Namaste dosto kaise hia aap sabhi log ummid karta hoon ki bahut acche honge aur bhale change ho ayr aaj ki iss post mein jaise ki aap logo ne title ko acche se padh hi liya hai ki mai aaj aapko yah batane wala hoon ki aap loan loan kaise le sakte ho aur yah loan lene ka tarika ek dam mast aur unique hone waala hai aur inn saari chhijo ko detail mein mai clear karne waala hoon so please aap log iss post ko carefully read karna okay..!!
Lekin post mein to hum log
definitely aage badhne waale hai lekin usse pahle mai aapko bata dena chahta
hoon ki jaisa aap log jaante hai aur yah baat samajhte bhi honge ki aakhirkaar
loan ki need hame padti kyun hai sabse pahle jo ek baat logo ke dimag mein
jisne ghar kiya hua hai ki loan lena its not for good decision mai poochta hoo
aesa kyun..
Sabse pahli baat to yah hai
ki koi bhi person loan jo hai wo apne choice se nahi leta hai uss loan ko lene
ke picche bhi uski mazboori hoti hai warna bina kisi pareshani ke kisi bhi
vyakti ko aapne loan lete hue dekha hai lekin mai aapko ek baat bata doo ki aap
log time padne par loan lijiye kam se kam aapko iss baat ka experience to ho hi
jaayega saath hi jaha par agar yah ek fact galat hai ki loan lena sahi nahi to
iska matlab yah hua ki jitney bhi business man log loan lete hai for his
startup and the more things wo sab galat hai aesa kucch bhi nahi to aaj mai
aapko loans kaise le paayenge aap log bahut hi aasani se yah batane waala hoon
aur pahli chhij…
Ek mind mein logo ke miss
conception hai ki wo log loan jo hai kisi formal sector se lenge rto wo zyada
sahi rahega mai kahta hoon aesa kucch nahi abhut saare aese private institution
hai jo logo ko unformal sector ke basis par loan de raha hai to kya wo log loan
nahi ele paa rahe hai ya nahi de paa rahe hai mai agin bata doo ki yah saari
baatein mis conception hai ab mai aapko ek or baat acche se defined kar dena
chahata hoon ki aap log jis bank ke bharose jaakar loan lene ki sochte hai wo
hi bank aapko itni aasani se aapne loan kaha wo aur aapko irtni hi aasani se
loanprovide karwa de ye itna bhi aasan anhi hai jii haa aap ke jaankari ke liye
yah jaanna bahut zaroori hai ki aap apne bank se hi specaially middle class
families ke jo bhi vyakti loan apply karte hai unko loan itni aasani se nahi
mil paata hai just because ki kabhi eligibility ko lekar kisi tarah ka issu ya
fir aapke documentation and agar yah saari chhije thik bhi rahi to uska cibil
wagerah ka koi naa koi issue batakar uska time bhi waste karwate hai aur saath
hi loan to mil hi nahi paata aese mein mai aapko ek baat acche se clear kar
dena chahta hoon ki aap jab khud dekh rahe hai ki humara india bahuthi tezi se
digitalization ki aur badh raha hai fir problem kaisi hai aap bhi isi
digitalization ke maadhyam se apne loan ko apply kar sakte ho …
Jisko hum agar simple bhasha mein
batane ki koshish kare to jiska naam hai online loan jii haa aap log online
loan kaise le online loan apply kaise kare aese maine dhero quries google par
dekhi ha logo ko search karte hue aur kamaal ki baat yah hai ki poore queries
ke andar ek kaam ki information nahi milti lekin ab aapko pareshaan hone ki koi
bhi need nahi hai kyunki aapko loan kaise milega online jisse ki aap online
loan kaise le sakte hai saath hi aap online loan apply kaise kar sakte hai aur
online loan lete wakt kya kya baatein hume dhyaan rakhni chahiye saath hi loan
lene ke liye aapke paas kon kon se required documentation honi chahiye aur inhi
se related kucch baato par hum aaj baat karne waale hai ..
