Hello bhaiyo,
Kaise hai aap sabhi log ummid
karta hoon ki bahut khush honge aur acche bahle honge aur aaj ki iss psot mein
aaj hum kucch zyada interesting karne waale hai aur saath hi aap logo mai kucch
aaj unique ways batane waala hoon sawaal aa sakta hai ki unique ways to chalo
thik hai samajh aa gaya hai lekin yah unique ways jo hum log use karenge wok is
chhij ke liye matlab aesa hum log kya karne waale hai to aaj ki yah jo post hai
bahut khaas aur bahut zyada hi interesting isi ek way se hone waala hai aur wo
isliiye bhi kyunki aap log jaantehai ki aaj ke time par logo ke liye loan lena
kitni badi sirdardi ban chuka hai logo o itni dikkatein aati hai lona lene ki
jiski koi had nahi hai aur aap poccho mat uss ek chhij ke bare mein lekin mai
aapko truth batana chahoo to mai aap logo ko bata doo ki jo bhi aap log soochte
hai ki aap ko loan nahi mil sakta because method limited hai aur options
limited hai mera sawaal just itna hai ki wakai mein yah jo baat kah raha hai
yah sach hai ya fir baat kucch or hi hai to mai aapko bata doo ki yah jo baat
hai yah sach bilkul bhi nahi hai iske ulat jo sach hai wo yah hai ki aaj ke
time par hi aapko loan lene ke itne saare ways khul chuke hai jaha par aap log
soch bh nahi sakte hai..
Aur sahi batao to agar aap
log loan aap kaha se le sakte ho agar dhang se aap sirf yahi dhoondhne baithe
to yakin aaono aapke kucch din kahi nahi gaye iss chhij ko dhhondhne ke liye to
mann mein khyaal aa raha hoga ki agar itne saare options hai to aaj tak wo
options haamre saamne kyun nahi aaye yaa
fir hume pata kyun nahi chala to mai aapko bata doo iss baat ka sabse
bada kaaran hai ki aaj tak aapko iss bare mein bataya hi nahi gaya and doosra
kaaran hai ki aapko iss baat ka hi hamesha believe raha ki agar aapko loan
milega to wo kisi official financial sector se milega ya to milega kisi na kisi
banks se jabki mai sahi bataoo aaj ki taarikh mien aap logo ko loan lene ke
liye kisi bhi jagah par jaana ho yah main kaaran hai hi nahi aap jaha par hai
kewal wahi se aap log loan apply kar sakte hai to baat aati hai ki hume kaise
pata chalega ki wo tarika ya wok on sa way hai jaha se aap log loan le sakte
hai to..
Tension lene ki aapko koi
need nahi hai because mai hoon naa mai
aap logo ko aaj yahi saari baatein batane waala hoon ki aap log kaise jo
hai gahr baithe loan le sakte hai and I know mujhe pata hai ki aap mein se
abhut se log mere iss baat ka shayad se trust bhi nahi kar rahe honge par yakin
maaniye ye ek dum reality hai aur saath hi saath aaj ki yah post likh bhi sirf
or sirf mai aap sabhi logo ke liye raha hoon jaha par mai aapko yah saarui
chhije jo hai detailed se aur process ke hisab se batane waala hoon to aapko
kya karna hoga to simply kahoo to aapko bass karna yahi hoga ki aap logo ko iss
post ko poora end tak read karna hoga taki aap logo aaj ki iss post mein mai jo
bhi chhije samjhane ki koshish karoo aapko sab kuch samajh mein aa jaaye to
aage badhne se pahle mai iss baat ko pahle explain kar doo ki aap logo ko ghar
baithe loan milega kaise …
To yah hoga kucch aese ki
jaise ki aap sab jaaate hai ki aaj ke time par digital india kitni tezi se boom
par jaha par wo saari chije jo kabhi ek jamane mein impossible si lagti thi aaj
ki taarikh mein wo sab aasan hai sab possible hai aur isi baat par zor dete
huye jo aaj ki iss post ko hum log l;ikh rahe hai aur job hi aaj aapko mai loan
batane ka method batane waala hoon poora wo jo process hai wo hai online jii
haa aapko jo mai detailed mai aaj batane waala hoon ki aap log kaise loan le sakte hai it means
ki aap log online loan kaise le sakte hai aur online loan apply kaise kar sakte
ahi yah saari cchije aapko aaj ki iss post mein clear karne waala hoon aur..
