So namaskar bhaiyon kaise hai aap sabhi log ummid karta hoon aap log bhale acche honge khair aaj hum dobara se aa chuke hai aap sabhi logo ke bich jaha par hum baat karne waale hai ki aaj ke iss time par loan ki value kis tarike se badh chuki hai jii haa aaj ke iss time par aap log acche se jaante hai ki logo ke dwara kitne loan amount daily basis par liye jaa rahe hai aur log uss loan ki value amount se apna kaam bhi acche tarike se kar rahe hai..
Lekin jaise ki yah baat hum
bhi jaante hai or aap bhi ki aaj ke time par loan amount ko uthana itna bhbi
aasan nahi hai jitna sirf sunne mein lagta hai ki chalo loan le lete hai kyunki
agar aap loan lene ke process ko deply study karoge to aapko ek baat acche se
samajh mein aa jaayegi ki loan lene ke liye aapko wo saari details deni padti
hai jitni details naa to aap kabhi property ko purchase karne jaayenge tab
aapko pata lagti or naa hi tab jab aap kahi kisi ko loan amount khud apni taraf
se dete ho..
Lekin specially aap ja kisi
formal sector se loan lene jaate ho
specially aapse wo saare documents le liye jaate hai jab aap apni saari details
ko acchi tarike se submit karte hai tab aapko bhi pata chalta hai uss wakt ki
accha loan lene mein kya itni pareshani hoti hai lekin agar abhi hum iski
chhodkar yah baat karte hai ki loan lene ke chalo humne formality saari
complete kar dee ab baari aati hai lolan lene ki to kya ab wo hume mil jaayegi
isska jawab hai itna bhi aasan nahi hai ki loan ke liye aap apni taraf se
subkucch complete kar do to aapka loan approval instantly mil jaayega …
Kyunki aapne just kaam finish
kiya hai apni taraf se naa ki unki taraf se to unki taraf se bhi jab tak
approval status success show nahi kar jaata tab tak to aap rukiye please aese
mein chaliye yah to baat ho gayi loan approval ki lekin ek baat aap log bhi
acchi tarike se jaante honge ki sabhi logo ke paas wo saare documents available
hi nahi hote hai jitna ki unko need hoti hai to ab baat aati hai ki aesa hota
kyun hai..
Dekhiye sabse pahleto baat
yah aa jaati hai ki mostly jo documents wagerah loan aply karne ke liye bank or
jo official financial sectors mein maange jaaate hai wo pahli baat hote hio
nahi it means reason yah hai ki mostly logi ke wo documents bane hi nahi hote
aur doosri baat yah hai jinke hote bhi to unke loan approval ko reject yah
bolkar kar diya jata hai ki your documents is outdated ya expired please update
it or bhi bauhut saari baaateinn..
Aur agar aapne iss step ko
follow kar liya to uske baad aap log bhi jaante hai ki loan koi bhi vyakti leta
hai ki usko koi bada amount kisi ko chukana hota hai ya kisi occasion ke
organization ke liye bhi yaa kisi bade kaam ko karne ke liye aese mein agar
kaam bada hai to normal hi hai uss kaam ke liye amount bhi bahut zyada bada
lagne waala hai lekin baat aati hai ki wakai mein jinko bada amount chahiye
hota hai wo to chalo apply karte hai loan ke liye par jinke paas koi bada need
nahi hota kya wo loan apply nahi kar sakte hai..
Dekhiye as a rules or
validation ke hisab se aap chahe paisa 1 rupees ka lo ya 1 lakh ka loan is a
loan lekin ye baat aap formal sector ko unke hisab se nahi samjha sakte just as
a reason ki unke according loan amount hota hai bada to kya iss hisab se jin
logo ko bada loan amount nahi chahiye ya fir jinhen unn loan ki zaroorat hi
nahi hai jin logo ko sirf small amount ka short time ke liye loan chahiye kya
wo log loan apply nahi kar sakte hai …
Iska jawaab hai bilkul haa
aap log loan apply kar sakte hai or agar mai aaj ke iss time ki baat karta hoon
to aaj jis tarike se digitalization se speed pakdi hai or logo ko sabhi hi
field mein yaha par easy to access mil raha hai same usi tarike se financial sector ko bhi bahut zyada
easy to access form mein laya jaa raha hai ..