To sabse pahle mai aapko bata
doo ki baat to hum abhi online ki hi kar rahe hai lekin bat hogi application ki
jaise aap aaj ki date mein jaante hai ki kaise market mein application ka boom
hai aaj ke time par aapo hare k chhota sa chhoata kaam karne ke liye help or
needed application mil jaati ahi aese
mein digitalization ke ek aise hi daur mein jaha par hum agar baat karte
hai aese application ki jisse aap loan paa sako to wo bhi aapko mil jaayega …
Aaj hum baat karne waale hai
cashbean loan application ke bare mein aaj ki poori yah post cashbean
application par dedicated hai or mai aapko bata dena chahta hoon ki aap
cashbean loan app se loan kaise lenge or saath hi cashben loan app se aap loan
apply kaise kar sakte hai aur saath hi isi se jude kucch khas aur important
baarto ko aaj hum aaj ki iss post mein discuss karne waale hai …
Agar aap loan lena chahte hai
or chahte hai ki aapko loan bahut hi aasani se ghar baithe hi mil jaaye to iske
liye aapko zyada kucch karna nahi hai aapko iss post ko poora read karna hai
aapko loan se judi sari jaankari mil jaayegi..
CashBean Loan App Kya Hai?
Khair aage to hum badhenge hi
aur saath hi yah baat to aapko definitely hai ki mai aapko pakka hi bataunga ki
aap log cashbean loan app se loan kaise le sakte ho or cashbean loan app se
loan apply kaise kar sakte ho lekin isse pale mai aapko bata dena chahta hoon
ki cashbean app hai kya..
To dosto cashbean ek loan
service proving platform hai jo aapko loan provide karwati hai iss application
ki baat kare to iss application se aap log safe and secure way se laon le sakte
hai aur yah mai kis behalf par kah raha hoon kyunki casheban application NBFC
and RBI dono ke through registered hai aur saath hi yah application loan
proving work bhi inhi ke guidelines mein rahkar karti hai…
CashBean Loan App Aapko Kitna Loan Deti Hai?
To dosto abhi agar hum iss
topic par abat karte hai ki aapko cashbean loan app kitna loan deti hai to yah
jaanna aapkeliye bahut hi zyada zaroori hai ki aap ksisi bhi loan service
providers se loan lijiye lekin aapko yah baat pata honi chahiye ki aapko kitne
amount tak ka loan aapko waha se mil jaata hai jaha tak baat rahi cashbean loan
application ki to mai aapko bata doo ki waise to mai aapko proper batane waala
hoon loan process ke bare mein lekin yah jo cashbean application hai yah ek
type ki instant loan application ke tor par aap maan ke chal sakte ho toa ise
mein mai aapko bata doo ki koi bhi loan service platform ke paas loan ki sirf
ek Facility naho hoti unke paas types of loan hote hai aur same cashbean
applications mein bhi hai lekin mai aapko information purpose ke basis par bata
doo ki yaha se aap kitna loan le sakte hai to bhaiyo cashbean se aap kam se kam
50000 rupay se lekar 50000 rupees tak ka loan amount aap log le sakte hai….
CashBean Loan App Instant Loan:- To abhi mai aapko batane wala hoon cashbean
application ke pahle types of loan ke bare mein to aese mai sabse phle mai bata
doo ki moai aapko mai 2 types bata raha hoon jisme se ke yah hai or bhi bahut
se broad loan types hai unko jaanne ke liye aap inki official website par jaa
sakte hai to mai aapko bata doo ki instant loan lene ka ek benefit yah hota hai
ki aapko jo loan amount hai wo aapka turant approved ho jaata hai isi ke saath
yaha par instant loan mein aapko koi bhi high interest rate pay nahi karna
padta….
Aur baat rahi cashbena
application ki to mai aapko bata doo ki cashbean loan app se aap log instant
loan jo hai wo aap log le sakte ho 20000 rupees tak ka instant loan ….
CashBean Loan App Personal Loan Kaise Le?:- So abhi mai aapo next yaani ki agla point yah
batane waala hoon ki aap log cashbean loan application se kitne amount tak ka
personal loan le sakte ho jaise ki abhi maine upar aapko batatya ki aapko
cashbean se instant loan kitna milega aur abhi mai aapko yah bataunga ki aapko
cashbean se personal loan kitna mil sakta hai lekin yah mai aapko explain
karoo isse pahle mai aapko bata doo ki
personal loan lene ke aapko kya benefits mil sakte hai sabse pahle to aap jab
bhi personal loan ke liye apply karte ho iss types of loan ke andar aapko jo
loan amount hai wo aapko sabse zyada dekhne ko mil jaata hai isi ke saath hi
saath aapko jo loan duration hai wo aapko kaafi zyada samay ke mil jaati hai…
Aur agar hum baat karte hai
cashbean loan applications ke bare mein to mai aapko bata doo ki instant loan
mein loan dene ki ek limit zaroor ho sakti hai lekin personal loan mein custom
basis par loan le paoge aur iske liye cashbean application ki baat kare to yah
aapko maximum 500000 rupees tak ka loan personal de sakti hai..