Isi ke depth mein aana ho to
maio aapko bata doo ki aaj ki issn post mein mai aapko ek application ke method
se loan lene ke bare mein poora system batane waala honn loan aplliucation se
iska matlab yah hai ki aap log online loan application se loan kis tarah le
sakte hai yahi baat mai aapko aaj ki iss post mein batane waala hoon to jis
loan application se aap log loan lene waale hai uss loan application kaa naam
hai loan tap jii haa uss app ka naam hai loan tap aur hum isi ke maadhyam se
aapko batane waale hai ki aap log kis tarike se jo hai loantap ki help se loan
apply kar sakte hai aur aaj ki iss post ko start karne se pahle ek chhota sa to
overview banta hai..
To mai bata doo aap logo o ki
aaj ki iss post mein hum log baat karne waale hai ki aap log kis tarike se
loantap app se loan le salte hai saath hi aap log kaise loantap app se loan
apply kar sakte hai aur yah saari chhije mai aapko aaj ki iss post mwein
detailed mai bataunga bass kijiye itna ki read kijiye poora post k our jitney
bhi steps and the process batane waala hoon use carefully follow kijiyega..
LoanTap
App Kya Hai?
To jaise ki yah baat maine
aapko upar overview mein detailed mein clear kar dee hai ki kaise aap log jo hai Loantap App se loan
kaise le sakte hai or kaise aap Loantap App se loan apply kar sakte hai aur yah
point mujhe acche se yaad hai lekin..
Validation ke hisab se yah
batana bahut zyada zaroori hai mere liye ki mai aapko aaj jaha kahi se bhi loan
lene ke bare mein batane waala hoon wo kya hai kaisa platform hai or kya aapka
waha se loan lena safe isliye mai aapko
pahle yah baatein clear karna chahta hoon isliye aapko sabse pahle yahi chhij
clear karna chahta hoon to sabse pahle pahle baat kare iss application ki to
iss application kaa naam hai loantap application yah aaplication ek loan
providing service platform hai jaha se aap log loan le sakte ho baat kare agar
iss application ki to aap yaha se instant and personal loan dono hi type ke
loan le sake hai iske alawa baat kare ki kya iss application se loan lena aapke
liye safe and secure hai to iska jawaab hai bilkul jii haa aap log yaha se
loan le sakte hai bina kisi pareshani
ke.
LoanTap App Aapko Kitna Loan Deti Hai?
A hum baat kare agar ki aap
logo ko ab yah pata chal chuka hai ki aap logo ko yaha se loan jo hai wo milega
aur yaha se loan lena aapke liye safe and secure ho sakta hai ab hum karte hai
main baat jaise ki aap log jaante hai ki kisi bhi loan platform ke paas aap log
loan lene ke liye jaate hai to aapke dimag mein kaafi saari chhije hoti hai
jaise ki aap jis jagah se loan le rahe hai yah aapko kitne amount tak ki aap
logo ko loan amount provide karwa sakta hai saath hi iske alawa jaise ki aap
jaante hai kisi bhi place se aap loan lene jaate hai to yah baat bhi mind mein
rahti hai ki jaha se aap log loan lene jaa rahe hai wo aapko loan amount kitne
time ke liye provide karwa sakta hai aur saath hi jo loan milega aapko uss par
kitna percent interest rate lagega aur bhi bahut kucch to yah saari baatein hum
log jaanenge aura age chalke post mein lekin sabse pahle agar mai baat kar loo
ki aap logo ko LoanTap App kitna loan amount provide karwa sakta hai…
To mai aapko ek approx
numeric value bata sakta hoon kyunki agar aapko exact jaanni hai to jaise ki
yah baat aaplog bhi acche se jaante hai ki jitney bhi loan service platforms
hote hai wo loan to dete hai lekin unkepas sirf ek multiple type nahi hota loan
ka unn ke paas bahut se option hote hai loan types ke aur un alag alag loan types ke alag alag loan amount
bhi hota hai to ab aese mein just example basis par aap logo ko mai bata doo ki
aap log
LoanTap App se lagbhag
10k-100k tak ka loan amount le sakte hai..
