So mere dosto ki haalchal hai aap logo ke ummid karta hoon mai ki aap sab khush swasth or best honge or jaise ki mai again aa chuka hoon aap sabhi logo ke saamne again ek naye topic ke upar baat karne waise mai aapko ek baat bata doo ki yah topic to naya nahi hai khair lekin samasya zaroor nayi hai aur logo ke jivan mein abhi ke time par jitni khushi nahi hai uss khushi se zyada logo ke paas pareshaniyan bhi bahut hai or aam baat hai pareshani ho bhi to kyon naa ho log aaj ki date mein jaah apni personal life ke problems ko suljhane mein lage hote hai wahi aaj ki date mein personal problem to kahir door ki baat rahi aur abhi hum jis topic ke upar bat karne waale hai uss topic kaa nam hai paisa again mai bata doo ki yah topic bhale naya nahi hai lekin iss topic ki jo pareshaniyan hai wo bilkul nayi hai or pahli baar esa ho raha hai ki kisi nayi cchhij ke aane se pareshaniyan badh rahi hai lekin hum chah kar bhi kucch nahi kar sakte uska sabse bada kaaran hai paisa aur aaj ki date mein bahut hi tez speed se badhti inflation aaj isi ki wajah se yah haal hai ki logo ko apni basic needs poori karne ke liye bhi paiso ki iss kadar zaroorrat pad rahi hai jiski koi had nahi aur agar mai abhi ki baat karta hoon to jaisa ki aap yah baat acche se jaante hai ki aaj ke time par basically or specially middle class family jo hoti hai aksar unke ghar mein kamane waalo ki sankhya kam hoti hai as compare to ki ghar mein uske 4 gune members hote hai aise mein usme sabhi shaamil hote hai biwi bacche bujurg aur hum kisi ko kucch bhi nahi kah sakte hai kyunki galti unki nahi hai baat darasal yah hai ki logoke paas aaj ki date mein jitni requirement honi chahiye uss hisab se sansadhan nahi hai…
Aur uska sabse bada kaaran
paisa hi hai kyunki ab to aap paid objects ki baat to karna chhod hi do jo
chhije hume kabhi bina kisi keemat ke sirf or sirf nature se mil rahi thi aaj
ki taarikh meinn uss chhij ke liye bhi hume keemat chukani pad rahi hai ..
Or meri inn saari baato ko
samajhkar ab aap log samajh chuke honge ki specially ek middle class family
waale kis tarike se struggle kar rahe hai to ab aapke mann mein yah sawaal aa
raha hoga ki kya iska koi bhi upaay nahi hai hume hamesha aese hi apni life ko
sirf mahol ke saath apni needs ko poori karne mein lagani hogi to mai aapko
bata doo ki nahi ji aisa kucch bhi nahi hoga aur wo isliye kyunki sabse pahli
baat ki aap logo mere blog ko padh rahe ho aur dooosra yah aap mere bade bhai ki
tarah ho to aapko mujhe iss solution se kaise na kaise nikalna hai..
Aapko mai aaj ki iss post
mein iss samasya ka hal bhi bataunga aur yah bhi bataunga ki aapko iska
solution abhi aapko laptop ya phone ke maadhyam se mil raha hai to aapko iska implementation
bhi phone se hi karna hoga jii haan aapko kahi bhi jaane ki koio bhi need nahi
hai to agar mai basically overview ke hisab se bataooo to aap logo mai jo yah
solution bata raha hoon aap mein se mostly log jaante ho jise hum log kahte hai
loan lena ab aapk kahenge ye kya batt hui loan to hum kahi se bhi le sakte hai
aapka kahna bilkul sahi hai par poori tarah se nahi or wo isliye kyunki aaj ki
taarikh mein kahi se loan lena itna bhi aasan kaam nahi hai aur wo bhi tab jab
crisis aa chuka ho…
To mai aapko loan kaha se
lena ye bataunga wo konsa platform hai iske alawa poora jo tarika hai wo proper
tor par online hone waala hai isliye ab mai jo bataunga usko poore
concentration ke saath padhna hai..
