to aese mein ek hi chara rah jaata hai ki who unofficial way
se loan le aur aap log bhi jaante hai ki un way se loan mil to jaata hai uske
baad jo pareshani aati hai wo itni bhayankar hoti hai yakin maaniyr kabhi kabhi
lendaar ki jaan bhi chali jaati hai jii haa to ab baat karte hai yah hoga kaise
kyunki ab option bhi koi hai hi nahi ki wo log loan paa sake to itni saari
musibato ko dekhte huye mai aap logo ke liye aaj ki ye post likh raha hoon
kyunki aaj ki yah post bahut khaas hone waali hai specially middle class and
lower class families ke liye ab wo kaise dkhiye aaj ke time par logo ke paas
koi cchij ho chahe na ho ek chhij zaroor hogi jo ki phone jii haa aapka phone
hi aaj aapko loan lene mein bharpoor madad karwane waala hai or wo kaise wo
isliye kyunki aap logo ko aaj ki iss post mein mai batane waala hoon ki aaj aap
mobile se loan kaise le sakte hai or mobile bhi aapko kaise loan dilwane waala
hai to iske liye hum use mein layenge ek online loan app ko jo ki aap sabhi
logo ko loan dilwa sakta hai to aaj ki iss post mein isi se judi hum log chhio
ke bare mein baat karne waale hai to ab hum log aaj ki iss post mein jaanenge
ki jis app se hum log loan lenge uss app ka naam hai rupee loan app..
To aaj ki iss post m,ein aap
log jaanenge ki kaise aap log rupee loan app se loan lene waale hai ki kaise
aap log rupee loan app se loan kaise le sakte hai saath hi uska proper method
yah hoga ki aap log kaise apply karne waale hai jiska fact yah nikalta hai ki
aap log kaise rupee loan app se loan apply kaise kar sakte hai aur yah saari
baatein janne ke liye aap logo ko aaj ki iss post ko poora read karna hoga
kyunki saari baatein detailed mein aap logo ko aaj ki iss post mein hi mil
jaayegi..

Rupee Loan App Kya Hai?
To jaisa ki huym logo ne upar
baat kiya ki kaise aap log jo hai rupee loan app se loan lene waale hai or
saath hi kaise aap log Rupee Loan App se loan apply kar sakte hai aur bilkul
yah sari baatein mai aap logo ko aaj ki iss post mein detailed mein clear karne
waala hoon lekin isse pahle mai aap logo ko bata doo ki aapka loan lene se
zyada zaroori yah jaana bhi hai ki aap log loan to le rahe hai wo sab thik hai
lekin ek main baat ki aap log loan le kis jagah se le rahe ho fact iss baat ka
bhi padta hai ki aap log jo loan jis platform se le rahe ho yah safe and secure
hai bhi yaa nahi to inn sari chhijo ke upar hum log detailed mein baat karenge
lekin isse pahle mai aap logo ko bata doo ki Rupee Loan App kya hai..
To dosto Rupee Loan App yah
ek loan providing service platform hai ek aisa platform jo ki aap ko online
loan provide karwata hai ab doosri baat yah application aapko google play store
par officialy mil jaayega aur baat kare to iss application ka trust bana rakha
hai iss application ne kyunki isne officialy tarike se logo ko loan provide
karwaya hai ab agar baat kare ki yah application safe and secure hai ya nahi to
mai aap logo ko just inform kar doo ki yah application jo hai yah bharat sarkar
ke under and RBI ke guidelines and regulations ke under work karti hai…
Rupee Loan App Se Aapko Kitna Loan Mil Sakta
Hai?
To ab hum log jaanne waale
hai ki aap logo ko rupee loan app jo haio kitne amount tak ka aap logo ko yah
application loan provide karwati hai to mai aap logo ko bata do ki iss baat ki
mai aap logo ko exact information to khair nahi de paaunga iska main kaarann jo
hai wo yah hai ki aap log jaante hai ki aaj ki taarikh mein koi bhi loan
application ho yaa koi bhi loan service provider ho agar wo aap logo ko loan
provide karwa raha hai to iska kahi na kahi jawaab yah hai ki unke paas ek
types ka loan nahi hota hai jo ki wo aapko bata sake ki wo aapko maximum kitna
loan de sakte hai lekin haa aap nett value se pata laga sakte ho ki jo bhi ye
loan providing platform hai ye aapko kitna loan de sakti hai to baat kare agar Rupee
Loan App ki to mai aap logo ko bata doo
Ki Rupee Loan App se aap log
maximum 50k (k=hazar ) 50 hazaar tak ka aap log loan le sakte hai..
