Hello bhaiyo,
Kaise hai aap sabhi log ummid
karta hoon ki sabhi log khush honge aur apne gharo mein honge aaj ki iss post
mein hum log baaat karne waale hai ki aap log loan le bare mein aksar sochte
hai ki aap sabhi log loan kaise le sakte hai lekin mai aap logo ko bata doo ki
aaj aapko mai jis tarike se loan lene ke bare mein batane wala hoon yah ek
bahut hi kamal ka tarika hai aur yaha se loan lene ke liye aapko kahi bahar
jaane ki koi bhi need nahi hai..
To aaj hum aapko online loan
aap log kaise lenge usi ke bare mein proper jaankari dene waale hai to aaj
aapko hum batayenge ki kaise aap dhani app se kaise loan le sakte hai aur kaise
aap log dhani app se loan apply kaise kar sakte hai..
Dhani App Kya Hai?
To sabse pahle aap logo ka
yah janna bahut zyada zaroori hai ki dhani app kya hai aur kya aap logo ka yaha
se loan lena sahi hai iss baat ke baad hum log aapko aage ki cchijo ke bare
mein bhi batayenge..
To sabse pahle baat karte hai ki dhani app kya
hai to aapko mai bata doo ki dhani app ek loan providing service platformhai
jaha se aap log loan le sakte hai aur yaha se loan lena ek dam safe and secure
hai kyunki yah RBI ke rules and regulations ke under work karti hai..
Dhani App Se Loan Kitna Mil Sakta Hai?
To baat kare agar ki aapko
yaha se kitne amount tak ka loan mil sakta hai to yah to mai aap logo ko
bataunga hi aur pahle ek aur baat bata doo ki dhani app par aapko kaafi saare
alag alag types ke loan milte hai jaise dhani app personal loan, dhani app
business loan etc..
Dhani App Personal Loan:- To
baat kare agar sabse pahle to ek baat ki yaha se aap logo ko loan ka amount jo
hai 1000-1500000 tak mil sakta hai aur baat rahi dhani app personal loan ki to
mai apko bata doo ki iss types ke loan mein aapko loa amount zyada mil jaata
hai saath hi loan duration bhi to yaha par aapko minimum 1000-100000 tak ka
dhani app personal loan mil sakta hai..
Dhani App Se Aapko Loan Ka Byaz Kitna Dena Hota
Hai?
To dosto aap logo ko mai bata
doo ki waise to yaha par dhani app mei itne saare jaha aapko loan amount mil
jaata hai alag alag loan types ke hisab se wahi par agar baat kare loan amount
ke saath uska duration and interest rate bhi alag bhi alag hi hota hai..
To baat kare overall byaz ki
to mai aap logo ko bata doo ki yaha par aapko kam se kam 12% se lekar ke 24%
tak interest dena pad sakta hai…
Dhani App Se Aapko Loan Kitne Dino Ke Liye
Milta Hai?
To ab aapko mai bata do ki
aap log agar yaha se loan lete hai to aapko dhani app se loan kitne time ke
liye mil jaata hai to aapko ek baat bata doo ki jis tarah se yaha loan ka types
alag hai usi hisab se loan ki details bhi alag mil jaata hai..
To bata doo ki aap log agar
Dhani App se loan lete hai to yaha se aapko kam se kam 90 days se lekar ke 24
months ke liye loan mil jaata hai..
Dhani App Se Kon Loan Le Sakta Hai?
To aapko ab maio bata doo ki
yaha se loan kon kon le sakta hai kis kis person ko yaha se loan lene ke liye
konsi criteria ya eligibility ko follow karna hoga..
1.
Dhani app se loan lene ke
liye sabse pahle aap ek Indian residential hone chahiye..
2.
Aapki kam se kam age 21 saal
honi chahiye..
3.
Next aapke paas sabhi eKYC documents honi chahiye..
4.
Aapke paas koi na koi
occupation hona chahiye..
5.
Aapke bank account ka cibil
score behtar hona chahiye..
Dhani App Se Loan Lene Ke Liye Konse Documents
Hone Chahiye?
To ab mai aapko batata hoon
ki jab aap log loan lene jaaoge ya dhani app se loan apply karne ke liye
jaayenge to aapko kon kon se important documents dene honge:-
1.
To apko sabse pahle personal
details ko verify karwana hoga (Aadhar card, Pan Card)
2.
Next document mein aapke paas
address verification karwana hoga (Electricity Bill)
3.
Ab agle documents mein aapke
paas aapki occupational documents ki details honi chahiye…
4.
Last documents mein aapke
paas aapka bank account ka statement and aapke bank account ka better cibil
score hona chahiye..
To ab mai aap logo ko finally
wo steps ya process jo hai wo batane waala hoon jisse aap log dhani app se loan
kaise lene waale hai ya dhani app se loan kaise apply karne waale hai..
1.
To sabse pahle aapko apne
phone ke menu bar mein jaana hai or google play store app par click karna hai
then..
2.
Aapko Dhani App ko phone mein
install karna hai..
3.
Iske baad aapko iss app ko
open karna hai..
4.
Then aapko apne mobile number
se signup karna hai..
5.
Then aapke saamne homepage aa
jaayega iske baad loan ka amount and duration date select karni hai..
6.
Then aapko apni sabhi details
and and required documents ko upload kar dena hai..
7.
And fir application request
par click kar dena hai.
8.
If your loan is approved to
aapka loan amount aapke bank account meinn 24 hours ke anda r aa jaayega…
Kya Sikha?
To aaj humne sikha ki aap log
loan kaise apply kar sakte hai kaise online loan app se loan kaise le sakte hai
to humne apne aaj ki iss post mein baat ki hai ki aap log Dhani App se loan
kaise le sakte hai aur saath hi kaise aap log Dhani App se loan apply kaise kar
sakte hai…
Ummid hai ki aap logo ko yah
post pasand aayi hogi, koi sawaal ho to comment mein pooche..
Dhanyavaad
0 Comments