Hello bhaiyo
Kaise hai aap sabhi log ummid
karta hoon ki bahut khush aur acche bhale honge to aaj ki yah post zyada khaas
hone waali hai aur specially khaas unn logo ke liyehone waali hai jo ki iske
bare mein aksar socha krte the ki kaise hoga aha se jugaad karenge jii haa to
jaise ki aap sabhi logo ne title to post ki bekhubhi usko acche se read to
khair kar hi liya hai to aaj ki iss post mein hum log isi ek topic ek aare mien
discussion jo hai bahut hi deep yaani ki aap kah sakte hai ki hum log kaafi
depth mein inn baato ko samajhne waale hai too aap logo se mai hamesha jo ki ek
hi baat hai wahi ek baat jo hai mai again kahna chahoonga ki agar iss post o
poora deep mein read kar liya hai aur jo mai samjhana chahta hoon aur agar wo
baat aap log samajh gaye to aap itna samajh lijiye ki aaapka kaam aadha se
zyada wahi ho gaya hai or aesa mai kisliye kah raha hoon kyunki mujhe pata hai
iss bare mein aur ek baat jo ki hum log apni yah post abhi khair shuru karne
waale hai lekin mai aap logo ko ek baat kahna chahoonga ki agar aapkokoi bhi
vyakti kucch bhi samjhane ki koshish kar raha ho to zyada kucch nahi bas ek
baari wo kya kahna chahta hai iss baat ko bas ek dafa samjh kar dekhiye kya
pata aap jo samasya ka samadhan bahar dhoondhne ki koshish kar rahe ho aapko wo
jawaab usi ke andar mil jaaye..\
Haa jii to ab agar baat kare
ki iss matter ke upar to jaise ki aap log yah baat aaj ke time par bahut hi
acche se samjhte hai aur jaante hai ki jitni tezi se hare k chhij ki cost mein
increase ho rahi hai usi tarike se aap log deh paa rahe honge ki humara
currency apni value ko naa jaane khota hua saa dikh raha hai yaha par main baat
yah hai ki sab kucch hamare saamne hai iske baad bhi hum kucch bhi nahi kar paa
rahe ahi aur kucch naa kar pane ka main kaaran saaf baat hai inflation rate
itni tezi mein increase ho rahi hai ki aap to kya koi bhi iss chhij ko nahi kar
sakta aur itni inflation se paripoorn dunia mein aap dekh paa rahe hai ki
students jo hai wo ab bhi ek hi chhij ki tayyari mein lage hue hai aur mai
aapko sahi bataoo to aaj ki taarikh mein government jobs mein jo aapko salary milti hai wo uss hisab se nahi
hai jis hisab se aaj ke time par aapko chhijo ki kimat dekhne ko mil rahi hai
..
Ab aese mein kuch log sochte
bhihai ki chhodo job wob ka chakkar hum to bass kuchh apna hi karenge aur sahi
mein yah chij zyada better lagti hai mujhko as compare to jobs lekin kya lagta
hai sirf kah diya or kaam ban gaya nahi ji sabse badi baat hi yahi hai ki aaj
ke time par apna khud ka startup karna is a very difficult work ab mai iss
chhij ko bilkul impossible nahi kahoonga because yah baat aap bhi jaante hai ki
try karte rahe to defianately mil hi jaayegi lekin main baa tab yahi se shuru
hoti hai ki hame kya karna chahiye just suppose kisi bande ko idea bhi aaya
usne apne idea ko implement bhi kar liya lekin ab jaha mamla kharab hoga wo
hoga paiso ka aapko bhi ye baat pata hai ki shuruaat mein koi bhi startup
funding mangta hai kyunki aapko shuru mein apna koi business ho ya kucch bhi
paisa apni taraf se invest to karna hi padta hai halanki aesa nahi hai ki log
mana kar dete hai ki hum nahi karenge jabki baat yah hai ki problem yaha aati
hai kimiddle class families walo ke paas paisa hota nahi hai kyunki unko bas
khud ke need hi unki monthly salary se complete ho jaaye baaki to baat ki baat
hai..
To ab aese mein baat aati hai
ki karna kya chahiye aur ek baat yah
loan zaroor hota hai lekin aesa waala loan nahi hota ki aap log chahe to apne
relatives se lekar uss chhij ko kar sakte hai to ab aese mein jo aapka loan
amount hota hai uski raashi bahut zyada hoti hai aur aapko kya lagta hai ki aap
log kisi se iss demand par jaao ki wo aapko loan isliye de ki aap log apna
business startup shruru kar sake..