Rupee Loan App Personal Loan:- To abhi jaise ki hum logo ne upar jaise ki
pdha hi hoga ki kaise aap logo ko koi bhi loan providing platform ho aapko
types ke according jo hai loan provide karwata hai isi tarah se Rupee Loan App
ka bhi system hai ki yah aap logo ko loan jo hai yah alag types se deta hai aur
iske types mein ek hai personal loan jisme aapko maximum amounts ka loan mil
jaata hai to baat kare agar Rupee Loan App personal loan ki to jaise ki aap log
jaan chuke hai ki yaha par baat ho rahi hai personal loan ki to aapko clear kar
doo ki personal loan ke andar aapko loan amount milta hai bahut hi zyada iske
saaath hi iss types ke loan mein aapko yah faayda mil jaata hai ki aapko loan
pay karne ka jo duration hai wo aapko zyada samay ka mil jaata hai..
To baat kare agar ki aapko Rupee
Loan App se aapko loan kitna mil jaata hai to aapko Rupee Loan App se personal loan
maximum 50000 rupees tak ka mil jaata hai..
Rupee Loan App Se Loan Lene Par Kitna Interest
Rate Pay Karna Hota Hai?
To abhi jaise ki hum log baat
karte hai kucch important factors ki jo ki aapko loan lete waqt yaad rakhna
chahiye aur iss baat ko hamesha mind mein rakhna chahiye jisme se jo pahla fact
yah hai ki aapko loan mil gaya kafi sahi baat hai lekin ab main baat aati hai
ki ab aap log loan le to liye aapko main ye yaad rakhan hai ki aapke dwara liye
gaye loan ka byaz kitna jii haa jise hum log interest rate bhi kahte hai to
agar baat kare ki aapko aapke dwara liye
gaye loan par kitna interest rate pay karna paega to sabse pahle aapki
information ke liye mai bata doo ki job hi aap log loan loge uss loan ke saath
jo aapka loan ka time period jise aap log loan duration kahte hai ek to uss par
and the secondary ki aap log loan kitne amount ka le rahe hai fact ye karega to
baat kare agar ki aap logo ke dwara jab aap log Rupee Loan App se loan lenge to
aapko kitna byaz dena padega…
To aapke liye mai bata doo ki
kyunki yaha par aapko maine personal loan ke bare mein bataya hai to personal loan
lene par aapko yaha se maximum yearly basis par jo interest rate hai wo aapko
30% tak ka pay karna pad sakta hai..
Rupee Loan App Se Loan Aapko Kitne Dino Ke Liye
Mil Jaata Hai?
To abhi hum log baat karenge
ki jaise aap logo ne loan le liya hai Rupee Loan App se aur saath hi aap log
jaante hai ki aapko iss loan ke hisab se aapko itne amount tak ka interest rate
paty karna pad sakta hai to abhi in dono ke alawa baat karte huye jo main baat
are hum log wo yah hai ki aap logo ne loan le liya hai Rupee Loan App se lekin
ab aap logo ko doosra main baat yah pata hona bahut zyada zaroori hai ki aap
logo ko jo loan mil raha hai wo aap logo ko kitne samay ke mil raha hoga kyunki
aap log jaante hai ki yah ek main facts mein se ek hai to aapko mai bata doo ki
sabhi loan platform ka loan ke type different hote hai isi wajah se aapko loan
ka duration bhi loan ke types and loan ke amount ke according alag dekhne ko
mil jaata hai lekin agar hum baat kare ki
Rupee Loan App se aapko loan kitne samay ke liye mil jaata hai..
To aapko mai bata doo ki Rupee
Loan App se aapko 3 months se lekar ke 24 months tak ka loan amount ka duration
ya deadline mil sakta hai..
Rupee Loan App Se Kon Kon Loan Le Sakta Hai?
To abhi hum baat karte hai ki
just suppose maine aapko Rupee Loan App
ke bare mein sabhi details barabar de dii hai lekin yah baat bhi aapka jaana
utna important hai jitna aapka yah jaanna hai ki aap log loan to le rahe hai
lekin uss loan ko pane ke liye eligibility ya criteria kya wo sab hai to wo
saari baatein mai aap logo ko batane wala hoon..