To in short baat karoo to aap
loan amount le sakte ho jii haa aap log loan le sakte aur wo bhi in short small
amount ka loan you will to take it aur baat jaane ke baad aapke jo mostly
queries hote hai wo solve ho jaayenge jaha par aap log dhondhte the kik how to
take online loan yaa fir how to apply loan online hindi mein baat kare to online
loan kaise le or online loan apply kaise kare inn chhijo to mai clear karoonga
aaj ke jo is post mein mai aapko bataoonga wo bataoonga ki aap log online app
se loan kaise le sakte ho..
To jis application ke bare mein
aaj hum iss post mein baat karne waale hai uss application ka smartcoin app ji
haa aaj hum samrtcoin app ke bare mein hi baat karne waale hai jaha par mai
aapko bataunga ki ap log smartcoin app se loan kaise lenge yaani ki smartcoin
app se loan apply kaise kar sakte hai aur isi ke andar jo baaki ke queries aati
hai ki smartcoin app se aapko loan kitna milega saath smartcoin app se lolan
lene ke liye kon kon se documentation chahiye or aap mein se kon smatcoin app
se loan le sakte hai to inn saari bato ko jaanne ke liye please post ko poora
padhiye…
SmartCoin App Kya Hai?
To hum aage to khair bahut
baat karenge smartcoin app ke bare mein jitna sab kucch upar aapko as a
overview bataya gya hai wo bhi aapko bataunga lekin pahle hamara farz yah banta
hai ki aap logo ko yah batayen ki what is smartcoin to aapko mai bata dena
chahta hoon ki smartocoin app ek tarah ki aesi application hai jo valid tor par
google ke play store par available hai or yah application ek tarike ki loan
providing application hai ab hum baat kare to yah application aapko minimum to
minimu amount dene ko tayyar hai as a loan ke roop mein…
Smartcoin App Se Aapko Kitna Loan Mil Sakta Hai?
To jaisa ki maine yah baat
hamesha aap logo ko samjhayi hai or hamesha hi samjhate hue aaunga ki jo banks
ya financial sectors ho chahe wo online ho ya offline wo aapko loan provide
karwati hai to type of loan ke hisab se aesa koi bhi loan platform nahi hai jo
aapko loan provide to karwata ho lekin without type because chhoti se chhoti
level ki finance application bhale hi kyun naa ho unke paas atleast two types
of loan available hota hi hai aesa hi smartcoin application mein bhi hai..
Halanki yaha par sirf aapko
two type of hi nahi multiple type of loan milte hai lekin sabhi ko agar mai
exaplain karne baitha to bahut bada article ban jaayega aese mein mai aapko
sirf or sirf two main types of loan bataunga smartcoin application mein lekin
aapko just as a samjhane ke purpose se mai aapko bata deta hoon ki aapko
minimum to minimum or maximum loan amount kitna mil sakta hai..
So just as a numeric tor par
dekhe aap to yaha par aapko 800 rupees se lekar 400000 rupees tak ka loan bahut
hi pyar se mil sakta hai halanki yah jo amount ka number jo hai upar niche ho
sakta hai because of the type of loan lekin itna aapko mil sakta hai without
any doubt..
SmartCoin Instant Loan:- To ab hum baat karte haio to jaise ki aap
log yah baat acche se jaante hai ki instant loan kya hota hai kyunki mamine
aapko yah cchij abhut hi acche tarike se samjhayi hai lekin agar mai aapko yah
again explain karna chahhoo to instant loan mein aap jo baat hum log upar kar
rahe the ki aapko chhota amount bhi yahan par yaani ki instant loan ke tor par
mil sakta hai smartcoin application ke andar to yaha par instant loan ke andar
aapko loan amount chhota milta hain or loan aapko minimum interest rate par mil
jaata hai..
To numeric rate ke tor par
hum baat kare to yaha se jo aapko loan amount milne ki starting hai wo aapko
minimum 800 rupees se aap smartcoin application se instant loan le sakte hai..
SmartCoin Personal Loan :- Ab hum baat karne waale hai ki aap log
samtcoin application se loan wo bhi personal lan kaise le sakte ho to iska
jawaab hai jii ha aap log yaha se personal loan ke liye bhi apply kar sakte hai
kyunki jaise aap log jaante hai ki big loan amount personal loan mein hi
provide kiya jaa sakta hai naa ki instant loan kyunki waha par bhi koi bhi loan
amount provide karwana as a instantly ek limit mein hi dee jaa sakti hai to
agar hum baat karte hai personal loan lene ke benefits ki to yaha apr aapko
loan amount zyada mil jaata hai saathi saath wo loan amount aapko log duration ke
lye mil jaata hai..
