Hello guyz,
Kaise hai aap sabhi log
ummid karta hoon ki aap sab bahut khush honge aur apne apne gahro mein swasth
honge aur aaj ki yah jo post hai yah post basically tor par ap sabhi logo ke
liye likhi jaa rahi hai jaha par aaj ki iss post mein hum log janenge ki kis tarike
se aap log loan le sakte hai ji haa,
Ab yaha par
agar maine baat ki hai loan ki to aap log jaante hai ki jo loan hai aap log
basically banks mein jaakar lete hai ya fir kisi unauthorized sector se jaakar
ke aap log loan lete hai to aaj ki yah post isliye bhi special hogi kyunki aaj
ki iss post mein jaise ki aap log jaante hai ki jo koi bhi person hai hum log
agar yaha par example basis ke liye loan lekar hi chalte hai jaise kisi middle
class family mein loan le ke liye need hai aur aap log jaante hai ki unhen loan
ke liye mostly personal loan ki bahut zyada need hoti hai to aese mein agar wo
kisi official financial sector ke paas jaaye to usse bahut zyada samay lag
jaaye aur iss baat ki koi bhi guarantee bhi nahi hoti ki unhen loan milega
kyunki mostly loan jo hai wo middle class families walo ko hi lene mai kahi na
kahi dikkat aati hai iske baad hum log baat kare to mostly kin musibato ka
saamna karna padta hai middle class families ko to wo hoti hai mostly
documentation related problems aap jab bhi dekhenge dyaan se to aap log dekh
sakenge ki middle class families ko kahi na kahi loan related problems ka
saamna karna padta hai.
Ab aese mein aap sabhi
logo ne dekha hoga ki jab bhi loan koi middle class family ka person lene jaata
hai to use koi aesa nahi hai ki wo kisi business ke liye ya kisi type ke
startups related chhijo ke liye wo loan leta hai uske liye loan ka mostly use
ek hi kaam ke liye use hota hai aur wo hota hai ki agar usne kisi se paise
udhaar par liye honge to use uss amount ko pay karna hoga kisi na kisi type ki
emi ko pay karne ke pusrpose se uska use kiya jaa sakta hai saath hi kisi aese
kaam ke liye jo uska kaafi time se pending hi sirf isliye tha kyunki use kahi
se bhi loamn nahi mil raha tha to..
Ab baat karte hai ki jab
aese condition mein unn logo ko amount nahi mil paata hai tab wo kya karte hai
kyunki paise ki to unko need hai to aap logo ko mai bata doo ki jo bhi wo loan
lete hai mushkil aur rare cases mein hi aap kah sakte hai ki aapko jo loan hai
wo banks se ya kisi bhi official financial sector se mil sakta hai saath hi
baat kare to unn logo ki itni salary bhi nahi hoti hai jiske wait se wo log
kaam kar sake to aese mein logo ke paas sirf or sirf aakhiri option bach jaata
hai aur wo rah jaata hai kisi unofficial sector se loan lene kaa jii haa mai
aap logo ko bata doo ki jab koi bhi option nahi rah jaata hai to aese mein logo
ke paas ek hi kaam hota hai ki kisi relatives ya fir kahi or se jaakar ke wo
loan le le.
Lekin iss chhij se unn
logo ko kitne hi chhijo ka nuksaan karwana padta hai shayad mujhe lagta hai
nahi hai mujhe yah baat batane ki koi bhi need hai lekin haa kayi baar aesa
hota hai kiin jagaho se loan lene par aapka kaam ho jaata hai lekin mostly yah
notice kiya gaya hai ki aesi jagaho se loan lene par kaam ho chahe
aa ho inke inn loans ke interest rate mein insaan dab ke mar jata
hai to shayad se hum yah kah sakte hai ki ye or yaha se loan lena hum sabhi ke
liye bilkul bhi accha nahi hai..
To ab agar baat kare ki
jab hum log yah baat jaante hi hai ki hume yaha se loan lena nahi chahiye to
sawaal ab yah aa jaata hai ki thik hai fir ab loan lena kaha se chahiye to mai
aap logo ke aaj isi sawaal ka jawaab detail mein dene aaya hoon mai aaj aap
logo ko yahi batane aaya hoon ki aap log kis tarike se personal loan le sakte
hai or kaise aap personal loan apply kar sakte hai aur yah saari chhije aur job
hi tarike mai aap logo ko aaj ke iss post mein batane waala hoon yah poori
jaankari aap logo ko dhyaan se read karna hai or haa ek chij or jaise ki aap
log jante hai ki humara india jo hai usne digitalization ki aur jo hai apni
pahal shuru kar dee hai or iss baat ka fact..
