Namaskar Bhaiyo,
Kaise hai aap log ummid karta
hoon ki babhut acche bhake honge aur khush honge khair aaj ki iss post mein hum
log kucch esi baatein karene waale hai jo ki aap logo ke liye khaas hone waali
hai jii haa agar hum baat kare to shayad kucch logo ko batane ki bhi need nahi
hai ki hum log kis bare mein baat karne waale hai to mai aapko bata doo ki hum
log baat karne waale hai ki aap mein se bahut saare logo ne mere post ko dekhe
hai waha par mai aksar aap sabhi logo ko finance and loans related baate batate
rahta hoon lkein aaj jo hum baat karne waale hai wo topic to isi mein se ek hai
lekin jo changes wo aapko post aage tak padhne mein aapko pata lag jaayegi to
jaise agar hum baat karte hai ..
Loan and finance ki to bahut
saare logo ko yah baat pata hai ki log aaj ki date mein now days loan lete
rahte hai aur kucch log kam lete hai to kuch log zyada lete hai actually mein
facts yah hai ki yah loan depend karta hai ki saamne waale ko need kitni jaise
ki koi middle class families wale log honge unke loan amount ki raashi kam hogi
aur saath hi saaath unke loans hote hai instant loan types aur personal loan
types lekin agar hum baat karte hai bade loan it means huge amount of loan waha
par aapko dekhne ko milega ki jo yah aksar massive loans hote hai yah zyadatar
business man logo ke dwara liye jaate hai inke loans ke amount bhi bade hote
hai kaafi.
To abhi mai aaj ki iss post
mein aapko bade loan types waale matlab ki mai aapko business man logo ke laons
ke bare mein nahi batane wala hoon lekin haa mai aap logo ko aaj ki iss
post mien middle class logo dwara liye
jaane wale second types of loan ke bare mein kucch important baatein discuss
karne waala hoon..
Discuss it measn ki hum log baat karne waale hai ki aap log instant
loan kaise le sakte hai jo ki aap mein se abhut saare logo ne meri mostly post
mein yah chhij dekhi hui hai maine aapko kaafi saare instant loan lene ke
tariko ko bataya hua hai lekin..
Haa yah jo tarika hai yah tarika
sabhi tariko se thoda sa alag hone waala hai aur wo isliye kyunki mai aapko
bata dena chahta hoon ki jo maine aapko instant loan ke bare mein and use pane ke
mostly tariko ke bare mein bataya hai kucch waise hi concept mein aapka aaj ka
yah post hone waala hai jaha par hum log bat karne waale hai ki maine aap logo
ko bahut saare topics and content cover kiyae hai ki how to get instant loan,
and how to apply instant loan to yaha par jaise ki aapko yah baat pata chal
gayi ki hum instant loan lene ke tricks ke bare mein abat karne waale hai
lekin..
Mei aapko bata doo ki yah koi
trick nahi hai sabs epahli baat to yah ek online service ahi finance ki dunia
mein ab jaise ki aap yah baat jaante hai
ki humara india jaise jaise digitalize hote jaa raha hai usi tarike se se jo
humari kaam ki saari chhijo ko internet access karke use or zyada hi easy to
use access banate jaa raha hai aese mein agar hum baat kare ki online loans ki
to jii haa aaj ke date mein aur aaj ke time par yah chhij possible hai aur aaj
ki iss post mein bhi mai aapko yahi batane waala hoon ki aap log instant loan
kaise le sakte hai aur wo bhi ek application ki madad se to jaise ki aap mein
se bahut saare log iss baat ko jaant ehia ki aaj ki iss date mein aapka koi
chhote se chhota kaam ho ya bade se bada kaam aaj yah saara kaam karne ke liye
aapko jo services ahi wo aapko online mil jaati hai aur online bhi kucch iss tarike
se aapko inn sare chhijo ke liye dedicated ek application hi mil jaati hai..
To jis instant loan pane waale application ki hum log baat kar
rahe hai uss application ka naam hai Insta Money Loan jii haa jaise ki aapko
pronounce karne mein aasani lag rahi hogi same isi tarike se aap log loan bhi
yaha se insta it means like ki aap log
yaha se loan bhi instant hi le sakte ho..