*’’k’’ is equal to 1000
rupees for example 1k
LoanTap App Instant Loan :- to ab jaise ki hum log baat kare ki jaise
maine upar aapko bataya tha ki alag alag loan hote hai inke kayi saaare types
available hote hai usi mein se e ahbi instant laon service jii haa iss service
ke andar aap logo ko loan mil jaata hai lekin jo loan amount hota hai wo loan
aapko kaafi kam dekhne ko mil jaata hai aur exactly baat yah hai ki aap log
tatkal mein loan apply karte hai and tatkal mein loan apply ka aap log acche se
jaante hai ki aapko loan amount kam milta hai lekin iss types ke loan mein ek
chhij ka faayda milta hai aur wo iss baat ka ki aapko iss types ke loan par koi
zyada interest rate nahi dena padta..
To abhi baat kare ki aapko
kitne amount tak ka instant loan mil jaata hai LoanTap App se to yaha par aapko
kam se kam 1k-20k tak ka instant loan mil jaata hai ..
LoanTap App Personal Loan:- To ab jaise hum baat karte hai ki jaise ki
aapko pata hai ki upar maine aapko bataya ek instant loan ke bare mein LoanTap
App se ab mai batata hoon next loan type jo ki hai personal loan jii haa
personal loans se aap log samajh chuke honge ki yaha par jo aappko loan amount
milne waala hai wo loan amount aapko zyada dekhne ko mil jaata hai saarth hi
baat kare to iss type ke loans par ek faayda yah bhi rahta hai ki jo aapko
duration hai wo loan ki wo aapko zyada samay ke liye mil jaati hai..
Baat kare agar ki aapko
LoanTap App personal loan kitna mil jaata hai to yaha par aapko minimum
50k-100k tak ka loan mil sakta hai..
LoanTap App Se Kitne Dino Ke Liye Loan Mil Jaata
Hai?
To abhi agar hum baat kare ki
aapko kitne time ke liye loan mil sakta hai LoanTap App se to yah to mai aapko
abhi bata hio deta hoon lekein iss pahle mai aapko yah bata doo ki jaise abhi
maine upar aapko kucch points ke bare mein bataya tha like ki jaise aap log jab
loan lene jaate hai to kucch mandatory things ko bhi mind mein rakhte hai same
isi tarike se hum log pahle point ki baat karte hai ki jab aap log kisi bhi
bank , financial sector, ya online loan application se loan lene jaate hai to aapko
jo loan amount duya jaata hai uss loan amount ke saath mein aapko kucch
deadline yaani ki samay sima bhi dee jaati hai ki aapko iss loan amount itne
samay ke andar waapis lota dena hai and again yah baat ek most important baat
hai aur wo isliye kyuni kisi bhi loan ki timing jo hai bahut aham important
role adaa karti hai..
Baat kare agar LoanTap App ki
to mai aapko bata doo ki jis tarike se aapne dekha ki loan ke types alag hote
hai unn loan ke amounts alag hote ahi same isi tarike se loan ki deadline bhi
amount and loan types ke hisab se alag hote hai to baat kare LoanTap App ki to
iske bhi alag hi deadlines aapko dekhne ko mil jaayege baat kare agar time
duration ki to approximately apko yaha par 4 months se lekar ke 18 months tak
ka loan duration ka time aapko dekhne ko mil jaayega..
LoanTap App Se Loan Lene Par Kitna Byaz Dena
Padta Hai?
To jaise ki aap log yah baat
jaante hai ki abhi maine upar aapko detailed mein bataya ki kis tarike se loan
jo hai aapko kitna milta hai kitne samay
ke liye bhi mil jaata ahi to ab hum baat karte hai ki jab aap kisi bhi loan
companies se loan lete hai to aapko loan dene se un loan companies ka kya
faayda hota hai kabhi socha hai to mai aap logo ko bata doo ki jab aap logo ko
bhi loan providers loan provide karwate hai to usmein jo hai loan job hi aapko
dilwata hai uska bhi bada faayda hota hai uss filed mein aur sahi maayno mein
kaha jaaye to isse unka jo loan dene waalo ki kamai bhi hoti hai ki jab wo aap
logo ko loan dete ahi to uss par banne wale interest rate se jo hai wo loan
waale apni earning karte hai aur yah hota kaise hai jab aap log loan lete hai
to uss loan ke saath aapko ek time duration bhi diya jaata hai ki aap log iss
loan ko itne time mai pay kar sakte ho to wo jo aapko time period diya jaata
hai wo aapko iss liye diya jaata hai ki uss time period ke saath mein aapko uss
loan ka byaz bhi dena padta hai..