Agar hum smartcoin
application ki personal loan ki baat kare to aapko yaha se personal loan amount
jo aapko mil sakta hai aur jo aap log aply kar sate ho wo aap 50000 rupees se
lekar 400000 rupees tak ka kar sakte ho..
SmartCoin App Se Kitne Dino Ke Liye Loan Milta
Hai?
Ab hum aapko yah batane waale
hai ki suppose karo ki aapne kahi se bhi loan apply kiya aapka loan approved
bhi ho gaya lekin sabse badi baat yah aati hai ki aap loan le kitne din ke liye
le rahe ho saath hi aapko loan amount provide kitne dino ke liye kiya jaa raha
hai..
Khair baaki financial sector
ki to mai aapko bata nahi sakta hoon lekin
mai aapko smartcoin application ki to zaroor hi bataunga ki aapko yaha
se loan kitne dino ke liye mil sakta hai or again mai aapko jo yah information as
a accurate to nahi bata paaunga kyunki job hi loan duration milti hai aapko jab
aap log loan apply karte hai to uss waqt aapko type of loan and the loan amount
ke hisab se aapko loan duration provide kii jaati hai..
To ab hum baat karte hai ki
smartcoin app se aapko loan kitne dino ke liye mil sakta hai to aapko mai
inform kar dena chahta hoon ki yaha se aapko jo loan amount minimum duration 2
months it means 60 days se lekar aapko 6 months around 180 days ke aaspaas mein
dekhne ko mil jaati hai….
SmartCoin App Se Loan Lene Par Aapko KItna
Interest Rate Dena Padta Hai?
To abhi humne just baat ki thi
ki aapko loan amount jab aap log lete ho to aapko wo loan amount kitne dino ke
liye mil jaati hai or mai agar baat karta hoon ab next important point ki aur
wo yah hai aapko jo loan amount milta hai wok is interest rate ke hisab se
aapko mil jaata hai matlab ki aapke loan amount par kitna byaz lag raha hai
aapko agar yah baat pata hai interest rate waalil tab to bahut acchi bat hai or
agar nahi pata hai to pata karke loan le kyunki isme insaan bada ganda fas
jaata hai..
Khair hum smartcoin ki baat
kar rahe the to mai to aapko mostly samrtcoin ke bare mein hi bataunga ki aapko
loan yaha s ekis byaz dark e according mil jaata hai matlab ki kis interest
rate ke hisab se to aapko mai clarify kar doo ki yaha se aapko minimum 0%
interest rate se lekar maximum 30% tak ka interest raste lag jaata hai or
hamesha ki tarah kahna chahonga ki interest rate bhi aapka loan of type aur
loan amount par depend karta hai…
SmartCoin Se Hi Loan Kyun Le?
To waise dosto waise iss
sawaal ka jawaab mai aapko chahoo to eh hi line mein de sakta hoon par kyunki mere paas iss sawal ke
ek hi nahi balki multiple jawaab hai to mai uss jawaab ko clarify karna
chahoonga..
1.
Sabse pahle sabse khaas baat
ki yaha se matlab ki smartcoin application se loan lene par aapko bahar jaane
ki kahi bhi koibhi zaroorat nahi hai aap ghar baithe hi yaha se loan apply kar
sakte hai..
2.
Next point yah hai ki
smartcoin se loan lene par aapko minimum amount bhi as a loan mil sakta hai
smartcoin application ki madad se..
3.
Next point yah hai ki yaha se
aapko kam interest rate mein bhi loan mount mil jaata hai..
4.
Yaha se loan lene par aapko sabse
log duration yaani ki loan amount ko pay karne ke liye jo deadline hai wo bahut
lambi mmil jaati hai..
5.
Iske baad jo agal point yah
hai ki jab bhi aapko yaha par apna loan amount or uska interest rate pay karna
hoga aapke paas muiltiple optons hai ki aap jis bhi method se chahe loan
amountpay kar sakte hai..
6.
Next point yah hai ki yaha se
loan amount lene ke liye aapko koi lambi documentation jama nahi karwani hoti
yaha par aapko loan amount kam documents mein bhi mil jaata hai..
Mai aapko yah baat point wise
clear karne ki koshish karooonga..
1.
Sabse pahle to aapko agar
smartcoin application se loan lena chahte hai to aap ek Indian residential yaani
ki bharat ke niwasi hone chahiye..