To yah baat aap bhi jaane hai
ki baat complete karne se pahle hi aapko no ka sign mil jaayega aur bade bade
financial sector ki aap baat karo to aesa nahi hai ki aap log waha jaakar loan
nahi le sakte hai bilkul aap le sakte ho lekin baat yah aa jaati hai ki jo aap
loan amount aap lenge sabse pahle aapko apne document verification wo sab aur
pahli baari mein kisi private sector waale financial service se laon lene mein
aati hai mushkikle to ab saaf sidhi baat kik kya kiya jaaye..
To mai aapko iss chhij ka
simple sa solution bataoo to aaj ki taarikh mien jo platforms aapke amount ko save
and secure karke rakhte hai banks ab wo aapko kucch aesi services de rahe hai
ki agar aap log chah rahe hai apna kucch karna to aapko business loan ki
service jo hai bank khud ba khud hi provide karwa raha hai to aaj ki iss post
mein hum aese hi ek naam chinh bank yaani ki baat karne waale hai ki aap log
bank of baroda se kaise loan le sakte hai jii haa aaj ke iss post mein aapko
mein yahi batane waala hoon ki aap log bank of baroda se business loan kaise le
sakte ho aur saath hi aaap log kaise bank of baroda se business loan apply kar
sakte ho in short kahoo to aap log .
Bank of baroda business loan
kaise le sake hai or aap log bank of baroda business loan kaise apply kar sakte
hai aur wo saari chhije mai aapko step by step clear karoonga to please aap log
iss post ko poora read kare..
Bank Of Baroda Business Loan Kya Hai?
To mai aapko yah pahle hi
clear kar doo ki mai aapko definitely explain karke batane waala hoon ki aap
log kaise online yaani kia aap log kaise Bank Of Baroda Business Loan kaise le
sakte hai saath hi aap Bank Of Baroda Business Loan iss loan ko kaise apply kar
sakte hai lekin isse pahle mujhe aapka introduction karwana bahut zaroori hai
ki jisse aap logo ko pata rahe ki aap log laon kis platform se aur kaha se
apply karne waale hai..
To sabse pahle mai aapko yah
bata doo ki yah koi service wagerah nahi khud pa khud ek bank hai jiska naam
hai bank of baroda aap log jaante hai iss bank ko iss bank mein bahut saare
logo ke accounts bhi honge to jaise ki aap yah jaaante hai ki har ek bank mein
laon service ka ek section hota hai or iss loan ke service section ke andar
kaafi loan dikhte hai aapko isi ko aap log kah sakte hai ki aap ko bank of
baroda officially tor jo hai aapko business loan provide karwata hai bilkul jii
haa to aaj ki iss post mein hum log isi ek concept ka explanation karne waale
hai..
Aapko mai bata doo ki bank of
baroda ek private bank sector hai lekin yah bank government of india ke rules
and regulation and RBI ke guidelines ke andar kaam karta hai isliye aapka yaha
se loan lena ek dum safe and secure hai..
Bank Of Baroda Business Loan Kitna Amount Tak
Ka Loan De Sakti Hai?
To ab yah baat sabse
important pad jaati hai ki jab aap log kahi se
bhi kisi bhi jagah se loan le rahe hai to yah baat factor karti hai ki
aapko uss jagah se kitna loan mil sakta hai to mai aapko yaha par iska bata doo
sabse pahle to jaise ki aap log yah baat jaante hai ki bank of baroda is a
india international bank to jab itna bada tag itne saare branches to aap log samajh
sakte hai ki inhone loans wagerah ke liye kitne type of sectional nikale honge
aur unhi types of section ke under aata hai aapka yah Bank Of Baroda Business
Loan to ab agar baat kare ki aapko bank of baroda maximum kitne amount tak ka
business loan provide karwa sakti hai to mai aapko bata doo ki yaha par aapko
maximum 10lakhs tak ka business loan mil jaayega..
Aur again ki aapka business
kis type ka hone waala hai yah uss par bhi nirbhar karta hai..
Bank Of Baroda Business Loan Se Loan Par Kitna
Interest Rate Dena Padta Hai?