Mai aap logo ko isliye
bata raha hoon kyunki aaj ki iss post mein mai aap logo ko job hi methods
batane waala hoon loan lene ke liye iske liye aapko kahi bhi bahar jaane ki koi
need nahi hone waali hai saare steps and process aapko ghar baithe hi follow
karna hai..
To mai sabse pahle aap
ko bata doo ki mai aap logo ko job hi steps batane waala hoon yah kis ke
maadhyam se batane waala hoon to dosto yah mai aap logo ko batauga ek
application ke maadhyam se jii ha yah ek online application hai to isse aap
logo ki ek aur queries ka jawaab aap logo ko mil gaya hai ki aap logo kaise
online loan kaise le sakte ho aur saath hi aap log online loan kaise apply kar
sakte ho aur jis app ka naam hai kredit one loan application jii haa aur isi ke
method se hum log aapko batane waale hai ki aap log kaise kredit one loan app
se loan le sakte ho aur saath hi kaise aap log kredit one loan app se loan
apply kar sakte ho to yah saari chhije mai aap logo kko step wise clear and
explain karne waala hoon aur baaki ki baatein bhi aap logo ko isi ke andar
dekhne ko milne wali hai isliye please post ko poora read kare..
Kredit one Loan App Kya
Hai?
To jaise ki aapko humara
aaj ka yah topic pata hai ki jaha par hum log baat karne waale hai ki aap log
kaise Kredit one Loan App se loan kaise le sakte hai aur saath hi aap log kaise
Kredit one Loan App se loan kaise apply kar sakte hai yah saari baatein mai aap
logo ko batane waala hoon lekin isse pahle ki mai aap logo ko yah saari chhije
bataoo ki aap log kaise le sakte hai loan lekin aapko sabse pahle yah baat pata
honi chahiye ki aap loan kaha se le rahe hai or kya yaha se loan lena aapke
liye sahi hai aur yah saari baatein mai aap logo ko bataunga..
To iss application kaa
naam hai Kredit one Loan application yah application officialy tor aapko google
play store mein mil jaayenge aur agar baat kare iss application ki to iss
application se aap mostly jo hai personal loan le saktehai aur baat rahi
personal loan ke alawa baaki ke loan ki to wo bhi aap log le sakte hai lekin
shayad uske liye alag criteria alag plans ho sakte hai to a bap log yah soch
rahe hai ki yah baat to samajh mein aa gayi ki hum log Kredit one Loan App se
loan le sakte hai lekin ab agar baat kare ki kya aapka Kredit one Loan App se
loan lena waakai mein sahi hai to iska jawaab haijii haa bilkull aap yaha se
safe and secure way se loan le sakte hai aur wo isliye kyunki yah jo loan app
hai yah bhaarat sarkar ke under mein work kari hai aur RBI ke sabhi guidelines
and regulation ko follow karti hai to in short baat yah hai ki aap log yaha se
safely loan le sakte hai..
Kredit one Loan App
Kitna Loan Mil Sakta Hai?
To jaise ki maine aap
logo ko upar bataya hai ki aap log Kredit one Loan App se aapko mostly mai
personal loan lena zyada prefer karoonga and personal loan ke alawa aap log
baaki ke bhi loan le sakte hai lekin un loans ke bare mein agar mein deeply
study karke aap logo ko bataoo to yah post bahut lamba jaa sakta hai isliye mai
aapko aaj ki yah post mein usi loan ke bare mein bataunga jo loan aapke liye
needful hogi saathi jis loan se waakai mein aapko in future benefits ho sakta
hai..
To baat karne se pahle
ek baat or mai aap logo ko bata doo ki koi bhi loan ka amount agar aap logo ko
janna ho to uske liye aap jab khud practically live loan lene jaayenge tabhi
aapko uss chhij ke bare mein pata lg sakti hai lekin agar baat kare ki aapko
kitna loan mil sakta hai kam se kam aur zyada se zyada to yah to mai aapko
numeric tor par definately bata sakta hoon lekin wo aapka approx ho sakta hai
kyunki kisi bhi loan platform ke plans and scheme badalte rahte hai..