To aaj ki iss post mein hum
log jo kucch bhi cover karne waale hai hum unn sari chhijo ke bare mein aap
logo ko ek chhota sa overview de dete hai ki aapko aaj hum batane waale hai ki
what is Insta Money Loan, and the second question is that ki aap Insta Money
Loan se kitna loa le sakte hai, Insta Money Loan se aap log loan apply kaise
karenge, and the last queries bhi bahut hum log aaj ki iss dedicated post mein
cover up karne waale hai to please aap logo se nivedan hai ki iss post ko poora
read kijiyega dhyaan se kyunki aap log yaha se aaj ki iss post mein saari baato
ko detail mein padh ke aur saath hi saath samajh ke jaate hai to aapko fir koi
next video ya next post padhne ki koi bhi need nahi hone waali ahi to please
aap log aaj ki iss post ko pora dhyaan se read kariye…
Insta Money Loan Kya Hai?
To abhi age badhne se pahle
mai aapko bata dena chahta hoon ki hum log yah topic to definitely hi clear
karne waale hai ki Insta Money Loan se aap loan kaise le sakte hai saath hi
aapko mai yah bhi bataunga ki aap log Insta Money Loan se loan apply kaise
karenge lekin aage badhne se pahle aapka yah janna zarori hai ki aakhir Insta
Money Loan hai kya to aapko mai bata doo ki Insta Money Loan,
Insta Money Loan ek loan application
hai yah application aapko loan provide karwati ahi jii haa aapko mai bata doo
ki yah aaplication ek loan providing service application jiski agar hum baat
kare to yah application mostly aapko instant loan den eke liye eminent hai yah
aapko loan de sakti hai wo bhi instant ab agar iski baat kare to yaha se liye
jaane loan par aapko proper guidelines and regulations ke tahat yaha par aapko
loan mil jaata hai lekin mia aapko explain kar doo ki RBI ke guidelines and
regulation ke under aapki insta llaon application kaam karti hai..
Abhi mai aapkop yah batane
waala hoon ki yaha se aap kitna loan le sakte hai and kaise….
Insta Money Loan Se Aap Kitna Loan Le Sakte Hai?
To sabse pahle to yah ki mai
aapko hamesha yah batate rahta hoon ki aap loan kahi se bhi le le lekin sabhi
loa providing platform and financial sectors ke paas jo hai waha par loan unko
types of loan ke according milti hai kyunki koi bhi loan providing platform ho wo
waha par loan unhen types of loan par hi milega lekin mai aapko bata doo ki
insta laon ek aesi application hai jo ki yah yaha par aapko sirf one and only
one type of loan hi degi aur iske paas zyada kooi multiple service nahi hai to
aapki jaankari ke liye mai bata doo ki Insta Money Loan se aap log kitna loan
le sakte hai to iski information yah hai ki…
Yaha se aap sirf or sirf instant
loan le sakte hai baaki personal loan ya business loan jaisa kucch bhi nahi hai
to yaha par hum yah baat kare ki aap yaha se kitn aloan le sakte hai instantly
to wo aapko minimum 10000 rupees se lekar ke 50000 rupees tak ka loan aapko
yaha se mil sakta hai…
Insta Money Loan Se Aap Kitne Dino Ke Liye Loan
Le Sakte Hai?
To yah sawaal ek most asked question
mein se ek ban jata hai ki aap Insta Money Loan application se loan to le rahe
hai yah baat acche se samajh mein bhi aa jaati hai lekin ab yah fact saamne
aakar rook jaati hai ki jo aapki loan hai jo aap loan le rahe hai wo aapko loan
milta kitne samay ke liye hai to iska jawab dene se pahle mai iss baat ko
explain karna chahoonga ki yaha se aapko job hi loan amount mil raha hai aap mein
se bahut se log yah baat pahle se hi jaante hai ki yaha se liya jaane waala
loan amount instant loan ki ginti mein aata hai aur kyunki ab yah bat aap log
jaante hai ki yaha se liya jaane waale loan amount ki ginti instant loan mein
aati hai to uske yaani ki instant loan ke features ke hisab se aapko yaha par
loan jo hai wo kam bhale milta hai lekin uss loan amount par aapko koi interest
rate nahi denapadta hai lekin kyunki ab baat yah aa chuki hai ki yaha par jo
aapko loan amount mil raha ai instant ly hai aur kyunki compamy ke paas types 1
hi ki loan service hai abhi to waise to aapko instant loan par bhi zyada kucch
duration nahi milta hai lekin …
Company yaha par aapko
instant loan par bhi aapko jo duration hai wo zyada wakt ka de degi aur time duration
aapka kam se kam ki baat kare to wo hoga aapka minimum 90 days ke hisab se baaki maximum ki baat kare to maximum aapko
yaha se 150 days tak ka loan amount mil sakta hai…
Insta Money Loan Se Loan Lene Par Aapko
Interest Rate Kitna Dena Padta Hai?