CashBean Loan App Se Aapko Kitne Dino ke LIye
Loan Milta Hai?
To abhi mai aapko detail mein
yah baat explain karne wala hoon ki agar aap log jab cashbean application se
loan lete hai to aapko jo loan amount hai wo kitne samay ke liye mil jaata hai
to agar mai aapko bata doo ki agar jab aap kisi bhi financial sector mein loan
apply karne ke liye jaate hai to jo aapka loan amount hain wo to aapko mil jata
hai lekin sabse badi baat hai ki wo loan amount aapko milta kitne dino ke liye
hai aur yah baat ko aap detailed mein pata honi chahiye to abhi mai aapko yah
batane waala hoon ki jab aap log cashbena loan application se loan apply karte
ho aapko loan bhi mil jaata hai lekin jo loan amount hai wo aapko milta kitne
dino ke liye hai to yah mai aapko bata deta hoon lekin again ek abat ki jo
aapka loan amount ka duration hai wo depend karta hai ki aap loan kis type of
loan ke method se le rahe ho…
Cashbean loan application ki
baat kare to yaha se aapko kam se kam 61 days it means ki aapko 2 mahino se
lekar ke 189 days yaani ki 6 months ke aaspaas ka duration mil jaayega..
Loan ki duration jo hai wo
mostly loan types ke basis par hoti hai…
CashBean Loan App Se Aapko Loan Amount Ka Kitna
Interest Rate Dena Padta Hai?
To sabse pahle mai yah clear
kar deta hoon ki job hi aapka loan amount hota hai pahla ki aap kisi bhi place
ya platform se loan lekar jab aate hai to sabse badi baat hi yahi ki aapko loan
kitna mil jaata hai iske baad aapko loan ka amount bhi mil jaata hai and then
aapko loan ka deadline yaani ki loan duration kitna mil jaata hai loan lete
wakt aapko inn 2 factors ko to yaad rakhna hi rakhna hai saath hi yah bhi yaad
rakhna hia ki aap loan kahi se bhi lijiye saath hi uss loan ka intrest rate kya
liya jaa raha hai aapse yah baat apne aap mein bahut important hai..
To abhi mai aapko bata doo ki
aapko cashbean loan app se loan lene par kitne percent ka interest rate yaani
ki aam bhasha mein byz kitna bann jaata hai to wo to mai aapko bata hi doonga
lekin again mai aapko bata doo ki jo loan amount ka interest rate hota hai wo
bhi aapka type of loan par hi depend karta hai..
Cashbean application se jab
aap log loan lete ho to apko kam se kam 23 % se lekar 36% tak ka aapko interest
rate mil jaayega aur yah jo interest rate hai yah yearly form mein hai…
CashBean Loan App Se Kon Kon Loan Le Sakta Hai?
To abhi mai aapko ek bahut
aham baat batane waala hoon cashbeanapplication se loan lete wakt aapko yah
baat yaad rakhni hai kin kin vyaktiyo ko cashbean loan application se loan mil
sakta hai..
1.
To sabs epahle jin bhi person
o cashbean application se loan chahiye wo sabse pahle to Indian residential
hone chahiye agar normal bhasha mein kahe to bharat ke niwasi tabhi aap
cashbean loan app se loan le sakte hai….
2.
Next ki agar aapko cashbean
loan application se loan chahiye to aapke pas aapke eo sare apne personal
document hone chahiye jisse aapka eKYC complete kar sakte in short human
identity verification…
3.
Next jo point hai wo yah hai
ki jis bhi person ko loan chahiye cashbean application se unn person ki minimum
age 21 saal honi chahiye aur zyada se zyada 56 years tabhi aap eligible honge
cashbeans se loan lene ke liye..
4.
Agla jo point hai wo yah hai
ki aapke paas koi na koi occupation zaroor hona chahiye jisse aap apne liye
gaye loan amount ko pay kar sako aur aapke occupation ki identity ko jaancha
jaayega…
CashBean Loan App Se Hi Kyun Loan Le?