To sabse pahle mai aapko ek
chhij clear kar doo ki jaise ki aap yah baat kaante hai ki aap jaha kahi se bhi
loan le liiye lekin aapko wo jo loan amount hai uss par interest aapko pay
karna hota hai kyunki wahi ek kaaran bhi hota hai jiski wajah se jo financial sectors
waale hai unki revenue unhi se hoti hai aur aapko mai clear karke bataoo to
kyunki aap jaha kahi se bhi loan le aapko interest to har yaani ki sabhi loan
amount par pay karna padta hai to ab mai aapko bataoo ki aap jaise kahi se like
aap instant loan lete hai uss instant loan aapko interest kam pay karna padta
hai usi tarike se aap personal loan lete hai uss par jo aapko interest hai wo
thoda sa zyada pay karna hota hai ab baat kare business loan ki to yaha to
waise bhi aapko loan amount kaafi zyada milta hai to aap log samajh sakte hai
ki aap ko jo interest hai wo kitna pay karna hota hoga..
Agar hum baat kare Bank Of
Baroda Business Loan ki to yaha par ho aapko loan ka interet hai wo aapko
yearly basis par 16% ka interest rate aapko pay karna padta hai…
Bank Of Baroda Business Loan Se Aapko Kitne
Dino Ke Liye Milta Hai?
To mai aapko batana chahta
hoon ki aap kisi bhi jagah loan lene jaayenge to aapko yah baat pata hoti hai
ki uss loan amount par aapko jo deadline milti hai wo aapko kitne samay ke liye
mil jaata hai to yaha oar agar mai baat karta hoon to aap log isse samajh sakte
hai ki aapko jo loan yaha se milega wo kitne dino ke liye mil sakta hai to yaha
par sabse pahle mai clear kar doo ki aapko jo loan amount ki duration jo dee
jaati hai wo aapko loan types ke according dee jaati hai jaise ki aap yah baat
jaante hai ki aapko jo loan milta hai yaha se kai saare types ke according
milta hai and the usi types ke andar jo hai aapko loan deadline dekhne ko milti
hai usi ke hisab se ..
Khair yaha par hum log baat
karte hai ki business loan lene par aapko uss amount ko repay karne ke liye
kitna time lag sakta hai to mai aapko clear kar doo ki yaha jo aapko loan
duration milti hai like aap personal loan lete ahi to aapko pata hai waha par
aapko jo loan duration hai wo mil aati hai lekin wahi chhij aapko instant loan
mein dekhne ko nahi milta reason kya hota hai kyunki laon ki amount kam hoti
hai usi hisab se agar hum log business loan ki baat kare to aapko yaha par jo
loan milta hai uska amount aapko zyada mil jaata hai jispar aapko time bhi
milega..
Baat kare agar Bank Of Baroda
Business Loan ki aap yaha se kitne samay ke liye loan ko le sakte hai to aam
baat hai ki aap yaha se loan ko lenge to aapko loan ka duration time bhi zyad
mil jaaya karegi.. like aapko 12 months se lekar ke 36 months is like 3 years
ke liye..
Bank Of Baroda Business Loan Kon Le Sakta Hai?
To mai aapko bata doo ki yaha
se matlab ki Bank Of Baroda se business loan lene ke liye aapke paas kya kya
eligibility honi chahiye ye mai aapko point wise clear karta hoon..
1.
Sabse pahle to jisko bhi
yaani jis bhi person ko Bank Of Baroda Business Loan chahiye uske paas bank of
baroda ka active account hona chahiye..
2.
And then jisko bhi Bank Of
Baroda se business loan apply karna hai uski kam se kam jo minimum age hai wo
21 saal honi chahiye aur zyada se zyada 56 saal..
3.
Next jinko bhi Bank Of Baroda
Business Loan chahiye uske paas wo sabhi documents hone chahiye jisse uss
person ki eKYC aani personal document se use verify kiya jaa sake..
4.
Bank Of Baroda Business Loan
lene ke liye aapke paas aapke kaam sambandhit database yaanni ki documents hone
chahiye like business documents…
5.
Bank Of Baroda Business Loan
se loan lene ke liye agar aapke paas koi addition documents hai like TAN no. ya
or kucch bhi to waha par upload aap log kar sakte hai..
Bank Of Baroda Business Loan Lene Ke Liye
Documents?
To ab main baat aati hai ki
aap log agar bank of baroda se Bank Of Baroda Business Loan lena chahte hai to
aapke paas wo konse required documents hone chahiye jisse aap log loan le sake
hai..
1.