To waise to ab aapke dimag
mein ek sawaal aa raha hoga jiske bare mein
mujhe acche se baat pata hai ki aakhir kis type ka question aapke dimag
mein aa raha hoga to sabse pahle baat ki jaaye to jaise aap yah baat jaante hai
ki aap kahi se bhi kisi bhi financial sector se aap loan le lijiye waha par
aapko bhi multiple options milta hai loan lene ke lekin kyunki aap yah baat
jaante hai acche se ki aap agar loan kisi financial sector se jaakar lete hai
to aapko instant loan par loan amount khair jo kucch bhi ho lekin aapko jo loan
milta hai uss par naa to aapka interest rate lagta hai aur naa hi aapko long duration
dee aati hai loan ki o aese mein sawaal yah aati hain ki aap Insta Money Loan
se agar loan le rahe hai to aapka kya yaha par interest rate pay karna hoga..
To iss sawaal ka jawaab aata
hai jii haa pay karna hoga aur wo islliye kyunki jaise ki aap logo ko yah baat
shuru se hi pata hai ki instaloan application par aapko jo loan milta hai wo k
hi types ya fir aap log kah sakte hai ki ek hi fundamental ke hisab se milta
hai aur yahi ek kaaran ban jaata hai aapka ki yaha se aap log loan lete hai jo
ki instant hota hai lekin uss loan amount par aapko sabse pahle jo loan
repayment ka time duration milta hai wo aapko zyada mil jaata hai saath hi yaha
par instant loan aapko lambe samay ke liye diya jaa raha hain isliye aapko jo
loan hai uss par aapko interest rate bhi pay karna hota hai..
To ab I think so ki maine
aapke mind se yah jo confusion hai yah clear kar diya ho to ab agar hum baat
karter hai ki jo loan amount par interest rate pay karna padega aapko Insta
Money Loan par wo aapko kitna pay karna padta hai to yaha par aapko minimum se
minimum 9% se lekar ke aapko 23% tak kainterest rate aapko pay karna padta hai…
Insta Money Loan Se Loan Kon Kon Le Sakta Hai?
To ab mai yah sawaal ka
jawaab explain karne wala hoon ki aap mein se kon kon se log Insta Money Loan
se loan le sakte hai it means ki loan apply kar sakte hai to yah baat mai aap
logo ko point wise batata hoon..
1.
Sabse pahle jisko bhi Insta
Money Loan application se loan chahiye wo sabse pahle to Indian residency hona
chahiye..
2.
Next point yah hai ki jise
bhi Insta Money Loan application se loan lena ho uske paas wo sbhi eKYC documents
hone chahiye jisse wo apni personal identiy ko verify karwa sake..
3.
Next point yah hai ki uski
minimum age 21 years honio chahiye or zyada se zyada 56 years ki age honi
chahiye..
4.
Jinko bhi inst aloan
application se loan chahiye unke paas koi na koi occupation zaror hona
chahiye..
Insta Money Loan Se Hi Loan Kyun Le?
To yah sawaal aap mein se
bahut se logo ka hai or ho bhi sakta hai ki jab hame loan hi online lena hai to
uske liye hum sirf Insta Money Loan application ki or hi kyun jaaye jab hamare
paas kaafi saare option hai to iska jawaab mai aapko point wise dena chahoonga..
1.
Sabse pahla reason yah hai ki
jiski wajah se aapko insta laon application se loan lena chahiye or wo yah hai
ki aapko yaha se loan ki jo poora process hai use implement karne ke liye aapko
kahi jaane ki koi need nahi hai saara kaam aapka online hoga ghar baithe..
2.
Next jo point hai jiski wajah
se aapko Insta Money Loan application se loan lena chahiye or wo yah hai ki aapko
yaha par sabhi loan amount instantly provide ho jaate hai..
3.
Next point yah hai ki yaha se
loan lene par aapko zyada time mil jaata hai uss loan amount ko repayment karne
ke liye..
4.