2.
Agla yah hai ki yaha se loan pane
ke liye aapke paas wo sabhi human verification documentation honi chahiye jo ki
smartcoin application mein loan lete waqt required hote hai..
3.
Iske baad next point yah hai
ki aapke paas occupation identity or verification complete karwane ke liye sabhi
documents ho or aapke paas kaam hona chahiye jisse aap loan amount ko lo to pay
bhi kar sako..
4.
Last point yah ahi ki aapke
paas aapka active bank account hona chahiye jisme required hone par minimum 6
months ago ki bank statement maangi jaa sakti hai..
SmartCoin App Se Loan Apply Kaise Kare?
To ab mai aapko batane waala
hoon ki aap log smartcoin application se loan apply kaise kar sakte ho..
1.
Sabse pahle aapko apne phone
ko haath mein lena hi or open karna hai open karne ke baad apko uske menu bar
ko open karna hai..
2.
Menu bar open karne ke baad
aapko google play store naam ki application mein jaana hai or waha jaane ke
baad aapko
3.
Search button par click karna
hai google play store ke iske baad aapko waha par type karna hai smartcoin aur
yah type karne ke baad aapko karna hai search..
4.
Iske baad aapke samne
application aa jaayegi application aane ke baad aapko use apne phone mein
install kar lena hai jab install ho jaaye..
5.
To iske baad aapko use ipen
karna hai or waha par jo aapka mobile number hai wo waha par daalkar otp aane
ke baad aapko process button par click karna hai..
6.
Then aapko apni bhasha select
karna hai the location ki aap india se hai..
7.
Iske baad aapko apni formal
saari basic details jo bhi waha par required hai wo sabhi de deni hai..
8.
Sabhi details den eke baad
aapse waha par job hi required documentation maange aapko wo waha par upload
kar deni hai..
9.
Upload karne ke baad aapko
waha par top par loan preference ka option dikhega aapko uspar click kar dena
hai click karne ke baad
10.
Aapko jis type ka loan
chahiye wo loan type amount of loan and deadline set kar deni hai..
11.
Or fir request application
par click kar dena hai…
12.
Agar aapka loan approve ho
jaata hai to aapka status success show kar dega fir aapko waha se 24 hours ke
andar jo aapka loan amount hai wo aapke bank account mein aa jayega..
SmartCoin App Se Loan Lene Ke Liye
Documentation:-
To ab mai aapko bataunga ki
smartcoin application se loan lene ke liye aapko kon kon se required
appliocation waha par submit karwani hogi…
1.
To sabse pahle aapko yaha par
apna human identity verification ko complete karwana hoga jiske liye aap yaha
par apne (Aadhar Card, PanCard, VoterIDCard, Passport) se verification complete
karwa sakte hai..
2.
Next jo verification hai wo
complete karwani hogi aapko residential address verification iss verification
ke madhyam se aapke location ko verify kiya jaata hai iske liye aap (
Electricity Bill, Rent Agreement) se verification complete karwa sakte hai…
3.
Next verification hota hai
aapka occupation verification iss verification ke andar yah baat pata lagayi
jaati hai aap kaam karte hai ya nahi or karte hai to uska id proof iss verification
ko karne ke liye aap (form 16, pay slip, salary slip) de sakte hai as a
document..
4.
And jo last point hai wo yah
hai ki yaha par aapko apna active bank account ka status verify karwana hoga
iske liye aapko abhi se picchle 6 months ka bank statement dena hoga…
Kya Sikha?
To finally dosto humara aaj
ka blogn post khatam ho gaya jaha par hum logo ne jaana ki kis tarike se aap
yaha se online loan le sakte ho uss loan ko yaani ki online loan ko apply kar
sakte ho aur online loan mein bhi humne jaana ki kis tarike se aap jo hai
online loan mein application se loan apply kar sakte hai aur application mein
bhi humne jana ki kis tarike se aap log smartcoin app se loan kaise le sakte
hai, smartcoin app se aap loan kaise apply kar sakte hai, smartcoin application
se aap log kitna loan le sakte hai , smartcoin app se loan lene par aapko kitna
interest rate dena padega, kitne tak ka loan amount aap log smartcoin
application se le sakte ho aur documentation mein kya kya chahiye …
Inn saari baato ko humne apne
aaj ke iss post mein complete explain kiya hua hai kucch sawal ya sujhav ho to
comment karke zaroor pooche..
Dhanyavaad
0 Comments