To ab agar baat kare ki
aapko Kredit one Loan App se kitne tak ka loan mil sakta hai to yaha par aapko
40000 rupees se lekar ke 200000 tak ka loan mil sakta hai..
Kredit one Loan App
Personal Loan:- To abhi agar baat
karte hai loan ki to maine jaise upar aapko yah baat batayi thi ki job hi aapka
loan hai wo loan yaha par aapko personal loan dekhne ko mil sakta hai aur yaha
par jo personal loan ki jo category hai wo kucch types ke under mein hai to
agar hum baat kare ki Kredit one Loan App se aapklo kitna personal loan mil
sakta hai to yah batane se pahle mai aap logo ko bata doo ki jab kabhi bhi aap
log personal loan lete hai to personal loan ke andar aapko jo loan hai uska
loan amount aapko zyada mil jaata hai aur special baat isse bhi zyada yah hia
ki jo aapko loan mil ta hai uss loan amount ko pay karne ka bhi jo aap logo ko
samay milta hai yaani ki loan duration ye bhi aap logo ko bahut hi zyada mil
jaata hai..
To baat kare ki aap log
kitna personal loan le sakte hai Kredit one Loan App se to yaha par aap log Kredit
one Loan App se 40-50k tak ka loan le sakte hai aur wo bhi personal loan ..
Aur baat kare ki aap log
agar Kredit one Loan App ki plans ko read karo aur uss eligibility criteria ko
read karo to aap yaha se maximum 200k tak ka bhi loan le sakte hai..
Kredit one Loan App
Kitne Dino Ke Liye Aapko Loan Deta Hai?
So abhi hum log baat
kare ki jaise aap kahi se bhi loan lete hai kahi se bhi jab aaplog loan apply
karte hai to kaafi baato ko dhyaan mein rakhte hai like ki aap log loan kitna
le rahe hai uss loan ko aap log kis place se yaani ki kaha se le rahe hai uss
loan par aapko kitne zyada samay ka time milta hai jisse aap uss loan amount ko
pay kar sako aur saath hi uss loan amount par aapko kitna byazs dena padega to
kucch aesi baato ko jab hum log dhyan mein rakhte hai then hum log jo hai loan
ko apply karne ke liye jaate hai same usi tarike se aapko yah baat to pata lag
gayi hai ki aap log yaha se kitne amount tak ka loan le sakte hai lekin ab baat
aati hai ki wo jo loan hai wo aapko Kredit one Loan App se kitne samay ke liye
mil jaayega mera matlab tha kitne lambe samay ka aapko time mil jaayega jisse
aap uss loan amount ko pay kar sako to mai aap logo ko bata doo ki..
Kredit one Loan App se
aapko jo hai minimum loan amount ko pay karne ka jo time rahta hai wo rahta hai
aapka minimum 2 months aur zyada se zyada ki baat kare to aapko 48 months ka
time mil jaata hai zyada se zyada se loan amount pay karne ka Kredit one Loan
App mein..
Kredit one Loan App Se
Loan Lene Par Kitna Interest Rate Dena Padta Hai?
To jaise ki hum log ek
ek karke aapko detailed mein bata rahe hai ki kisi bhi jagah loan lene se pahle
aap ko kucch main bato ka dhyaan rakhna chahiye usi main baato mein se ek bnaat
yahi hai ki abhi upar aapko pata chala hai ki aap log kahi se bhi jab loan lete
hai to aapko loan den eke sath hi mein uss loan amount ko pay karne ka bhi time
milt hai aur uss baat ko aap log samajh chuke hai to abhi hum yah baat karne
wale hai ki aapko loan amount pay karne ka time to chalo mil gaya hai lekin ab
main baat aati hai ki aapko jo loan diya gaya hai kisi bhi loan platform ki
taraf se to ab uss loan platform ko bhi to apna revenue generate karna hoga jo
ki wo karega kaise uske liye wo log aapko jo loan provide karwate hai uss loan
amount ko aap log jitne bhi samay ke liye lete hai uss par laga dete hai
interest rate jisko hum log aam bhasha mein byaz bhi kahte hai to usi se kisi
bhi financial sector ki jo hai main revenue generate hoti hai aur agr baat kare
ki aapka Kredit one Loan App se kitna percent interest rate banta hai..