To aapko mai bata doo ki aaj
ki iss post mein hum log kis bank se loan lene jaa rahe to wo bank hai canara
bank aap mein se bahut se logo ka shayad account bhi hoga canara bank mein to
abhi hum baat kare ki canara bank ki kaise aap canara bank se loan le sakte ho
aur canara bank se personal loan kaise apply kar sakte ho basically kyuunki
hume pata hai ki kisi bhi bank mein loan ke aapko multiple types mil jaate hai
jiski wajah se aap ke paas kayi saare option hote hai jisko choose kar ke aap
log jhat se loan apply kar sakte ho lekin jis tarike se aasani hoti hai mai
aapko bata doo ki same usi tarike se musibat bhi hoti hai lolg aksar confuse ho
jaate hai ki loan ke l;iye konse type ko lena sahi hoga aur yah sochte sochte
galti se ho jaata hai galat type of loan par click or aapka ek wrong decision
aapko bahut badi musibat mein bhi daal sakta hai aise mein aaj aapko canara
bank ke sirf ek type of loan jise hum log kahte hai personal loan aaj hum
specially personal loan ke bare mein hi baat karne waale hai ki canara bank se
aap personal loan kaise le sakte ho iske sath hi saath isi ke andar aur bhi
kaafi saare queries ko solve karne waale hai..jaise..
Canara bank se loan kaise le
ya fir canara bank se loan kaise paaye iske alawa canara bank se loan apply
kaise kare, canara bank se loan lene ke liye aapko kon kon se documentation ki
need hogi, kon kon vyakti canara bank se loan le sakte hai saath hi kis
interest rate par aapko canara bank se personal loan milega iske saath or bhi
bahut se sawaal hai jiske saare uttar aapko aaj ki iss blog post mein mil
jaayega to zyada sochiye mat agar paiso ki problem se rahat paana chahte hai to
poore post ko dhyan se padhna…
Canara Bank Kya Hai?
Halanki yah baat mujhe shayad
aap mein se bahut logo ko yah baat pata hai to mujhe pata bhi hai ki aap mein
se bahut se logo ko mujhe yah again batane ki koi bhi need nahi hai ki canara
bank kya hai lekin kyunki yah mera pahla kaam hai ki mai aapko information
poori provide karwaooo to yah bbhi janna aapke liye bahut zyada zaroori hai to
mai aapko bata doo ki canara bank ek bank facility hai aur bank service hai
canara bank ek bahut broad bank hai jiski branches India ke kaafi kono tak mein
hai yah canara bank Indian ke most popular banks mein se bhi ek hai aur yah
aapko jaise sabhi banks waale apni service provide karwate hain same usi tarike
se canara bank bhi aapko ek best bank service provide karwate hai or sare
services mein loan service bhi ek most demanding service hai to abhi mai aapko
isi ke bare mein aage clear karne waala hoon..
Canara Bank Se Aapko Kitna Loan Milta Hai?
To mai aapko dobara se bata
dena chahta hoon ki canara bank ek aisa bank hai jo ki india ke top banks mein se ek mai aata hai aur yah aapko baaki ke
banks ki tarah wo sabhi services provide karwata hai or abhi mai baat karoo to
yah aapko loan ki bhi bahut acchi service provide karwata hai jii haa to agar
aap lena chahe to unlimited amount tak ka loan aap canara bank se paa sakte hai
aur wo amount crors mein bhi chala jaata hai kyunki maio apne mostly saare
blogs mein yah baat bata chuka hota hoon ki aapko bank loan types of loan ke
hisab se deta hai to aapko maximum limit and maximum amount tak ka loan bhi aap
log canara bank se paa sakte hai iske liye aapko pahle choose karna hai ki kis
type ka loan aapko chahiye canara bank se agar aap confuse hai to mai aapko
isse related next post mein bata doonga ki canara bank se aap kis type ka loan
le sakte hai..
Khair abhi to hum baat kar
rahe hai canara bank ki hi ek loan type service ki jo ki hai personal loan aur
jiske bare mein humara yah poora blog dedicated hai…
Canara Bank Se Perosnal Loan Kitna Milta Hai?
To dosto chahe loan amount kisi
bhi type ka kahi na kahi asar isi baat ka main padta hai ki aap loan to le rahe
hai lekin aapko us loan mein kitna amount receive ho raha hai to agar hum baat
karte hai canara bank ki to jaise ki aapko pata hai ki canara bank aaj ke time
most popluar bank hai india mein aur agar hum baat kare loan amount ki personal
loan mein to mai aapko safe k baat pahle bata doo ki sirf canara bank hi nahi
hai bahut se bank jo hote hai wo apne bahut saare types of loan ko rakhte hai
aur uss types of loan ke andar bhi ek fix amount hota hai aur usi raashi ko aap
tak diya jaata hai aapke sabhi details ko dhyaan mein rakhkar to agar mai baat
karta hoon ki specially canara bank se aapko personal loan amount kitna mil
sakta hai to who amount aapka shuru hota hai 50000 se lekar aur agar maximum ki
baat ki jaaye to 500000+ bhi aapko yaha par amount mil jaayega as a personal
loan from the canara bank se ….