To abhi mai aapko sabs emost
important swalo mein se ek swaal ka jawab iss post mein dene waala hoon aur wo
yah hai ki aapko cashbean loan applications
se hi loan kyun lena chahiye kyunki itne saare option hai hamare paas
tab bhi iska jawaab mai aapko clear kar deta hoon..
1.
To sabse pahle ki aapko
cashbean loan application se loan isliye lena chahiye kyunki yaha par loan
apply karne se lekar ke loan ko bank khate tak milne ka jo poora process hai wo
online hai aur aaj ke time par aapko ise badi facility aur kya milegi..
2.
Next jo point hai aur wo yah
hai ki cashbean loan application se aap log chhote amount ko as a loan le sakte
ho aur isi ke saath wo loan aapka instant loan mein aa jaayega aur wo jaldi
approved bhi ho jaayega..
3.
Next yah hai ki cashbean
application se loan lena hai aapko to baaki ke financial sector ki tarah yaha
par aapse zyada documentation nahi liye jaate simple se normal documents se aap
loan apply kar sakte hai..
4.
Yaha par aap jo loan lenge
uss lolan ko chukane ke liye aapke paas muiltiple payment method mil jaata hai
jisse aap log loan amount ko kisi bhi way se pay kar sako..
CashBean Loan App Se Loan Lene Ke Liye
Documentation:-
Ab yah mai aapko ek bahut
important chhij batane waala hoon loan fields ka sabse important baat ki aap
cashbean se loan lene jaayenge to kon kon se aapko document upload karne
honge..
1.
To sabse pahla jo document
hona chahiye aapke paas wo hona chahiye aapki personal identity proof jisse
aapko verify kiya jaa sake ise aap log human identity verification bhi kahte
hai ise karwane ke liye aapko (Aahdhar Card, Pan Card)etc se verification karwa
sakte hai..
2.
Next jo document chahiye wo
chahiye aapko aapki residential address prrof jisse aapki location identity ko
check kiya jaa sake iske liye aap ( Electricity Bill, Rent Agreement ) de sakte
hai..
3.
Agla jo document hona chahoye
aapke paas wo hona chahiye aapke paas aapki occupational identity jisse aapk
kya kaam karte hai uski jaankari mil sake iske liye aap (Form 16, pay slip) de
sakte hai..
4.
Last mein aapke paas aapka
active bank account hona chahiye jiski aapko minimum 6 months pahle ki aapko
waha par bank statement apko jama karani hogi…
CashBean Loan App Se Loan Apply Kaise Kare?
To abhi mai aapko iss post ka
sabse main part yaani ki yah batane aa raha hoon ki aap log cashbean app se
loan kaise apply kar sakte ho…
1.
To sabse pahle aapko apna
phone apne haath mein lena hai ue on karna hai on karne ke baad aapko iske menu
ar mein jaakar ke google play store ko open karna hai..
2.
Google play store open karne
ke baad aapko iske serch button par click karna hia click karne ke baad aapko
whaa par type kar dena hai cashbean aur fir searh kar dena hai..
3.
Result aate hi aapko cashbean
appp ko apne phone mein install karni hai install karne ke baad aapko ise open karn
hai..
4.
Open karne ke baad aapko
sabse pahle apna mobile number daalkar ke signup kar lena hai iske baad aapko
apni ismein basic details daalni hogi…
5.
Fir aap se job hi required
documentation maange aapkom de deni hai upload kar deni hai..
6.
Iske baad aapko apna loan
amount and deadline select karni hai iske baad aapka loan application request
mein jaa chuki hai 24 ghnato ke andar aapo pata chal jaayega ki aapka loan
approved hua ya nahi..
7.
Approve hone ke saath hi
aapko 1-2 working days ke andar loan amount aapko aapke bank mein mil jaayegi..
Kya Sikha?
To humne aaj yah sikha ki aap
log onlilne loan kaise lete hai aakhir online loan aap log kaise apply kar
sakte hai aur isi topic o kaafi easy banate hue hamne jaana ki aap log cashbean
loan app se loan kaise le sakte hai aur aap cashbean loan app se loan kaise
apply kar sakte hai..
Aur cashbean se hi judi aapko
bahut saari facts iss post mein clear kari hai jaise ki aap log cashbean loan
app se kitna loan le sakte ho saath hi cashbean loan app se loan lene ke liye
aapko kon kon si documentation deni padegi aur bhi etc…
Ummid hai aapko yah post
pasand aaya koi sawaal hoga to coment mein poochiye..
Dhanyvaad
0 Comments