Sabse oahle aapko Bank Of
Baroda Business Loan lene ke liye aapke paas khud ka eKYC documents completely
hone chahiye jisse aapke human identity ko verify kiya jaa sake iske liye aap
log apne (Aadhar Card, Pan Card) de sakte hai
2.
Next jo aapke paas required
documentation honi chahiye wo honi chahiye aapke paas aapke kaam ke related ki
aap jaha kaam karte the uska information yani documents uske liye aap ( Salary
Slip, Pay Slip) de sakte hai..
3.
Ab baat aati hai next
documentation ki to aapke paas aapka business ke sabhi documents hone chshiye
unko aapko valid prrof karna hai ki aap yah loan business ke liye le rahe hai..
4.
Next jo documents hone
chahiye aapke paas wo aapka residential address proof / business address proof
hona chahiye iske liye aap apna ( Electricity Bill, Rent Aggreemnet) de sakte
hai..
5.
Next aapke paas koi addition
documents like TAN No. GST No. ya etc kucch bhi ho to wo aap as a documentation
submit kar sakte ho..
Bank Of Baroda Business Loan Se Hi Business Loan
Kyun Le?
Ab yah jo sawaal hai yah
aapke dwara man mein aaye sawaaalo mein se ek zaroor ho sakta hai kyunki aaj ki
iss post ko hum detailed mein complete kar rahe hai to batane ka maksad yah bhi
hona chahiye ki aesa wok on sa reason hai jiske behalf par aapko yahi se
business loan lena chahiye..to mai yah baat aapko point wise clear karne ki
koshish karoonga..
1.
Sabse pahle Bank Of Baroda
Business Loan se loan lene ka pahla benefit yah hai ki yaha par loan pane ke do
methods hai pahla to yah hai ki aap branch jaakar le sakte hai and the second
and jo mai apni post mai bhi bata raha hoon jo ki hai online method to aapke
paas choice hai ki aap kahi se bhi loan apply kar sakte hai..
2.
Second thing yah hai ki Bank
Of Baroda Business Loan lena ek official bank ke through hai or iss bank ki
baat kare to yaha se loan aap safe and secure way se le bhi sakenge kyunki yah
india ke top level banks mein se ek hai..
3.
Yaha se aapko Bank Of Baroda
Business Loan isliye lena chahiye kyunki sabse zyada business loan amount sabse
kam interest par aapko yaha se mil jaata hai…
4.
Bank Of Baroda Business Loan
se loan lene ke baad aapke paas wo kai saare options hai jinse aap iss loan
amount ko chuka sakte ho kafi zyada yaha par aapko payment methods mil jaate
hai..
Bank Of Baroda Business Loan Kaise Apply Kare?
To ab mai aapko batane wala
hoon ki aap log kaise Bank Of Baroda Business Loan apply kar sakte hai poora
process aapko detail wise clear karoonga mai ..
1.
Sabse pahle aapke paas ya to
aapka phone ya laptop koi ed device hona chahiye iske baad
2.
Aapko uss device mein apna
browser open kar lena hai then aapko iske baad
3.
Aapko Bank Of Baroda ki
official website par visit karna hai or haa yah baat yaad rakhna hai ki aapke
paas Bank Of Baroda ka active account hona chahiye..
4.
Fir aapko uss site ke login
portal par click karna hai or waha par apne register mobile number and the
customer id ke through login kar lena
hai..
5.
Then aapko home page show
karega waha par aapko loan ka section show karega fir aapko business loan
select karna hai fir aapko
6.
Ek form milega usmein aapko
sabhi detail fill up kar deni hai aur last mein ek aapko eSign bhi kar dena
hai..
7.
Then waha par jo jo required
documentation ki need ho use waha par upoad kar dena hai..
8.
Iske baad aapki loan request
jaa chuki hai ab aapko 24 hours wait karna hia if your loan will approved to
aapko loan aapke account mein receive ho jaayega..
Kya Sikha?
To dosto finally aaj ki iss
post mein hum logo ne sikha ki aap logo kaise business loan le sakte hai matlab
aap log business loan kaise apply kar sakte hai aur isi ke depth mein hum jaaye
to humne sikha ki aap log kis tarike se Bank Of Baroda Business Loan kaise le
sakte hai or aap log kaise bank of baroda se Bank Of Baroda Business Loan apply
kar sakte hai isko hume detail mein samjha hai..
Ummid hai ki aapko yah post
pasand aayi hogi …
Dhanyavaad
0 Comments