1.
Aar aap logo ko Rupee Loan
App se loan chahiye to sabse pahli requirement iss chhij ki hai aapko yaha se
loan lene ke liye ki aap ek Indian residential hone chahiye..
2.
Aur apni Indian residential
ko proof karne ke liye apke paas wo sabhi required documents hone chahiye jisse
aapke eKYC verification complete kee jaa sake..
3.
Iske alawa baaki ke
additional documents ki like aap jo kaam karte hai yaani ki occupation verification
usse related aapke paas sabhi documents hone chahiye..
4.
Agar aapko Rupee Loan App se
loan lena hai to kam se kam aapki age 21 saal honi chahiye…
5.
Aur zyada se zyada 59 saal..
6.
Aapke paas aapka active bank
account hona chahiye jisme aap apne Rupee Loan App ke through apply kiye gaye
loan ko le sako..
Rupee Loan App Se Loan lene Ke Liye Documents:-
To abhi jaise maine aapko yah
chij bata dee hai ki aap logo mein se jisko bhi Rupee Loan App se loan lena hai
uski kya kya requirements hai jise aap logo ko fulfil karna hoga abhi mai aap
logo ko yah batane waala hoon ki aap log jab Rupee Loan App se loan apply karne
jaayenge to matter aapka yah karta hai ki aap log loan apply karte waqt konse
required documents hai jise aapko upload karna hoga..
1.
To sabse pahle aapko jo pahle
documents ki need hogi wo hogi aapki personal documents jisse aap logo ki eKYC
verification ko complete kiya jaa sakega iske liye (Aadhar Card, Pan Card,
Voter ID Card) de sakte hai..
2.
Iske alawa jo ab aapko next
documents chahiye honge wo hoga aap logo ka residential verification jisse aap
logo ka location identity ko check karenge iske liye (electricity bill, driving
liscense ) de sakte hai..
3.
Ab next document mein jo
aapko need hogi wo iski ki aapke paas jo kaam jai jo aapka occupation hai usse related
aapko information deni hogi jiske liye aapko yah karna hai ki uss kaam se
related documents like(FORM 16, Salary Slip) aap de sakte hai..
4.
Last mein aata hia aap logo
ka active bank account iss bank account ki aapko picchle 6 months ki bank
statement deni hogi ..

Rupee Loan App Se Loan Kaise Le / Rupee Loan
App Se Loan Apply Kaise Kare?
To abhi mai aapko wo sabhi
process batane waala hoon jise apply karke aap log jo hai wo loan le sakte hai
yaani ki Rupee Loan App se loan apply kar sakte hai..
1.
Sabse pahle aapko karna yah
hoga ki aapko apne phone ko on karke menu bar mein jaana hoga..
2.
Menu bar mein jaane ke baad
aap logo ko google play store application par click karna hoga..
3.
Iske baad app mein jaane ke
saath hi aap logo ko google play store app ke search bar mein Rupee Loan App
type karke search kar dena hai..
4.
Iske baad application ko
install kar lena hai..
5.
Rupee Loan App ko install
karne ke baad aapko iss app ko open karna hai and open karne ke saath hi aap
logo ko apne mobile numner se Rupee Loan App mein register kar lena hai..
6.
Then aapko isme sabhi basic
details daal deni hai and aapko loan par click kar dena hai..
7.
Ab aapko apna loan amount and
duration daal dena hai iske baad sabhi required documents upload kar dena hai..
8.
Iske baad aapko last mein ek
eSign and selfie upload kar dena hai..
9.
Ab aapki application requesr
review se pass hone ke baad aap logo ko jo loan hai wo aapke bank account mein
in a 24 hours mil jaayega..
Kya Sikha?
To aaj humne sikha ki aap log
kaise loan le sakte hai or loan kaise apply kar sakte hai to ismein humne jaana
ki aap log online loan kaise loge or us online loan ko kaise apply kar sakte ho
aur in depth mein jaakar dekhe to hum logo ne jaana ek app ki madad se aap log
loan kaise le sakte ho uss app ka naam hai Rupee Loan App hai or Rupee Loan App
se loan kaise le sakte hai saath hi Rupee Loan App se loan kaise apply kar
sakte hai basically in saari baato ko hum logo ne jaana hai ..
Ummid hai mujhe ki aap logo
ko yah post pasand aayi hogi, koi sawaal ho to comment mein pocche..
Dhanyavaad..
0 Comments