Hello bhaiyo,
Kaise hai aap sabhi log umid
karta hoon ki sabhi log khush honge aur aaj ki yah post dobara se aap logo ke
liye bahut behtarin hone waali hai kyuni aaj ki yah post mein hum log baat
karne waale hai ki aap log loan kaise le sakte hai aur yah jo mai aap logo ko
aaj ki iss post mein tarika batane waala hoon ki aap log kaise loan le sakte
hai yah way sare ways se alag hai aur wo mai isliye kah raha hoon aaj ki iss
post mein hum log kucch waisi baat karne wale hai..
To aaj ki iss post mein hum
log baat karne waale hai ki aap log loanflix se loan kaise le sakte hai or
kaise aap log loanflix se loan apply bhi kar sakte hai or detailed mein aap log
janenge ki kaise aap log loanflix se instant personal loan kaise le sakte hai..
LoanFlix Kya Hai?
To sabse pahle mai aap logo
ko bata dena chahta hoon ki loan flix ek loan platform hai jaha se aap log loan
le sakte hai yah ek online application hai jo ki aap logo ko loan provide
karwati hai..
Isi ke saath baat kare to
aapka yaha se loan lena safe and secure hai aur wo isliye kyunki yaha yah loanflix app
RBI and NBFS ke under rules and regulation mein loan provide karwati hai..
LoanFlix Se Aapko Kitna Loan Mil Sakta Hai?
To sabse pahle mai bata doo
ki loan flix ke paas bhi baaki ke saaare loan application ki tarah aapko loan
ke lag alag types dekhne ko mil jaate hai ab aese mein hum log baat kare to
aapko yaha par aaj ki iss post mein hum log LoanFlix instant personal loan ke
bare mein bataunga ..
LoanFlix Instant Personal
Loan :- To ab hum jaise baat karte hai to aapko yaha se kaafi loan ke alag alag
types dekhne ko mil jaate hai isi same tarike se aapko loan flix par personal
loan mil jaata hai, ab baat kare ki kitne amount tak ka aapko yaha se personal
loan mil jaata hai to aapko yaha se 3000 se lekar ke 10000 rupees tak ka
personal loan mil jaata hai..
LoanFlix Se Aapko Loan Ka Byaz Kitna Dena Padta
Hai?
To sabse pahle mai aap logo
ko bata dena chahta hoon ki aap logo ko yaha par aaj maine sirf specific personal loan ke baarte mein bataya
hai to just isi ka ek scenario lekar ke baat kare to aapko yaha se loan ka jo
interest rate pay karna padega jise aam bhasha mein byaz dar bhi kaha jaata hai
to yaha par aapko annually basis par 34% tak ka dena pad sakta hai..
LoanFlix Se Loan Kitne Dino Ke Liye Mil Sakta Hai?
To ab hum janenge ki jaise
aap logo LoanFlix se loan lete hai to aapko yaha se loan lene ke saath hi kaafi
saari chhijo ko dhyaan mein rakhna padta hoga just like that ki aapko yaha se
loan lene par kitne percent interest rate ke basis par aapko loan mil raha hai
to aese mein ek aur factor jo ki kaafi zaroori hai jaana ki aapka LoanFlix se
loan lene par kitne dino ke liye aapko loan provide karaya jaa sakta hai aur
interest ke basis ki tarah hi hum log baat karte hai to yaha par as a personal
loan ke basis par aapko kam se kam 3 months se lekar ke 9 months tak ke liye
loan duration mil sakti hai…
LoanFlix Se Loan Kon Kon Le Sakta Hai?
To ab hum jaante hai ki aap
mein se kon kon person jo hai loan flix se loan le sakta hai..
1.
Sabse pahle to aapki nationality
Indian honi chahiye yaha se loan lene ke liye..
2.
Next mein aapke paas sabhi
eKYC documents hone chahiye..
3.
Aapke paas koi naa koi kaam
zaroor hona chahiye jisse aapki kam se kam 10k salary ho..
4.
Aapke paas ek active bank ac
zaroor hona chahiye..
5.
Aur last mein aapki kam se
kam 21 saal umar honi chahiye….
LoanFlix Se Loan Lene Ke Liye Documents?
To ab hum jaante hai ki aap
log jab LoanFlix app se loan lene ke liye yaa fir loan apply karne ke liye
jaayenge to aapke paas kon se wo required documents hone chahiye jisse aapko
loan mil sake…
1.
Sabse pahle to aapke paas
aapke sabhi eKYC documents like (Aadhar Card, Pan card) hone chahiye…
2.
Aapke paas aapki residential
documents bhi hone chahiye jisse aapki location check ki jaaye iske liye
(E-Bill) hona chahiye..
3.
Next mein aapke paas aapki
kaam ki details honi bahut zaroori hai like that ki (Salary Slip, Pay Slip) aap
de sakte hai..
4.
And the last mein aapke paas
aapka active bank ac ka statement hona
chahiye picchle 6 months back ka….
LoanFlix Se Loan Kaise Le/ LoanFlix Se Loan
Kaise Apply Kare/ LoanFlix Se Instant Perosnal Loan Kaise Apply Kare?
To ab hum finally jaante hai
ki aap log kaise LoanFlix app se loan apply kar sakte hai yaa fir kaise aap jo
hai LoanFlix se loan le sakte hain or wo bhi instant personal loan…
1.
To sabse pahle aapko google
play store par jaana hai iske baad aapko LoanFlixko install karna hai..
2.
Jaise hi yeh aapke phone mein
install ho jaaye aapko ise open karke sabhi basic details daal deni hai..
3.
Aur apne phone number se isme
signup kar lena hai iske baad jaise hi signup complete kar lenge..
4.
Aapke saamne LoanFlix ka
homepage aa jaayega iske baad aapko loan wale option par jaana hai waha jaane
ke baad apko loan choose karke and duration timing daal deni hai..
5.
Jaise hi yeh ho jaaye iske
baad aapko form fill up karke apply kar dena hai..
6.
Agar aapka loan approved hota
hai to in a 24 hours ke andar aapko aapka loan amount receive ho jaayega…
Kya Sikha?
To aaj humne jaana hai ki aap
log kaise LoanFlix se kaise loan le sakte hai or LoanFlix se kaise aap log
instant personal loan le sakte hai ye jaana hai..
Ummid hai ki aapko yah post
pasand aayi hogi, koi bhi sawaal ho to comment mein pooche..
Dhanyavaad
0 Comments