To mai aap logo ko bata
doo ki Kredit one Loan App se aap logo ka maximum 34% ka interest rate yaani ki
byaz ban sakta hai aur yah numeric jo hai yah salana matlab ki annually hai ..
Kredit one Loan App Se
Kon Kon Loan Le Sakta Hai?
To ab hum baat kare ki aap logo mein se kon kon jo hai Kredit one Loan App
se loan le sakta hai aur aakhir kya criteria ya kya eligibility hai Kredit one
Loan App se loan lene ki..
1. To mai aap logo ko bata doo ki agar aap log Kredit
one Loan App se loan lena chahte hai to sabse first critera hi yahi aa jaati
hai ki aapko yaha se loan lene ke liye aap Indian residential hone chahiye in
short kahe to bharat ke niwasi..
2. Next yah hai ki agar aap logo ko Kredit one Loan
App se loan lena hai to aap ke paas wo sabhi required documents honi chahiye
jiski need hoti hai loan lene ke liye aur jiski mada se aapke sabhi documents
ko verify kiya jaa sakta hai..
3. Next mai yah hai ki aako agar Kredit one Loan
App se loan lena hai to aapki jo kam se kam umar yaani ki jo age honi chahiye
wo aapki 21 saal honi chahiye aur zyada se zyada 56 saal..
4. Next ki baat kare to aapke paas koi na koi
occupation zaroor se hona chahiye jisse iss baat ki surity ho sake ki aap yaha
se loan lene ke baad use repay bhi kar sakte hai…
Kredit one Loan App Se
Loan Lene Ke Liye Documentation:-
To abhi mai aapko yah
sab batane waala hoon ki ab mai aapko wo important documents batane waala hoon
jisko aapko bahut hi zyada need hone waali hai loan lete wakt aur wo documents
kon kon se hai yah maine point wise bataya hai..
1. To sabse pahle aap kahi se bhi loan lenge to yah
aapeke liye ek mandatory documents se ek hota hai jisse aapki personal identity
ko isse verify kiya jaa sakta hai saath hi saath aaapki eKYC bhi complete kar
sakte hai iske liye aapko apna ( Aadhar Card, Pan Card) de sakte hai..
2. Ab next par baat kare to mai aap logo ko bata
doo ki aapko jo next document upload karni hogi wo hoga aapka residential
document jisse aapki location identity ko verify kiya jaa sake iske liye aap
apne ( Electrticity bill, Rent Details) de sakte hai..
3. Ab next documents ki baat karoo mai to ab aati
hai yaha apr aapi occupational details jiske andar aapke kaamkaaj ki jaanakri
ko verify kiya jaa sakta hai iske liye aap ( Pay Slip, Salary Slip)den sakte
hai..
4. Last but not he least documents mein aapko apni
bank details deni hoti hai jiske andar aapko apna amount receive karna hota hai
isliye aapka account active hona chahiye oor minimum 6 months ki aapko bank
statement deni hoti hai..
Kredit one Loan App Se
Loan Apply Kaise Kare?
1. Sabse pahle aapko google play store application
par jaakar waha par search bar mein type karna hai Kredit one Loan App and then
app aane ke baad aapko ise apne phone mein install kar lena hai..
2. Next fir aapko iss application ko open karna hai
and aapko apna mobile number register kar lena hai then aapke saamne homepage
aa jaane ke baad..
3. Aapko loan option par click karna hai apna loan
amount choose karna hai and process par click kar dena hai..
4. Iske baad aapko apne sabhi details and documents
jo bhi waha required hai waha upload kar deni hia..
5. Last mein signature and selfie upload karke
request application par click kar dena hai..
6. Then aapka loan approved hoti hi in a 24 hours
aapka loan amount aapke bank account mein hoga..
Kya Sikha?
Aaj humne jaana ki aap
log kaise online loan kaise le sakte hai aur saath hi aap log online
loan kaise apply kar sakte hai aur online loan ke andar humne ek application
jiska naam tha Kredit one Loan App iss ke medium se jaana ki aap log kaise Kredit
one Loan App se loan kaise le sakte ho, aur saath hi Kredit one Loan App se
kaise loan apply kar sakte hai..
Mujhe ummid hai ki aapko
yah post pasand aayi hogi koi sawaal ho to comment mein pooche…
Dhanyavaad
0 Comments