Canara Bank Se Aapko Personal Loan Kitne Time
Ke Liye Milta Hai?
To abhi humne upar baat kari
ki canara bank se aap ko kitna yada maximum loan of amount mil sakta hai aur
kis type of loan ke andar aata hai yah personal loan aur jitney bhin alag type
ke loans hote hai unke price alag hoti hai loan ki lekin kisi bhi loan ki sab
se badi baat aur sabse important baat hi yah hoti hai ki aapko wo loan amount
mmilta kitne samay ke liye hai kyunki time bahut zyada matter karta hai aise
mein aapko deadline pata honi chahiye to khair mai aap ko pahle bata doo ki har
kisi loan type ki jo deadline hoti hai wo alag hoti jaise ki instant loan ki
alag hoti hai personal loan k alg hoti hai business loan ki alag hoti hai aur
agar hum baat karte hai canara bank personal loan ki to jaisa ki aap jaan hi
gaye hai ki personal loan hai to laon amount bada hoga hi hoga saath hi aapko
deadline bi zyada time tak ki dee jaati hai..
To agar mai aapko bataoo to
yaha par loan amount ki jo deadline milegi wo kam se kam aapko 6 months se
lekar ke 48 months tak ka aapko deadline mil jaata hai or mere hisab se itna
bahut hai loan amount ko pay karne ke liye…
Canara Bank Perosnal Loan Interest Rate?
To a baa gaye hai hum personal
loan lene ki ek or sidhi upar jaha par ab aapko
mai batane waala hoon ki aapko kitna loan lene par kitna percent
interest rate aapko dena padega aur agar mai ise aam bhasha mein bolo to byaz
yaani ki aapko canara bank personal loan ka interest rate kitna dena padega to
pahle mai aapko ek baat acche se clear kar doo ki kisi bhi jagah se aap loan le
chahe wo online service ho ya fir offline
bank se lo ya kahi aur se lekin do baat bahut main hoti hai ki pahli yah
ki aap loan amount ko kitne dino ke liye le rahe ho aur kitne percent byaz par …
Ab aapko mai yah bataoo ki
aapko canara bank se personal loan lene par kitne percent ka interest rate
aapko dena padega to mai aapko bata dooo ki loan type ke hisab se bhi aapka jo
interest rate hai wo alag banta hai jaise ki agar mai personal loan ka hi
example loo to aapko yaha par loan amount ki duration or loan amount zyada
milta hai lekin interest rate kam milta hai agar numeric terms mein baat kare
to aapko minimum 7.87% se lekar 12% tak ka maximum aapko personal loan ka
interest rate canara bank se mil jaata hai..
Canara Bank Se Hi Loan Kyun Le?
Aap log canara bank se hi
loan kyun loge iss baat ka mere paas sirf ek jawaab nahi hai jawaab hai mere
paas bahut saare yaani ki multiple or mai ise points mein clear karoonga..
1.
Sabse pahli baat jaisa ki
post ke shuruaat mein maine yah baat clear kar dee thi ki waise to canara bank
se loan aap log offline lete ho lekinnn mai aapko online method bata raha
hoon..
2.
Jiski wajah se aapko kahi bhi
jaane ki koi zaroorat nahi hai or saath hi saath aap kahi se bhi baithe baithe
loan appl kar sakte hai..
3.
Canara bank se loan lene ka
to sabse bada faayada yah hai ki abhi aapko yaaha se maximum amount ka loan
just personal loan ke naam par mil jaaega jo ki bahut kamaal ki baat hai..
4.
Yaha se loan lene par aapko
kisi bhi type ka koi extra charge nahi hogi.
5.
Loan amount aapka bhale kitna
hi bada kyun na ho canara bank ka personal loan ke hisab se aapko byaz ki dar
bahut kam deni hogi..
6.
Aapko loan chukane ka itna
zyada samay mil jaata hai ki aap ek tarike se uss paise ko jo ki aap banks se
le rahe ho aapko as a free hi mil raha ho..
7.
Least documentation min aapko
loan milega..
8.
Loan status sidha online jaan
sakoge kahi bhi jaane ki koi zaroorat nahi hogi..
9.
Personal loan lene ke baad
jab aapko iska amount pay karna hoga to aapko amount pay karne ke multiple
options milenge…
Canara Bank Se Perosnal Loan Kon Kon Le Sakta
Hai?