Ab agar baat karte hai
LoanTap App ki to jaise ki yah bhi ek application hai aur yah bhi ek loan
providing patform hai to sawaal hai kya yah bhi humse byaz legi to iska answer
hai haa bilkul aur uska fact maine aapko upar bata diya hai aur ab baat kare..
Ki LoanTap App aap se kitna
byaz legi to again yah saari baatein aapke loan amount par depend karti hai
lekin informational ke liye bata doo to yah app aapse 32% tak ka zyada se zyada
loan interest rate le sakti hai..
LoanTap App Se Loan Kon Kon Le Sakta Hai?
To abhi baat kare ki kon kon
loan le sakta hai to mai aapko bata doo ki ..’
1.
Agar apko LoanTap App se loan
lena hai to aap ek Indian residential hone chahiye..
2.
Iske alawa baat kare ki agar
aapko LoanTap App se loan lena hai to minimum aapki age jo hai wo 21 saal honi
chahiye or zyada se zyada 56 saal..
3.
Next ki baat kare to aapke
paas koi na koi occupation zaroor hona chahiye jisse aap log apne liye hue loan
amount ko pay kar sako..
4.
Aapke paas wo sabhi documents
hone chahiye jiske basis par wo aapki verification process ko complete kar
sake..
5.
Aur last mein aapke paas
aapka active bank account hona chahiye jisse wo aapke loan amount ko aapke bank
account mein bhej sake…
LoanTap App Se Loan Lene Ke Liye Documentation?
To aapko mai bata doo ki agar
aap log bhi LoanTap App se loan lena chahte hai to iske liye aapko konsi
documentation deni hogi..
1.
Sabse pahle aapko yaha par
loan lene ke liye aapke paas wo sabhi documents hone chahiye jisse aapki
verification process ko complete kiya jaa sake iske liye aapke paas (Aadhar
Card, Pan Card) de sakte hai..
2.
Next apke paas documentation
mein aapke paas residential address verification hoga iske liye aapke paas
(Electricity Bill,Rent Agreement) de sakte ho
3.
Iske alawa baat kare ki jaise
aapke paas job hi kaam hai aap log jo bhi kaam karte hai uss kaam se related
aapke paas documents hone chahiye like (Salary Slip, Form 16) de sakte hai..
4.
Last mein aapke paas apka
bank account hona chahiye jo ki active status ke saath hona chahiye aur iske
picchle 6 months ki bank statement aapko deni hogi.
LoanTap App Se Loan Kaise Le?
To abhi mai aapko process
wise batane waala hoon ki aap log kaise LoanTap App se loan le sakte hai..
1.
Sabse pahle aapko apne phone
ke menu bar mein jaakar ke google play store par click karna hai and then search par click karna hai
..
2.
Iske baad aapko search mein
type karna hai LoanTap and then result aane ke baad aapko ise apne phone mein
install kar lena hai..
3.
Iske baad aapko iss
application ko open karna hai and then aapko apne mobile number se signup kar
lena hai..
4.
Iske baad aapko apni sabhi
basic details ko fill karna hai..
5.
Then aapko apna loan amount choose
karna with duration time and then aapko
6.
Wo sabhi documents upload kar
dene hai job hi waha required hai ..
7.
Iske baad aapko last mein
apni ek eSignature and ek selfe upload karke request application par click kar
lena hai..
8.
Ap aapka application review
mein jaise hi status approved ho jaayega aapke account mein..
9.
24 hours ke andar jo loan
amount aapko receive ho jaayega..
Kya Sikha?
Sabse pahle humne yah sikha
ki aap log kaise online loan kaise le sakte hai or saath hi aap log kaise
online loan apply kar sakte hai aur iss baat ki depth mein jaaye to aapko
samajh mein aa jaayega ki jo aapka loan hai yah hamne ek onlilne application ke
through apply kiya jiska naam hai LoanTap App sur isse aap yah bhi kah sakte
hai ki iss post mein hamne commonly yah mention kiya hai ki aap log kaise LoanTap
App se loan kaise le sakte hai aur saath hi kaise LoanTap App se loan kaise apply kar sakte hai..
Mujhe ummid hai ki aapko yah
post pasand aayi hogi, koi sawaal ho to comment mein pooche
Dhanyavaad
0 Comments