Next point yah hai ki jiski
wajahse aapko Insta Money Loan application se loan lena chahiye or wo yah hai
ki yaha par jo loan amount lete hai use repayment karne ke liye aapko bahut se payment
method mil jaate hai..
5.
Yaha se liye jaane wale loan
amount par aapko kaafi kam interest rate pay karna padta hai..
Insta Money Loan Se Loan Kaise Apply Kare/ Insta
Money Loan Se Instant Loan Kaise Apply Kare?
To dosto mai aapko wo poora
process batane waala hoon jisse aap lo g Insta Money Loan application se loan
apply kar sakte ho ya fir in short mein kahoo to aap log Insta Money Loan se
instant loan apply kar sakte ho..
1.
Sabse pahle aapko apna phone
haath mein lena hai or menu bar ko open karna hai menu bar open karne ke baad
aapko
2.
Google play store application
ko apne phone mein open karna hai iske baad aapko search button apr click karna
hai
3.
Click karne ke baad aapko Insta
Money Loan search karna hai search result aane ke baad aapko
4.
Insta Money Loan application
ko apne phone mein install karna hai
5.
Install karne ke baad open
karna hai open karne ke saath hi aapko waha par
6.
Apni bhasha select karni hai
language select karne ke baad aapko waha par apna mobile number daalkar
registration kar lena hai..
7.
Registration successful hone
ke baad aapko waha par apna loan amount ko choose karna hai aur kitne time ke
liye chahiye ye choose karna hai..
8.
Wo sab chose karne ke baad
aapko application request par click kar dena hai..
9.
Iske baad aapko apni required
documentation ko upload kar dena hai ab aapki application request mein jaa
chuki hai..
10.
Status approved hone ke saath
11.
24 ghanto mein aapke paas
aapka loan amount aapke bank account mein pahunch jaayega…
Insta Money Loan Se Loan Lene Ke Liye
Documentation:-
To mai aapko sabse important baat
ab batane waala hoon ki aap log loan ke liye apply to kar denge lekin lnta loan
application mein loan lete wakt jo required documentation maange jaate hai
aapko sabse pahle uske bare mein pata hona zaroori hai….
1.
To agar hum documentation ki
baat karte hai to sabse pahle mai aapko bata doo ki Insta Money Loan
application se loan lete wakt jis vyakti ko yaha se loan chahiye use sabse
pahle apna verfifcation complete karwana hoga jiske liye use (Aadhar Card, Pan
Card) de sakte hai..
2.
Next jo documentation maangi
jati hai aap sabhi logo se wo hai yah ki jis bhi vyakti ko yaha se loan chahiye
use apna residential proof verification complete karwana hoga jiske liye use
(Electricity Bill, Rent Agreement) de sakte hai..
3.
Next jo aapka verification
kiya jaata hai wo hota hai aapke kaam ka jii haa yaani ki aapka occupation proof
jiske liye aapko yaha par ( Form 16, salary Slip, Pay Slip) se verification
karwa sakte hai….
4.
Last jo aapki document
submission honi hai wo hogi aapki wo identity jaha par aapko aapka loan amount
chahiye hota hai yaani ki active bank account jii ha aapke paas aapka bank
account hona chahiye as a active condtion with uske sath aapke paas picchle 6
months ka bank statement hona chahiye…
Kya Sikha..
To finally dosto humara aaj
ka yah blog post khatam hota hai jaha par hum lolgo ne kaafi kucch sikha aur
sikha it means hum logo ne yah sikha ki aap log kis tarike se Insta Money Loan
application se loan le sakte hai yaani ki Insta Money Loan se loan kaise le isi
ke saath Insta Money Loan se loan apply kaise kare Insta Money Loan se instant
loan kaise apply kare aur isi ke humne in depth jaakar aapko kaafi kucch chhije
bahut deeply explain kii hai jaha maine
aapko yah baat batayi hai ki aap log Insta Money Loan application se kitna loan
le sakte hai aap Insta Money Loan se lolan kitne samay ke liye le sakte hai
aakhir wok on kon se document aapko required hote hai jo ki aapko Insta Money
Loan se loan lete wakt aapko kaafi need mein aate ahi or wok on kon se log hai
jo ki insta loa le payenge jo eligible honge..
Ummid hai ki aapko humara aaj
ka yah post pasand aaya hoga agar aapko yah post pasand aaya to apne dosto mein
zaroor share kare baaki kucch sawal ho to comment mein pooche…
Dhanyavaad…
0 Comments