Ab mai aapko detail mein yah
baat clear kar deta hoon ki canara bank se kon kon loan le sakta hai aur wo bhi
canara bank ka personal loan..
1.
To sabse pahle agar aapkom
canara bank se loan chahiye aur specially canara bank ka personal loan to aap
sabse pahle Indian resident yaani ki bharat ke niwasi hone chahiye..
2.
Next point yah hai ki aapki
age yaani ki aapki umar minimum to 21 years ki honi chahiye aur saath hi 75
years se maximum nahi honi chahiye..
3.
Agla point yah hai ki aapke
paas wo saare neede and required documents hone chahiye jisse aapka human
identity verification ko complete kiya jaa sake..
4.
Next point yah ki aapka
canara bank mein pahle se existing khata hona chahiye aur wok am se kam 6
months poora tabhi aapka loan service enable ho paata hai..
5.
Aapke paas koi naa koi
occupation honi chahiye jise aap canara bank personal loan ko lene ke baad uska
interest rate and payable amount pay kar sako…
Ab iss point ko dhyaan se
padhna kyunki ab mai aapko sidha process bata raha hoon ki aap log online
canara bank se personal loan kaise apply karne waale hai..
1.
Sabse pahle aapke paas koi na
koi electronic device hona chahiye like tab, smartphone, pc, laptop tc..
2.
Inn mein se kisi bhi ek
deviced ko lekar internet connectivity ko on karke aapko apne device ke browser
par chale jaana hai..
3.
Iske baad aapko browser ke
search mein likhna hai canara bank official site or unki official site par
aapko chala jaana hai..
4.
Iske baad aapke saamne jab
canara bank waalo ki official site khul jaaye to aapko waha par sign in karna
hoga..
5.
Or sign in karne ke liye
aapke paas wo mobile number hona chahiye jisse aapka bank account linked hai to
simple aapko apne phone number se login kar lena hai..
6.
Login kar lene ke baad aapko
waha par loan preference nazar aayega aapko waha jaana hai nor waha jaane ke
baad aapko apna loan ka type select karna hai ..
7.
To aapko waha par personal
loan waale option par tap kar dena hai iske baad aapko kitna amount chahiye or
kitne samay ke liye aapko waha par type kar dena hai..
8.
Type karne ke baad aapko apni
sabse pahle basic details daalni hogi ..
9.
Basic details daalne ke baad
jo bhi waha par required document maang raha hai aapko wo waha par upload karni
hai..
10.
Iske baad aapka loan request
application jaa chuka hai canara bank team ke pass 48 hours ke andar aapke paas
ek call aayega eKYC complete karne ke liye…
11.
And 24 hours later aapka loan
amount aapke bank account mein aa jaayega..
Canara Bank Se Loan Lene Ke Liye Documentation?
Ab hum baat karenge ki canara
bank se aap loan apply karne jaayenge to aapse waha par kon kon se and needed required
documents aapse mangi jaayegi aur yah sirf personal loan nahi kisi bhi type ke
loan ke liye aapko yahi documents dene honge…
1.
Sabse pahla documents jo ki
aapke paas zaroor hi hoga jisse aapka human identity verification kiya jaayega
uske liye documents ki need hogi aur iske liye aap ( Aadhar Card , Pan Card,
Voter ID Card, Passport) de sakte hai..
2.
Next document jo aapke paas
hona chahiye wo documents honge location verification ke liye jisse aapka
redidential identity ka pata lag sake isle liye ( Electricity Bill, Driving
Liscence, Property Residential Documents )de sakte hai….
3.
Agla jo document aapke paas
hona chahiye wo hona chahiye aapke paas aapke kaam se related jisse pata lag
sake ki aapka occupation kya hai kitni salary wagerah sab details ke liye aap
(Form 16, Salary Slip, ) de sakte hai..
4.
Ab hai last but no the least
ki aapke paas bank account hona chahiye jiska abhi se picchle 6 months ka bank
statement dena hoga..
Kya Jaana?
To finally bhaiyo humara yah
blog post khatam hua hai jaha par aaj humne bahut sari baatein jaani bhi aur
karna bhi sikha hai jisme sabse pahle hai ki aap online loan kaise le sakte ho
matlab ki online loan kaise apply kar sakte ho aur isi ke andar ki baat hai ki
hamne jaana ki aap log canara bank se loan kaise le sakteho aur wo bhi kon sa
personal loan matlab ki canara bank se personal loan kaise lenge with canara
bank se personal loan kaise apply karenege..
Or bhi bahut sio baatein
jaani ..
I hope so you like this
post..
Dhanyavaad..
0 Comments